never Mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    My dear hamesha live accounts men bahot hoshiari say kaam karen, aur iss men mistake ki koi gunjaish nahen hoti kewn keh pa ki chhoti c mistake aur laperwai ap ko bahot barray loss say dochaar kar sakti hay. always be careful when trading.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      we should avoid to mistakes in this busienss because due to a little mistake we face a big loss in our real trading account therefore we must should first learn this busienss properly with the help of demo account and other learning sources and then we should do trade and take profit from Forex trading business.
      • #18 Collapse

        G han bilkul forex ma real trading start karne se pehle ache tarah practice karna chayhe ..demo pe practice kar sakte han aur apne mistakes ka analysis kar sakte han ta k real trading ma mistakes na ho..
        • #19 Collapse

          hmm. bilkul g asy he hai. but mistake to ho he jati hai ku k ham insan hai. but ham ko khayal rakhna chaye k ham galth tread ne kry. bas is k leye ap ko market ko samjna pary ga , phr he ap loss se bach sakhty hai./
          • #20 Collapse

            forex trading mien apko chahiye ke ap is mein kabhi bhi apni mistakes ko repeat nahi karen is mien ap apni mistakes se lesson seekhen aur isko apni trading mein dobara nahi karen.
            • #21 Collapse

              Salam bhai jaan apney bilkul sahi farmaya k humein real account mein trading karney se pehlay yeh trade laganey se pehlay 4 baar se b ziyada apni trade ko check karna chahiya kyun key real account mein real paisa lagay hotey hain isliya nuksan ka sadma b bohut hota hai.
              • #22 Collapse

                Loss sey ghabrana nahi chaheye balkeh un mistakes ko control krna chaheye jin ki waja sey loss ho raha hy. Agar hum mistakes ko ignore kartey rahain gey to phir kamyab kaisey hon gey. Mistakes ko repeat na karain, tabhi kamyabi hasil ho sakti hy. Yeh aik risky business hy aur is main kamyabi sirf aur sirf mistakes ko control krney main hy.
                • #23 Collapse

                  Real account mai trading krnay say phlay trader ko apni strategies or skills ko demo account mai test zroor krna chahiye Q k demo account mai trader ko kafi kuch learn krnay ko milta hai jis say uski trading knowledge mai izafa hota hai or experience b milta hai.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #24 Collapse

                    han jee hamain mistakes nahi karni chahiye itni ziada k ham loss kar jain is main hamain apni mistakes sy seekhna chahiye aur ak mistake ko dohrana nahi chahiye kyn k is sy hamain koi experience nahi milta.
                    • #25 Collapse

                      jee bilcul mistakes he Forex trading main loss ki wjah hain humain loss se avoid kerne k lie kabi b real account main mistakes ni kerni chahien aur jahan tek ho skay mistakes se avoid kerna chahie aur Forex trading k experience k lie aur apni strategy ko demo main check kerna chahie.
                      • #26 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha is business me hmen chahe k hm soch smjh k kam kareen kyun k agr hm is business me soch smjh k kam karty hain tu hm acha earn kr skaty hain or is business se hm success b tb hi ho sakty hain isi liye hmen chahe k hm soch smjh k kam karene
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          yes dear ap ki baat sahi hai jb ap real acount mein greed k sath jaldbaazi mein trade lo gey to ap se mistake ho sakti hai is liye mistake se bachney k liye zarori hai k ap soch samj k trading krein

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X