Ham trading co bahut aasani Ke Sath samajhte Hain Ki Ham kar sakte hain lekin Hamen is baat ki samajh use Waqt Aati Hai Jab Hamen loss ho jata hai aur ham FIR Pareshan Hote Hain Ki Humne mistake ki Humne Aisi Baat ki kya Hamen yah Galti Nahin Karni chahie Thi yah feeling Hamen bad Mein aati hai aur Hamen Ehsas hota hai ki trading Aasan Nahin Hai Mushkil Hai Iski hai isliye Hamen yah chahie ke pahle se Iske bare mein plan Karke rakhen ki Hamen kis target ko set karna hai kahan tak ka loss lena hai kahan tak ka profit lena hai agar aap is Baat per set Nahin Karenge to hamesha nuksan Mein Rahenge Kyunki Hamen take profit aur stop loss ka istemal isliye bataya jata hai ki Yahan per Hamen kahan per jakar is option ka istemal karna hoga yah Hamare account ke hisab se hota hai money management ke hisab se hota hai ki Kis Tarah Ki Mani Hamare account mein available Hai Jiski vajah se Ham breeding kar rahe hain aur Aise mein agar Ham stop-loss ka istemal Nahin Karte To Aisa time bhi aata hai ki aap ke account Mein Kuchh Bhi Baki Nahin Hota aur Aise mein aap sochte hain ki Madrid ko close kar Dun yah open Rahane do lekin aisa hota Nahin Hai is mistake se bachne ke liye Hamesha plan Hona jaruri hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим