Spinning tops k bary ma information.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spinning tops k bary ma information.?
    Aslam o alaikum,
    dear Forex member kya hal hai ummid karta hun Sab khairiyat se Honge aur Apni Apni Forex trading mein bahut hi acche tarike se apni working kar rahe Honge dear Forex member main aapke sath Aaj Kuchh information share karna chahta hun Hamari Forex trading market chart Pattern mein spinning tops ke bare mein hai dear Forex member Jab Ham apni forex market Mein kam Karte Hain To ismein Humko Hamesha learning aur information collect Karni chahie isi tarah Main Apne member ke sath Aaj spinning tops ke bare mein Kuchh information share karna chahta hun.

    Spinning tops,

    Dear Forex members Kisi bhi time frame ki candles Mein Jab price open hoti hai to use thoda sa Upar ya niche price moment Karke close hoti hai jismein is ki real body small hoti hai aur Iske Shadow Ko Dekha Jaaye to yag bary hoty hain dear Forex member ham Dekhte Hain Ham apni Kisi bhi time ki candles ko dekhte hain to is main Hamari market ki jo price up hoti hai ya phir down Hoti Hai aur candle close Hoti Hai To spinning tops main market mein jo candle close hoti hai to uski real body Chhoti banti hai aur iski Shadow Bade Hote Hain.

    Note,:
    Dear Forex members agr to spinning tops resistance par ho to price k nichy morny k zada chances hoty hain isi tra agr spinning tops support par bany to is sy ye pta chalta ha k price k uper jny k zad chances banty hain.
    Dear Forex member Humko Hamesha koshish Karni chahie ki apni market ke analysis ko bahut hi carefully complete Karen aur ismein Agar Hamari market Mein spinning tops ban rahy ho y phr Hamare market Mein Iske Trends ki moment change Ho To Hamen is Mein fayda Hasil karne ki koshish karne chahie.
    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spinning tops k bary ma information.?

    Dear aapane bahut hi acchi information spinning top ke bare mein Hamare Sath Pakistan Forex forum per share ki hai aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna Hota Haimarket Mein kam kar rahe hote hain ismein aap dekhte hain ke aapko is market mein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hota hai aur aap ko acche tarike se analysis ko perform Karke market Mein trade karna Hoti Hai Kyunki Jab office mein acche tarike se Soch Samajh Kar kam Karenge aur Marne trade ke sath money management ke rules and regulations ko call ok Karenge aur stop-loss aur take profit ka istemal Karenge to iska aapko bahut jyada fayda Hoga Kyunki market Mein Jab Koi ji trade open ki jaati hai aapko lot size kitne account capital Ke Malik Rakhna hoti hai aur uske sath aapko apni trade ke sath stop-loss bahut jyada Jaruri Lagana hota hai Kyunki isase aapko ya fayda Hote Hain Ki aapka account safe hota hai aur aapko bahut advantages mil Jaate Hain Jab aap Soch Samajh Kar kam Karenge aur aap mein hain Karenge to aapko ismein Jyada fayda Milega aur aap ko kamyabi milegi Jab aap is market Mein Soch Samajh Kar kam Karenge aur apne analysis ko perform Karke market time ke mutabik trading Karenge to aapke liye fayda Jyada hoga Jab Ham is market match information aur knowledge ke sath market Mein kam Karenge To Hamen is main advantage Jyada milega.
    • #3 Collapse

      Re: Spinning tops k bary ma information.?

      Walekum assalam Forex member of nikhil ko sahi baat kahi aur bahut important information share ki hai aur hamen training top ke bare mein bahut acche tarike se brief kiya hai ki jab Ham top trading mein use kar rahe hote Hain to hamen bahut achcha advantage meetha hota hai isliye hamen chahie kya mix ko apni trading mein roj Karen makeup profitable trading karte hue acchi aur apni kar sake
      • #4 Collapse

        Re: Spinning tops k bary ma information.?

        Dear aapane bahut hi acchi information spinning top ke bare mein hamare pass Pakistan Forex forum per share ki hai*trading ki Hamen learning karna Hogi aur jab tak Ham trading Mein learning Nahin Karenge Iske ham advantage nahi mil sakta iske liye learning karna bahut jyada Jaruri hota hai aur Market Mein Apna knowledge Hasil karna aur Market Mein Apna experience increased karna bahut jyada jaruri hai jab tak aapke pass experience Nahin Hoga aap is market se kabhi bhi achcha profit Nahin Le Sakte aur aap is market Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte dear trading Mein first of all objects kam kar rahi hote hain to aapko market ko properly study karna hota hai aur different angles se aapko market Mein different time frames ko use Karke market ko baat karna hota hai aur apne analysis ko perform karna hota hai to Jab aap acche tarike se analysis perform kar lenge to iska aapko Jyada advantage milega aur aapko accha profit Hoga Jis Se Aap Ko kamyabi Mil sakti hai is market Mein kam karne ke liye aapke pass different trading strategies hoti hain jinko follow kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Spinning tops k bary ma information.?

          Spinning top 1 reversal candlestick pattern hota hai Jiske mutabik Ham market Mein trade Laga sakte hain Forex trading Ek bahut hi Jabardast online business hai jismein aap Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur aapas mein raat mein bhi kam Karke se profit Le sakte hain agar aap ismein Mein Nahin karte hain aur aap ismein knowledge Hasil Karke kam karte hain to aapko ismein bahut jyada fayda hote hain Forex trading main aapke pass experience Hona chahie aur aapke pass knowledge Hona chahie tabhi aapko ismein kamyabi milati hai isliye is Samay Apna experience increase karne ki koshish karen aur is form per Jyada Se Jyada mehnat Karen spinning top Jab Bhi market ki resistance per banta hai to Uske bad market kar sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Spinning tops k bary ma information.?

            Assalamu Alaikum dear aapane bahut acchi aur detail information spinning top candlestick se related Hamare Sath is form per share ki hai Kyunki Forex trading Ek Aisa business hai ki jis mein jitni Jyada mehnat aur Lagane ke sath apni learning aap Hasil karte hain aapko ab ki lagne ki vajah se apne knowledge or experience ko increase karne ka mauka Milta hai aur iske sath sath Jab aap demo account ki practice ke jariye apne experian score increase kar lete hain to Jo strategies aur scales demo account per successful hoti hai aap unhen ko real account per apply karte hue Forex trading business Mein Apne profit ko bhi increase kar sakte hain aur jab aap market Mein Apni entry ke Waqt market ki movement ko acche tarike se samajhte Hue aur uske turant ko follow karte hue aur Market ko analysis karne ke bad Apna order place karte hain to Aapka order aapko Achcha profit deta hai dear AC detailed information Hamen is business Mein successful hone ke liye bahut help out Karti Hain
            • #7 Collapse

              Re: Spinning tops k bary ma information.?

              Spinning Top candlestick ki body Chhoti Shadow large Hota Hai forex aik aisa business hy jis me agar ap kamyaabi hasil krna chahty hyn tou apko daily forex me kaam krna parrhy ga tab hi ap acha experience hasil kr saken gy nai tou ap achy trader nai ban saken gy apko chaye k ap pakistan forum k sath touch rahy yahan se acha knowledge hasil kr k trading me acha profit kamayen real trading se pehly hamesha demo account ka istemaal kiya kren taa k ap ki practice achi ho jaey or apka experience b barrhta rahy trading me hamesha small lot lagaen slow slow profit bana k move krty jaeyn taa k ap ziada loss se bachy rahyn yehi kamyabi ka acha treeka hy stop loss or take profit ka istemal zroor kiya kren q k kabhi kabhi ham aesi jagah hoty hyn ya itny ziada masroof hoty hyn k hun net nai on kr sakty or market ka jaieza nai ly sakty aisi soort me stoploss or take profit bohat zroori hota hy is se hamara account safe rehta hy apny analysis zroor lagaya kren candlestick patterns ko acchi Tarah Se Sikh Le aapke trading Aasan ho jayegi
              • #8 Collapse

                Re: Spinning tops k bary ma information.?

                Assalam_O_Alaikum Dear Forex Members!!!
                Ummeed karta hon aap sab khairiyat sy hon gy Aur Forex sy ziadaa sy ziada faida utha rhy hon gy. Dear Members; maybe Forex make new member hun aur Mujhe sniffing tools ke bare mein koi Jyada information nahin hai agar Kisi Ko is bare mein koi Jyada information ho to please Yahan per Jarur share Karen Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Spinning tops k bary ma information.?

                  Assalamu alaikum ji member agar aap chahte Hain ki forex trading ke acche se Kare to uske liye aapke pass iske related completely information on knowledge hona bahut hi jaruri hai jab aap aur information on knowledge ke sath trading kahate Hain ab bahut acchi profitable trading kar sakte isliye hamen chahie trading ke related jyada se jyada information share Karen kitni dhan permission share karenge nahin Dada hamare experience or knowledge increase hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Spinning tops k bary ma information.?

                    spinning top ek bahut hi acchi candlestick hoti hai jo aapko market mein reversal trend se related kuch important information provide kar rahi hoti hai Forex trading market me different important leading indicators for lagging indicators of area bahut jyada helping platform provide kar rahe hote hain kyunki Jab aap market mein leading indicators for lagging indicators ko acchi tarah study karke apni trading mein shamil karte hain to ismein aapko bahut acchi guidelines milati Hain jinki vishesh per aap apni decision making pro effective banaa sakte hain agar aap market mein spinning top candlestick pattern ko acchi tarah findout kar lete hain aur uski proper identification karte hain to aapko ismein bahut acchi information available ho sakti hai.
                    • #11 Collapse

                      Forex mein spinning tops ka hona aik aham candlestick pattern hai, jo trader ki taraf se dekha jata hai. Spinning tops ke bare mein janame ke liye, pehle hum yeh samajhna zaroori hai ke candlestick charts kya hote hain. Candlestick charts market ki trends aur price movements ko visualize karne ka aik tariqa hain. Har candlestick chart, aik candlestick sey bana hota hai, jis mein open, high, low aur close ki values hoti hain. Open aur close ki values, aik rectangle ki shape mein darj hoti hain, jo asal mein candle ki body hoti hai. Jabke high aur low ki values, candle ki upper aur lower wicks ke form mein darj hoti hain. Spinning tops bhi aik aisi hi candlestick pattern hain jo doosri patterns ki tarah, price movements aur trends ko predict karne mein madad dete hain. Spinning tops ko isliye spinning kehte hain, kyunki yeh candles ki body ki tarah, upper aur lower wicks ke saath rotate karte hain. Spinning tops, doosri candlestick patterns ki tarah, bullish aur bearish versions mein bhi aa sakte hain. Bullish spinning tops, bearish trend ke baad aksar dekhe jate hain, jabke bearish spinning tops, bullish trend ke baad dekhe jate hain. Bullish spinning tops ki body, candle ki middle area ke qareeb hoti hai aur is ki upper aur lower wicks lambi hoti hain. Is pattern ki nishandehi karne wala ye hai ke market mein bearish trend shuru ho sakta hai, lekin bullish trend ke shuru hone ki sorat mein aik break ka indication hai. Bearish spinning tops ki body candle ki middle area ke qareeb hoti hai aur is ki upper aur lower wicks lambi hoti hain. Is pattern ki nishandehi karne wala ye hai ke market mein bullish trend shuru ho sakta hai, lekin bearish trend ke shuru hone ki sorat mein aik break ka indication hai. Spinning tops ke patterns ke andar, kayi dosri details bhi hoti hain, jo traders ke liye ahem hoti hain. Spinning tops ki body, market sentiment ko reflect karti hai. Agar body, choti hai aur upper aur lower wicks bare hain, to yeh indicate karta hai ke market mein uncertainty hai aur kisi direction mein trend ki possibility kam hai. Agar body lambi hai aur wicks chote hain, to yeh indicate karta hai ke market mein trend strong hai aur aik direction mein ja sakta hai. Spinning tops trading strategies ke liye bhi ahem hain. Agar aap aik spinning top pattern ko dekhain aur is mein market sentiment ko judge kar lain, to aap is ke hisab sey trading decisions bhi lena shuru kar sakte hain. Spinning tops ke patterns, doosri candlestick patterns ke saath, price action ko samajhne ke liye bahut ahem hain. In patterns ko samajhne ke liye, aap ko chart analysis aur technical analysis ke sath hi sath, market sentiment aur price movements ke sath samajhna zaroor hoga. Isliye agar aap spinning tops ko samajhte hain, to aap aik overall view bana saktay hain kay market mein kia ho raha hai aur kis taraf ja sakta hai. Spinning tops kay sath, doosray candlestick patterns ka use karke, aap apni trading strategies ko bhi improve kar saktay hain. Agar aap spinning tops kay saath doosray bearish patterns ko dekhte hain, jaise ki bearish engulfing ya bearish harami, to aapko bullish trend kay bad aik bearish reversal ka signal mil sakta hai. Isi tarah, bullish spinning tops ko bullish harami ya bullish engulfing kay sath combine karke, aap bullish trend kay bad aik bullish reversal ka signal bhi pa saktay hain. Isliye spinning tops ka knowledge hona, traders kay liye zaroori hai. Agar aap forex trader hain aur aap market ka analysis karna chahtay hain, to spinning tops ka use aapki trading skills ko improve karne mein madad karsakta hai. Agar aapke paas candlestick charting ke skills hain, to aap spinning tops kay patterns ko easily identify kar saktay hain aur inko samajhne mein bhi aasani ho gi.
                      Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Good afternoon friends! Spinning top 1 reversal candlestick pattern hota hai aur is kay mutabik Ham market Mein trade Laga sakte hain jee han Forex trading Ek bahut hi Jabardast online business hai jismein aap Din Mein Bhi kam kar sakte hain isi kay sath sath aapas mein raat mein bhi kam Karke se profit Le sakte hain agar aap ismein Mein Nahin karte hain ab ham ye bat janty hain kay aap ismein knowledge Hasil Karke kam karte hain to aur ye sab ap ko is mein bahut jyada fayda hote hain Forex trading main aapke pass experience Hona chahie jo log is kay bgair aty hain ya aapke pass knowledge Hona chahie tabhi aapko ismein kamyabi milati hai aur wo loss uthaty hain isliye is Samay Apna experience increase karne ki koshish karen albata is form per Jyada Se Jyada mehnat Karen spinning top aur Jab Bhi market ki resistance per banta hai to Uske bad market kar sakta hai. Isi kay sath sath pakistan forum k sath touch rahy yahan se zyada sy zyada knowledge hasil kr k trading me acha profit kamayen real trading se pehly ap ko chahiye ka hamesha demo account ka istemaal kiya kren taa k ap ki zyada sy zyada practice achi ho jaey aur is kay bad apka experience b barrhta rahy trading me hamesha small lot size lagaen management seekhain aur slow slow profit bana k move krty jaeyn is tarha ap ziada loss se bachy rahyn yehi kamyabi ka acha treeka hy jab ham stop loss or take profit ka istemal zroor kiya kren is ki waja ye hai kay kabhi kabhi ham aesi jagah hoty hyn ya itny ziada masroof hoty hain aur ham net nai on kr sakty to market ka jaieza nai ly sakty aisi soort me stoploss or take profit bohat he zyada aham hota hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X