Trading Mein mistake ko stop Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading Mein mistake ko stop Karen

    Walekum assalam real aapane bilkul sahi kaha hai trading Mein Hamen apni mistake per control Karke kam karna hoga*market Mein kam kar rahe hote hain to ismein aap dekhte hain kya kar aap is market Mein money management ke rules and regulations ke sath kaam Karti Hain To iska aapko bahut jyada fayda hota hai Kyunki Jab aap money management ke sath kam kar rahe hote hain to usse aapka kaun se hota hai aur aapko ismein fayda Milte Hain Jab tak aap money management ke rules and regulations ko follow Nahin Karenge is aapka account kabhi bhi watch Nahin hoga Jab aap is market Mein kam Karte Hain To usmein aap dekhte hain ki aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar Aur Kate ful is market Mein trade open karna Hoti Hai Jab tak aap is market Mein Koi Bhi trade open karte hain aur uske sath stop-loss ka istemal Nahin Karte to aapki trade Jyada risky ho sakti hai aapko money management Ki Main lot size ki selection Apne account capital ki mutabik karna ho ki aur Soch samajhkar trade open karna Hogi Agar Ham is Mein Apni mistakes per control karte hain Soch Samajh Kar kam karte hain to uska Hamen advantage Milta Hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading Mein mistake ko stop Karen

      Market mein mistake ko shut up Karen agar aap mistake ko ignore karenge To kabhi ismein Kamyab nahin ho sakte hamen apni mistake ko cover karna chahie Pakistan instaforex mein success wahi hota hai jo regular Apne kam ko acche tarike se Karen hardworking Karen kamyabi milegi yah jobless logon ke liye ek jabardast business Jo bhi ismein achcha kam karega vah hi usmein success hoga
      • #33 Collapse

        Re: Trading Mein mistake ko stop Karen

        Assalam o alaikum han ji wese to forex forum bahut hi acha business hai iss mien hum log trading k zarie achi earning hasil kr skte hien lekin hamien iss forum mien trading krte hue mistakes se bachna chahie aur acha kaam krna chahie qk jab hum log tawaja se kaam nahien krte hien to us se mistakes hoti hien aur un ki waja se loss ho jata hai iss lie hamien mehnat aur sabar k saath kaam krna chahie aur acha profit hasil krna chahie.
        • #34 Collapse

          Re: Trading Mein mistake ko stop Karen

          Ji han dear aapki baat bilkul sahi hai trading Mein Jab tak aap apni mistakes ko stop Nahin Karenge ab kabhi bhi expert Raider Nahin Ban Sakte aur na hi aap Achcha profit Hasil kar sakte hainForex trading business Mein kam karte hue apni learning abilities ko strong banaa kar apni learning ki vajah se apne knowledge or experience ko increase karne ki koshish karen Jab aapka knowledge or experience Achcha hoga to aap acchi strategies aur skills ke mutabik kaam Karenge aur Usi ke mutabik aapko Forex trading business Se Achcha bonus aur Achcha profit connect karne ka mauka mil sakega Kyunki Forex trading business Mein demo account per jitne Sada of practice karte hain aur jitne acchi tarike se market ki movement ko samajhte Hui aur usko analysis karte hue Apna order place karte hain aapko utna hi Achcha han is business se fayda Hasil karne ka mauka Milta Hai isiliye apni mistakes to avoid Karne Wale traders hi expert trader aur successful trader Ban sakte hain
          • #35 Collapse

            Re: Trading Mein mistake ko stop Karen

            Assalam o alikum!!! Dosto m ap ko yea batina chatta hn kay mistakes to sab say hoti hn agr ap say mistakes ho be jian phr be Aur business karty raho Aur yea kheyal rakho kay ap wo mistake again na kro agr wo mistake ap again karty ho to ap wo ap ka loss ho ga is ka matlab ap nay kuch ni dekha hy
            • #36 Collapse

              Re: Trading Mein mistake ko stop Karen

              Hamen kabhi bhi Forex mein trading karte hue kisi ki sandhi mein ki mistake nahin karni chahie kyunki agr hum trading karte hue mistake karte Hain to Ham kabhi bhi acha profit Hasil nahin kar sakte hamen hamesha soch samajhkar trading karni chahie hamesha market ko analyses karke market ki movement ko samajh Kar best entry point aur strong signal ke sath hi trading karne chahie trading karte hue gendbazi karte hain money management ko ignore kar dete Hain to iska nuksan hai main bahut hi zyada hota hai hamen hamesha soch samajhkar trading karne chahie
              • #37 Collapse

                Re: Trading Mein mistake ko stop Karen

                Assalamu alaikum kaise hain doston ummid karta hun aap sab khairiyat se honge vah apna Kam dilchaspi se kar rahe honge doston main aapko batana chahta hun soya trading mein mistake ko stop karna chahie hamen koshish Karni chahie apni mistake ko control karne ki doston agar Ham apni mistake ko control karne ayenge to hamen achcha profit milega agar Ham apni mistake control nahin kya sakte to Ham Kamyab nahin ho sakte
                • #38 Collapse

                  Re: Trading Mein mistake ko stop Karen

                  Jab aap regularly message per apni working ko perfect aur complete banane ke liye different important mistakes ko eliminate karte Hain to aap acchi trading kar sakte hain Forex trading market me jab aap apni working complete karte hain to ismein aapko hamesha fundamental analysis pappi completely focus karna hota hai aur fundamental analysis market mein top cli different news per depend kah Rahe hote Hain Jab aap market mein different expected news ki basis per apna data connect karke ek acchi decision-making karte hain to aapko ek achcha profit mil sakta hai agar aap market mein ek acchi trading karna chahte hain to usmein aap ko hamesha bahut jyada advantages ko increase karne ke liye regularly basis per apni working ko complete karna hota Hai.
                  • #39 Collapse

                    Re: Trading Mein mistake ko stop Karen

                    Jo bhi yahan trade Lo karte hain aur ab Unse Kuchh galtiyan Ho Jaati Hai Jo mistakes karte hain unko chahie Ki vah galtiyan Na Karen aur apne mistakes Koi ignore na Karen BEL ke unko improve karne ki koshish karen Aur Ko FIR theek hai aapki Galti aap ko nuksan de sakti iske liye aapko chahie couple Jyada Se Jyada mehnat Karen koshish karen Inshallah per Ek Din Jarur Kamyab Ho Jaenge yah sab Kuchh aapki mehnat per depend karta hai kya aapko Kitna mat karte hain aur kya Aage Jana Chahte Hain
                    • #40 Collapse

                      Re: Trading Mein mistake ko stop Karen

                      I hope you will be fine and enjoying the unlimited profit of this for my dear friend main aapko yah batana chahta hun ghar aap is platform se accha profit Hasil karna chahte hain to aap hamesha market ko movement ko dekhte hue aur Dil se Kam Karen aur is market ko samajhne ki koshish karen jab aap is market to understand karte hain market ko analyses karte hain to aapko kamyabi bahut jald milati hai my dear friend main aapko yah batana chahta hun agar aap is platform per successful trader banna chahte Hain To aap koshish Kiya Karen aap is platform per mistake se avoid Kya Karen kar aap is platform per mistake se vate karenge to aap jarur Kamyab honge aur acha profit Hassan karenge koshish aur aap koshish Kiya Karen aap ki jitni bhi mistake Karen UN se kuchh saken aur FIR dobara mistake se avoid Karen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        Re: Trading Mein mistake ko stop Karen

                        Hamen yah chahie kis Galti ko rokane ki Bajaye usko sikhen note Karen yah Galti Hamare se Kyon Hui Hai tabhi jakar Ham chijon Ko theek kar Payenge Jab Insan apni galti se sikhane lag jata hai to vah Ek kamyabi ki taraf Apna Kadam Badha chuka Hota Hai to isliye mujhe lagta hai ki Galti karna Koi galat baat nahin Hai Magar usse na Sikha na Hamari yah Sabse Badi Galti hoti hai yah Jab Ham use ignore Karke Aage Chale Jaate Hain to uska future mein main bahut jyada nuksan uthana padta hai aise nuksan Se bachne Ke Liye Hamen apni preparation Karni Hogi

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X