Parabolic SAR indicator discussing.?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic SAR indicator discussing.?
    Aslam o alaikum,

    Dear Forex members kya hal hai ummid karta hun Sab khairiyat se Honge aur Apne Apne Forex trading Mein kam karte hue achy triky sy indicator istemal Karke apni market ko acche tarike se analyse kar rahe Honge dear Forex member main aaj aapke sath Kuchh information share karta hun jo ke Hamari forex market Mein Ek parabolic SAR namr k indicator k bary ma ha dear Forex member Aaj Ham is ke bare mein dekhte hain ke parabolic SAR indicator kya hai aur iska function kya hai aur yah Kaise kaam karta ha.

    Parabolic SAR,

    Dear Forex members ye aik boht he simle aur easy aur sida indicator ha dear friends parabolic SAR indicator Mein Ham dekhte hain ke market ka trend kahan se start hota hai aur kahan par Khatam hota hai market ke Trends ko acche tarike se understand krny ke liye Ham parabolic SAR indicator istemal Karte Hain.

    Identification,

    Dear Forex friends is indicator ma dots zahir hoty hain jo k price line k agr upr ho to trend nichy ko hota ha aur agr ye dots price ke nichy ho to trend uper ko hota ha agr ham koi b trade krna chahty ha aur parabolic SAR indicator ka istemal krty hain hain to trend ki confirmation k liy 3 dots ka wait kr k trade ma enter hona chahie aur ta k trend ki changing confirm ho saky aur jab dots dusri side py shift ho jain to hmesha ye he koshahsh karen jo b lagai hoi trade hoti h us ko close kr daian chahie.

    Notes,:
    Dear Forex friends is indicator k bary ma ye bat khayal ma rakhny wali ha k is ma ham market ke trend ma results achy data ha aur agr market side trend ma ho to is signals galt sabit hoty hain.
    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Parabolic SAR indicator discussing.?

    Walaikum salam dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge dear jab aap apni trade ko lagane se pahle market mein different types ke indicator ko bahut hi acche tarike ke sath nurses Karte Hain to aap apni trade ko bahut hi jyada successful banate hain Jo ke hamare liye bahut hi jyada jaruri hote hain isliye hamen jyada se jyada experience ke sath market mein jo indicators hote hain unko bahut hi acche tarike ke sath samina chahie aur unke Mata beta apni trade khol gana chahie taki ham jab apni trade cal Gaya to hamari trade hamen aisi profit de sake to iske liye hamen bahut jyada mehnat ke sath kam karna hoga aur acchi experience Hassan Karni hogi acchi experience ke sath hamen bahut hi jyada carefully anil Sarkar ke aur indicator ko bahut hi jyada acche se keh ke sath follow karke bahut jyada success hasil ho sakti hai.
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Parabolic SAR indicator discussing.?

      hamy indicator ko use kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky agar hum indicator ko ignore kary gy to hamy loss ka samanan karna pary ga agar hum loss sy bachan chaty hai to hamy market ky aslo ky mutabik karna ho ga yai aik asa karobar hain jo hamy learning be dyta hai or yai hamy meyare kam karny par acha bonus be dyta hai yai aik wase karobar hai

      اب آن لائن

      Working...
      X