mehnat Karni chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: mehnat Karni chahie

    G haan bilkul sahi farmaya ap nai kai humay lazmi mehnat karni chaie kyun kai mehnat kai baghair ap ki kamayabi mumkin nahi ap ki kamyabi ap ki mehnat par depend karti hai ap jitni mehnat karo gay ap ko aus ka utna he faida hassil hota hai Ap ko chaie kai ap forex mein proper tarakeey kai saath apni mehnat karay or ta kai ap kamyabi ki taraf move kar sakay or achi earning hassil kar sakay Shukriya.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: mehnat Karni chahie

      Ji han mehnat karni chahie Jo log mohabbat karte Hain vahi log kamyab baat hai aapko chahie kya aap ismein aasan lafzon mein share karna chahie achcha lafzon mein ab post Karen agar aap ismein ke sath bar karenge tabhi aap kamyab honge hamen chahie kya mein jyada se jyada mat karna chahie fraction antilog kamyab hote hain agar aap forex mein mehnat karenge tabhi aap aage badhenge aur kamyabi ki taraf jaenge
      • #18 Collapse

        Re: mehnat Karni chahie

        Assalamualaikum dear forex members 😊😊.....
        Koi bhi business ho mehnat us m ek ehm role play krti h business m insan ko kamyabi usk sabar or mehnat ki waja sy di jati h jitni ham mehnat kren gy utni a6i hmri earning hogi....
        "Hard work is the key 🗝️ to success."
        Forex m mehnat sy murad zda sy zda forex ko time dena daily posts limit ko pura krna h zda sy zda knowledge gain krne ki koshish krna h jitna zda knowledge hoga utni posts ki quality better hoti jay gi or hmri mehnat dekh kr hamen bonus b a6a diya jay ga.
        Shukrya ❤️
        • #19 Collapse

          Re: mehnat Karni chahie

          Forex trading market mein apni mehnat ke sath hi kamyab ho sakte hain Kitna jyada aapka knowledge or experience Hoga utna hi aapko uska benefit hota hai knowledge ko improve Karke ap market analysis kar sakte hain Forex trading me aap apni mehnat ke hisab se earning karte hain agar aap is business mein mehnat karte Hain to aap unlimited earning kar sakte hain agar aap acchi income hasil karna chahte hain to aap ko Apne knowledge or experience ko improve karna chahie knowledge improve karne ke liye aap internet ke upar Forex trading se related help le sakte hain iske alava Pakistan Forex forum ke upar bhi aap apne senior se help le sakte hain experience improve karne ke liye aapko demo account ke upar practice karni chahie demo account ki practis aapko expert trader banne mein bahut jyada help Karti hai demo account per kam Karke aap apni trading skills ko improve kar sakte hain agar aap Forex trading mein emotional discipline ke sath kam karte hain aur risk to reward ratio ko follow karte hain aur money management ke sath kam karte Hain to aap long-term mein ismein benefit hasil kar sakte hain Forex trading main aapko kabhi bhi lalach nahin karna chahie ek acchi mehnat aur struggle ke sath aap expert trader bankar maximum income hasil kar sakte hain Forex trading market se aapko bahut benefit hota hai isliye Apne knowledge ko jarur improve Karen
          • #20 Collapse

            Re: mehnat Karni chahie

            Assalamu Alaikum ummid hai aap sab khairiyat se Honge aur Forex trading per mehnat Karke kamyabi Hasil kar rahe Honge Ham Mein Forex trading per Jyada Se Jyada hardworking Karni chahieBusiness mein gain or loss to hota rahata hai Hamen Loss hone per Himmat Nahin Harni chahie BalKe Hamen apni mistakes ko note Out karke un pr Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Jab Hamari mistakes correct Ho Jaati Hai To Ham kamyabi Hasil kar sakte hain aur Hamen Kabhi Bhi Na ummid Nahin Hona chahie balke Apne per trust Rakhna chahie aur hardworking Karni chahie To Ham successful trader Ban sakte hain Jo log Himmat Har Dete Hain aur kam karna Chhod Dete Hain unko kabhi bhi kam yabi Nahin Mil sakti Hamen kam profit per bhi compromise karna chahie Agar Ham Jyada profit ka Soch kar lalach Karte Hain To Hamen loss ka Samna karna padta hai hard working is key of success
            • #21 Collapse

              Re: mehnat Karni chahie

              Walekum assalam dear aapane bilkul sahi kaha hai aapko is market mein jyada Se Jyada mehnat Karni chahie*trading ki Hamen learning karna Hogi aur jab tak Ham trading Mein learning Nahin Karenge Iske ham advantage nahi mil sakta iske liye learning karna bahut jyada Jaruri hota hai aur Market Mein Apna knowledge Hasil karna aur Market Mein Apna experience increased karna bahut jyada jaruri hai jab tak aapke pass experience Nahin Hoga aap is market se kabhi bhi achcha profit Nahin Le Sakte aur aap is market Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte dear trading Mein first of all objects kam kar rahi hote hain to aapko market ko properly study karna hota hai aur different angles se aapko market Mein different time frames ko use Karke market ko baat karna hota hai aur apne analysis ko perform karna hota hai to Jab aap acche tarike se analysis perform kar lenge to iska aapko Jyada advantage milega aur aapko accha profit Hoga Jis Se Aap Ko kamyabi Mil sakti hai Jab aap is market mein jyada Se Jyada Mein height karte hain aur Market ke bare mein proper study karte hain to aapko ismein advantage Hota Hai.
              • #22 Collapse

                Re: mehnat Karni chahie

                Walekum assalam real aapane bilkul sahi kaha hai Hamen is platform per Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie market Mein trade open karna hoti hai agar aap is market Mein Soch Samajh Kar koi bhi trade open Karenge to iska aapko addvantage Jyada hoga hard work karna hoga market Mein kam kar rahe hote hain ismein aap dekhte hain ke aapko is market mein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hota hai aur aap ko acche tarike se analysis ko perform Karke market Mein trade karna Hoti Hai Kyunki Jab office mein acche tarike se Soch Samajh Kar kam Karenge aur Marne trade ke sath money management ke rules and regulations ko call ok Karenge aur stop-loss aur take profit ka istemal Karenge to iska aapko bahut jyada fayda Hoga Kyunki market Mein Jab Koi ji trade open ki jaati hai aapko lot size kitne account capital Ke Malik Rakhna hoti hai aur uske sath aapko apni trade ke sath stop-loss bahut jyada Jaruri Lagana hota hai Kyunki isase aapko ya fayda Hote Hain Ki aapka account safe hota hai aur aapko bahut advantages mil Jaate Hain Jab aap Soch Samajh Kar kam Karenge aur aap mein hain Karenge to aapko ismein Jyada fayda Milega aur aap ko kamyabi milegi aap is market Mein Jitna Jyada hard work Karenge is market mein aapko Itna Jyada advantage hoga isliye is market Mein Jab koi bhi train Lagate Hain To aapko Soch Samajh Kar aur Market Mein acchi Tarah Se analysis ko perform Karke trade karna Hogi trading mein agar Ham mehnat Karenge to uske liye Hamen trading practice karna ho ki.
                • #23 Collapse

                  Re: mehnat Karni chahie

                  Walekum assalam real aapki baat bilkul sahi hai aapko market mein jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Forex trading Ek bahut hi Jabardast online business hai jismein aap Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur aapas mein raat mein bhi kam Karke se profit Le sakte hain agar aap ismein Mein Nahin karte hain aur aap ismein knowledge Hasil Karke kam karte hain to aapko ismein bahut jyada fayda hote hain Forex trading main aapke pass experience Hona chahie aur aapke pass knowledge Hona chahie tabhi aapko ismein kamyabi milati hai isliye is Samay Apna experience increase karne ki koshish karen aur is form per Jyada Se Jyada mehnat Karen aap Agar is market Mein mehnat Karenge to aap ke liye ismein fayda Jyada hoga.
                  • #24 Collapse

                    Re: mehnat Karni chahie

                    Assalamu Alaikum dear friend kya hal hain aapke ummid karta hun aap mere se Honge ji han aapki baat bilkul theek hai ki mehnat Karni chahie Maine ke bagair To Ham Koi kam bhi kam yah prasaran Jawab Nahin de sakte Forex mein agar ham post kar rahe hain 250 post takat achieve karna bahut Mushkil kaam hota hai isliye mehnat aur hardworking se hote hain trading karni hai to vah bhi Manata hardworking Se Ki Jaati Hai tab jakar mehnat ka fal Milta hai isliye kamyabi Chahte Hain To Mainu Karen mehnat Karen aur mehnat Karen
                    • #25 Collapse

                      Re: mehnat Karni chahie

                      Ji Hain mehnat kamyabi k lia bht lazami hai mehnat k beghair kuch b possible niii mehnat hi wo Rasta hai Jo insan ko us ki Manzil tk ponchti haii kuch b hasil Krny k liyaa mehnat zaroori hai hummy ik target banana chya aur mehnat sy wo target achieve krna Chaya mehnat kr k hardwork sy bnda bht kuch sakhta hai
                      • #26 Collapse

                        Re: mehnat Karni chahie

                        Kamyabi Hasil karne ke liye aapko Hamesha mehnat Karni chahie Kyunki Jab aap mehnat karte hain to usmein aapko bahut acchi results mil sakte hainAgar aap Forex trading market me consistently or regular basis per apni working ko complete karne ke sath sath different important products or different important principles ko Shamil Kahate Hain To ismein aapko bahut fayda mil sakta hai agar aap market Mein consistently and regularly Vishesh kar Apne profit ko increase karne ke liye hardworking Karte Hain To aap successful ho sakte hain Kyunki agar aap mehnat karte hain to ismein aapko Hamesha bahut fayda Milta Hai Main aath karna aapke liye important Hota Hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: mehnat Karni chahie

                          Jindagi ka koi bhi kam ho ismein Insan ko bahut jyada mehnat karne chahie Agar Insan mehnat Nahin Karega to vah ismein na kam ho jaega hard work is key to success mehnat Mein azmath Hai Insan tab Kamyab Hota Hai Jab Insan Se Jyada mehnat Karta Hai kam Karta Hai To zindagi mein bahut Aage nikal Jata Hai Insan ko chahie vah ki Jyada Se Jyada kam Karen aur apni Zindagi Ko Kamyab Bana sake
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: mehnat Karni chahie

                            Hamesha mein lagatar mehnat karni chahie mehnat Karne wale shak kamyab Ho jaate Hain magar mehnat Karne wale nakam hote Hain isliye jaruri hai agar apne aap ko beta banana hai kamyab banana hai to koshish karen Banda koshish karen lekin acche kam mein jaane ke liye mushkil halat gujarne padhte Hain jab mushkil hadse gujar jaega to hamesha Kanda ho jaega
                            • #29 Collapse

                              Re: mehnat Karni chahie

                              Dear forex member ap ki bat bilkul thek hai keh mehnat Karni chahie ji han bilkul Jab Ham mehnat Karte Hain mehnat ke sath Apna Kam Karte Hain To Hamen kamyabi Hasil hoti hai agar Ham Pak Fox Ki Baat Karen Jab Ham Pak Forex per kam kar rahe ho aur ham Chahte Hain Ki Hamen kamyabi Hasil ho to uske liye Hamen mehnat ke sath Apna Kam karna hoga Jab Ham pak Forex per mehnat ke sath Apna Kaam Karenge To Ham daily base per Apna Kam acchi quality ke sath complete Karke kamyabi Hasil kar sakte hain.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: mehnat Karni chahie

                                Friends life mein kamyabi sirf mehnat se milati hai agar aap log mehnat karte rahenge to aapko kamyabi jarur mil jayegi Jo log mehnat karte hain vah apni kamyabi Tak lazmi pahunch jaate hain lekin jo log mehnat hi nahin karte unhen kamyabi nahin milati mehnat ke sath har chij ko hasil Kiya ja sakta hai agar Ham apni life mein sabse Ham jise mehnat banaa lenge to Ham apne success Tak pahunch jaenge mehandi logon Ko successful hone se koi nahin rok sakta ki unhon ny mehnat ki hoti hai aur mehnat ke sath kamyabi hasil karna lazmi shart ban jata hai aap log bhi mehnat per believe krain aap Kamyab Ho jaenge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X