Business main lalach nhi krty mhent krty hn

No announcement yet.
`
This topic is deleted
X
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

    No doubt real aapki baat bilkul sahi hai is business mein aap ko lalach nahin karna chahie ismein aapko mehnat Karni chahie*market Mein kam kar rahe hote hain to ismein aap dekhte hain kya kar aap is market Mein money management ke rules and regulations ke sath kaam Karti Hain To iska aapko bahut jyada fayda hota hai Kyunki Jab aap money management ke sath kam kar rahe hote hain to usse aapka kaun se hota hai aur aapko ismein fayda Milte Hain Jab tak aap money management ke rules and regulations ko follow Nahin Karenge is aapka account kabhi bhi watch Nahin hoga Jab aap is market Mein kam Karte Hain To usmein aap dekhte hain ki aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar Aur Kate ful is market Mein trade open karna Hoti Hai Jab tak aap is market Mein Koi Bhi trade open karte hain aur uske sath stop-loss ka istemal Nahin Karte to aapki trade Jyada risky ho sakti hai aapko money management Ki Main lot size ki selection Apne account capital ki mutabik karna ho ki aur Soch samajhkar trade open karna Hogi proper learning Karke agar office market Mein kam Karenge to aap ke liye fayda Jyada hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

      Trading mein lalach nhi krtay mehnat krtay hai aap nay theek kaha forex main aap ko trading mein lalach ka sath Kaam nhi krna chaiy aap ko mehnat ka sath Kaam krna chaiy tab aap ko kamyabi hoti hai iss main Jo log lalach say kaam krtay hai tu un ko nakaami hoti hai aap agar mehnat kray gay tu aap Acha Kaam Kar ka kamyabi hasal Kar saktay hai
      • #18 Collapse

        Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

        asslam o aliakum han Ji dosto bilkul theek kaha hai ☺️
        agar aap forex business mein kamyabi hasil karna chahte ho aur achi trading karna chahte ho to aapko kabhi bhi lalach nahi karni kabhi bhi jaldbazi nahi karni kabhi bhi overtrading nahi karni💕
        hamesha Dil laga kar mehnat kar ke learning karo market ko samjho market ko analyse kar ke Sabar ke sath trading karo 💖
        apne account balance ke mutabik lot size use karo stoploss aur take profit ka use karo tabhi aap log achi trading karke kamyabi hasil kar paoge☺️💕

        💕Thanks💕
        • #19 Collapse

          Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

          Ji han bilkul dear business main aapko lalach nahin karna chahie aapko ismein Mein net Karni chahie hard work karna hoga market Mein kam kar rahe hote hain ismein aap dekhte hain ke aapko is market mein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hota hai aur aap ko acche tarike se analysis ko perform Karke market Mein trade karna Hoti Hai Kyunki Jab office mein acche tarike se Soch Samajh Kar kam Karenge aur Marne trade ke sath money management ke rules and regulations ko call ok Karenge aur stop-loss aur take profit ka istemal Karenge to iska aapko bahut jyada fayda Hoga Kyunki market Mein Jab Koi ji trade open ki jaati hai aapko lot size kitne account capital Ke Malik Rakhna hoti hai aur uske sath aapko apni trade ke sath stop-loss bahut jyada Jaruri Lagana hota hai Kyunki isase aapko ya fayda Hote Hain Ki aapka account safe hota hai aur aapko bahut advantages mil Jaate Hain Jab aap Soch Samajh Kar kam Karenge aur aap mein hain Karenge to aapko ismein Jyada fayda Milega aur aap ko kamyabi milegi aap is market Mein Jitna Jyada hard work Karenge is market mein aapko Itna Jyada advantage hoga Itni Jyada mehnat Wapas business Mein Karenge aapko iska Itna Jyada Achcha reward milega.
          • #20 Collapse

            Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

            Ji haan bilkul theek baat hai, Humen Business main Lalach nai karnai chahye, balke bohat soch samjh kar hi trading karni chahye, hum jab b kisi kaam ko lalach main a kar kartay hain to hum se bohat c mistakes ho jati hain jinki wajha se humen bohat sa loss ho jata hai, is lye koi b kaam karen to pehle achay se soch samjh len aur cool mind ho kar aur relax ho kar kaam karen.
            • #21 Collapse

              Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

              Koi bhi business ho lalach usko barbad krne k ehm qirdar ada krti h lalach bht buri chz h is sy bachna chahye jo log lalach krty hn unka anjaam bht bura hota h or wo log kbi agy ni barh skty aur lalchi wali trade Nahin Lagane chahie trailer Ganesh se pahle Hamen market to acchi Tarah Se samajh Lena chahie Hamen gold ki trade Nahin Lagani chahie gold rate ke moment bahut fast Hoti Hai Ham market ko analyse Nahin Karte aur trading Lagate Hain To Ham is se bahut jyada nuksan Utha sakte hain isiliye agar aap Chahte Hain ki aap Forex Mein nuksan Na Uthe to aap Hamesha Forex mein Main Market ko analyse karke hi trade Lagyen Is Tarah Se aap Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

                Assalam o alaikum dear friend Bhai ki baat bilkul theek hai keh Business mein lalach nahin karni chahie Business mein mehnat karne chahie agar business ko kamyab karna hai yah banana hai to phr hamen chahie keh Ham zyada se zyada mehnat Karen aur apne business ko kamyab banaen kyunkeh kisi bhi cheaz ko hasil karne ke liye zyada se zyada struggle karni parti hai aap ki jitni zyada struggle hogi aapko utni hi zyada profit hasil honge agar aapane kuchh karna hai to aapko mehnat karna ho gi mehnat ke sath hi aapne apne karobaar ko nazeer barhana hai aur business acha karna hai
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

                  Walaikum Salam friends lalich ek Aisa bura mal hai jo Insan Ko Duniya ke kisi bhi Business mein Kamyab Nahin hone deta aur Forex per Jo log lalach karte hain yah Jo log Forex per jaldbazi Karte Hain vah Log Forex se kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte isliye Forex per kamyabi Hasil karne ke liye mehnat Karen aur apni mehnat Se Apna knowledge aur Apna experience increased Karen FIR aapko Forex se acchi kamyabi aur acchi earning Hasil Hogi.
                  • #24 Collapse

                    Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

                    walaikum salam dosto lalich ek aisa bura amal hai jisse aap duniya kay kisi bhi business mein karenge to aapko use business me nuksan hoga aur forex se bhi aapko use waqt nuksan hoga jab aap forex par lalich karenge ya aap forex per jaldbazi karenge. Kion keh Lalich insan ke dushman hai aur lalach bahut buri Bala hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

                      Ji han aapane bilkul sahi hi Kaha Hai Kisi bhi Business mein lalach se nahin balke mehnat Se Hi kamyabi milati Hai Kyunki jawab Forex trading business Mein kam karte hain to aapko apna knowledge or experience increased karne ki jarurat hoti hai aur uske liye aapko demo account ka istemal karna padta hai demo account ki practice Kaise liye apni strategies aur skills ko apply Karke a unko successful Hota Jab dekhte hain to Vahi strategies aur skills real account per reply Karke aap Forex trading business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain isiliye aapko chahie ki mehnat aur Lagan ke sath Apna learning process Jari rakhen aur Forex trading business mein Main Jab Bhi Apna Koi order place karne ja rahe ho to usse pahle market ko acche tarike se analysis Karen aur Market trend ko follow karte hue aur uski moment Ke mutabik Apna order place karen to aap ko Apne profit ko increase karne ka mauka Milega aur agar aap apne post Mein Achcha Na Lage Aur information share Karenge to aapko Achcha tradable bonus Mein mil sakega isiliye aapko chahie ki Mahina to Lagane ke sath Apna Kam Kare to Der Se Hi Sahi lekin aap ko kamyabi Jarur milegi
                      • #26 Collapse

                        Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

                        Assalam Walekum bhai aapane bilkul theek kaha hai ab Forex ho ya koi aur business Jab Tak mehnat Nahin Ki Ja sakti hai is Waqt Tak use kamyabi Hasil Nahin ho sakti uska mein agar koi Insan kam Karta Hai usmein mehnat karta hai to use kamyabi Hasil hoti hai vah hi apni Jindagi ko Kamyab banate hai agar vo is per Malachi karna start kar dega to vah kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakta Hona Hi apni Jindagi ko Kamyab banaa sakta hai isliye Hamen mehnat ka kya Kamyab hone ki koshish Karni chahie thank you so much
                        • #27 Collapse

                          Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

                          Assalam_0_Alaikum dear friends!
                          Topic : " lalach ni krna chahye blky mhnt krni chahye"
                          Ye bt thk hy k forex mn earningvk lye lalach ki bjaye bht mhnt krna hy.q k hm janty hn k lalach insan ko ly doobti hy jbky mhnt aik aisa amal hy jo hmn duniya k samny ayan krti hy..r hmesha kamiyab krti hy..is lye lalach ki bjaye mhnt mhnt sy kaam lna chahye.thanx.
                          • #28 Collapse

                            Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

                            Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein kabhi bhi Lala Chuna karykram Forex Milad Karenge to aap kamyabi Aisa nahin kar sakte Hamesha Soch Samajh Kar kam Karega ab Kuchh Samajh Kar kam Karenge aur Sabar Karenge Tu Hi aap Kamyab ho sakte ho Aage badh sakte hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

                              Hamen forex business Mein Koi lalach Nahin Karni chahie mehnat Aur imandari Ke Sath Apna Kam karna chahie mehnat Aur imandari Ke Sath Kiya Gaya kam Hamen forex business Mein Kamyab bhi karta hai vah Achcha profit bhi deta hai isliye main aat Karen kam ko best Banaye acche kam per hi Achcha profit Milta hai agar Ham kam per To vajah Nahin Denge Tujhe Kahenge ki Hamen Achcha profit Aasan Ho To Main kabhi bhi profit Ho se nahin ho sakta Chhabra effect lene ke liye mehnat karni padati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Business main lalach nhi krty mhent krty hn

                                Assalam Alaikum ji Hamen Forex mein kabhi bhi lalach nahin Karni chahie Kyunki Agar Ham Forex Mein lalach Karte Hain To is se Ham bahut jyada nuksan Utha sakte hain isiliye Hamen kabhi bhi Forex Mein lalach Nahin Karni chahie balke Hamen ismein mehnat Karni chahie Aur Dil lagakar kam karna chahie Is Tarah Se Hi Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain Agar Ham Forex Mein lalach karte hain aur Dil Laga kar Kam Nahin Karte To Ham forex se bahut jyada loss Utha sakte hain
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X