Re: Doji candle stick kia hy?
Assalam o alaikum Dear members, umeed hai sab theak hain aur achy sy apny tasks complete kar rhy hain Jasa k ap sab janty hain k forex trading main success k lye technical analysis bohat zarori hai Is lye aj main ap sy aik candlestick pattern share karny jar ha hu jo k technical analysis main bohat importance rakhta hai Ye candlestick pattern “Dragonfly Doji Canslestick pattern” hai. Agar hum is pattern ki achi understanding kar lain to better decision ly k better trading kar sakty hain aur loss sy bach k achy profit earn kar sakty hain
Definition of “Dragonfly Doji Candlestick Pattern”:
Dragonfly doji candlestick patterns ki aik aisi qisam hai, jo prices main mumkina downside ya upside reversal ki taraf ishara dy sakta hai, jo k past price action p depend karta hai Ye us waqt banta hai, jab asset ki high, open aur close prices aik jasi hoti hain Is candle ka long shadow ye btata hai k, candle ki duration k doran aggressive selling hui hai Lakin jasa k prices open k qareeb close hui thi, is sy zahir hota hai k buyers sellers ko absorb karny k qabil hue hain aur prices ko wapis uper lany k qabil hue thy
Key takeaways of “Dragonfly Doji Candlestick pattern”:
1. Dear members, Dragonfly doji prices main azafay ya kami k bad ho sakti hai
2. Is ki open, high aur close prices aik dosry sy milti hain, aur duration ki low price khas tor p teeno prices sy kam hoti hai Ye aik “T” shape bnati hai
3. Advance price k bad dragonfly ki appearance, price main mumkina kami ki taraf ishara karti hai agli candle per nechy ki taraf movement is ki confirmation zahir karti hai
4. Prices main kami k bad dragonfly doji ny warn kia hai k price bhar sakti hai agar agli candle rise hoti hai, to wo is ki confirmation provide karti hai
5. Traders normally dragonfly doji p amal karny sy pehly confirmation candle ka wait karty hain
What does “Dragonfly Doji candlestick pattern" tells you?
Dear members, Dragonfly doji downtrend k bad, stock prices main izafa ka ishara dy sakti hai Uptrend k bad, ye zahir karti hai k market main ziada selling ho rahi hai aur prices main kami ho sakti hai dono cases main, dragonfly doji k bad candlestick ki tasdeeq karny ki zarorat hai Dragonfly doji pattern aksar occur nhi hota, lakin jab aisa hota hai to ye aik warning hoti hai k direction change ho sakti hai
How to use “Dragonfly Doji candlestick pattern”:
Dear members, jasa k chart main di gyi example main dikhaya gya hai k dragonfly doji jo aik long term uptrend k doran bani hai. Dragonfly doji, current low level sy nechy chali jati hail, lakin phir buyers ki taraf sy is price ko uper ly k aya jata hai Dragonfly doji candlestick k bad, prices is candle main char jati hain, aur is k bad confirm karti hain k prices uper ki taraf increase ho sakti hain Traders confirmation candle k bad ya isi doran buy karty hain Stop-loss dragonfly k nechy rakha ja sakta hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим