Stop Loss k faidy Kya hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop Loss k faidy Kya hain
    Assalam walekum doston kaise hain aap se umeed karta hun ki aap sab khairiyat Honge aur Pakistan forex forum me achi quality ki posting karne mein masroof Honge.
    Aaj Ham stop loss ke fayde ke mutaliq baat karenge Forex mein jo log kamyabi chahte Hain vah hamesha apni trading mein stop loss ka istemal jarur karte Hain humko bhi chahie ki Ham stop loss lagakar trade open Karen kyunki stop loss lagakar trade open karne ke bahut jyada benefits Hain stop loss lagakar kam karne se ae zehan mutmin rahata hai stop-loss lagakar kam karne se Ham bahut bade loss se bacche sakte hain stop-loss lagakar kam karne se hamara account wash hone se bacch jata hai isliye humko chahie ke hamesha stop-loss lagakar kam Karen kyunki is stop loss ke bahut jyada fayde Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop Loss k faidy Kya hain

    Stop loss ka istemal jab ham apni trading mein karte Hain to hamari trading loss mein jaane se bus jaati hai stoploss ka bahut jyada fayda hota hai jisse stop-loss ka istemal hamen apni trade mein bahut Soch samajh Kar karna chahie Pakistan Forex form ka business bahut achcha business business mein paye jaane wala tamam to usko samajh Karan ko follow karna chahie agaram stop-loss ka istemal Nahin karenge to hamari trade loss mein ja sakti hai jiski vajah se hamara account was ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Stop Loss k faidy Kya hain

      Walaikum salam dear Forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear ham trading karte waqt store close lagate Hain to hamen isase bahut hi jyada fayda hota hai kyunki so close lagane se ham safe trading kar sakte hain aur apne account ko bhi save Rakh sakte hain to isliye hamen hamesha apni trade ko laga kar stop-loss jarur gana chahie.
      Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
      • #4 Collapse

        Re: Stop Loss k faidy Kya hain

        Stop loss Lagane se Hamen bahut jyada fayda ho sakta hai hamara account bhi safe ho sakta hai Ham Apne account ko safe rakhne ke liye S L ka use karte hain Hamen for business se unlimited earning Hasil ho sakti hai ham log trade se pahle knowledge Hasil karne aur acchi planning ke sath kam karen to ham log bahut acchi earning Hasil kar sakte hain Ham Mein Din Raat Mein Nath se aur Himmat se kam karna chahie Agar ham log Himmat se kam Karenge To Hamen bahut hi acchi annoying Hasil ho sake gi Kamyab hone ke liye for businessman main Ham Mein Dil lagakar kam karna chahie Karm Karm Karm aur sirf kam Karte Rahana chahie Hamen Lal Nahin Karni chahie Lal karne se Hamara account bhi khatm ho sakta hai Hamen Din Raat mehnat se aur knowledge Hasil karne ke liye force ke sath attach Rahana chahie attached Rahenge To Hamen bahut acchi bhi Hasil hoti Rahegi Hamen Himmat Nahin Karni chahie yah Bade Dil Wale a Logon Ka Khel hai jismein jo mehnat Karke aur Himmat karke bahut Aage Ja sakta hai aur lakhun Road rupaye kar sakta hai
        دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
        • #5 Collapse

          Re: Stop Loss k faidy Kya hain

          mere doston stop-loss ke bahut hi jyada benefits Hain sab se Jo biggest benefit hai vah main aap logon ke sath share karta chalu hua hai ki agar aap log apni trading mein stop-loss ka use karteto uska hamen benefit yahan se hota hai ki ham log majjid loss se pahunch jaate Hain isliye yah chij hamare liye bahut jyada important hai aur hamen inko samajhna chahie understand karna chahie agar ham log ine chijon ko acche tarike se understand karenge to aane wale time mein Ham apne aap ko bahut jyada successful bana sakte hain jiski best mein humne kamyabi hasil karni hai
          • #6 Collapse

            Re: Stop Loss k faidy Kya hain

            dear friend agr ap forex trading mn safe aur achhi trading krna chahtay hn yo trade lgatsy waqt syop loss ko bhi sath lazmi use kren keun k account ballance ko safe rakhnay k liay stop loss bahot achha tool ha sur agr ap trade mn dtop loss ko use nhi kren gay to trade ziada loss mn jansy sa apka account bhi wash ho jay ga
            • #7 Collapse

              Re: Stop Loss k faidy Kya hain

              walekum assalam dear Forex member of ne bol hi acchi information Hamare sakshar ki jis mein aapane Forex trading main stop loss ke istemal ke fayde Bataye Dr Forex member Agar Ham Apne Forex trading Mein Star Plus ka istemal karte hain to ismein hamare account bahut hi had tak safe hota hai aur ham ismein Apna account safe rakh kar apni trading kar sakte hain dear Forex member Hamesha koshish karen Ke Jab Bhi apni Koi trade open Karen To usmein Apne trade Mein Stop loss ka istemal Karen Taki aapke account ki safety Ho.
              ......Forum is a great place for traders talk.......
              • #8 Collapse

                Re: Stop Loss k faidy Kya hain

                Stop misfortune Lagane se Hamen bahut jyada fayda ho sakta hai hamara account bhi safe ho sakta hai Ham Apne account ko safe rakhne ke liye S L ka use karte hain Hamen for business se limitless acquiring Hasil ho sakti hai ham log exchange se pahle information Hasil karne aur acchi arranging ke sath kam karen to ham log bahut acchi procuring Hasil kar sakte hain Ham Mein Din Raat Mein Nath se aur Himmat se kam karna chahie Agar ham log Himmat se kam Karenge To Hamen bahut hello acchi irritating Hasil ho purpose gi Kamyab sharpen ke liye for money manager principle Ham Mein Dil lagakar kam karna chahie Karm aur sirf kam Karte Rahana chahie Hamen Lal Nahin Karni chahie Lal karne se Hamara account bhi khatm ho sakta hai Hamen Din Raat mehnat se aur information Hasil karne ke liye power ke sath join Rahana chahie appended Rahenge To Hamen bahut acchi bhi Hasil hoti Rahegi Hamen Himmat Nahin Karni chahie yah Bade Dil Wale a Logon Ka Khel hai jismein jo mehnat Karke aur Himmat karke bahut Aage Ja sakta hai aur lakhun Road rupaye kar sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Stop Loss k faidy Kya hain

                  Hamen forex men jaldi kay sath koi bhe trading nahin karny hoty hy kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat karty hain tu hamen as men utna hi faida hasil hota hy agar hum achy tarah say mahnat ko jary rakhty hain as lia hamen jaldi nahin karny chahey kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men huhm mahnat karty hian tu hum kamyab ho jaty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop Loss k faidy Kya hain

                    walaikum salam ji bilkul aapane sahi Kaha stop-loss implement Karne se jyada nuksan Nahin hota balki aapka account secure ho jata hai aur bhi jyada aur jab aap stop loss ke bagair trading karte ho aur emplement Nahin karte apni har ek trade ke upar to isase aap account completely clear bhi ho sakta hai aur risk jyada hi increase ho jata hai agar aap without stop loss ke koi trade open karte ho to apni trade ko secure banane ke liye ine Jaise important points aur tools ko jarur implement karna chahie aur ine ki madad se hi ham future Mein acchi Tarah trading kar payenge aur bahut hi important points hote Hain jinke related hamen serious hokar ke hi Kam karna chahie jitne acche tarike se aur jitna seriously ham kam karenge hamen utna hi jyada benefit Hoga Forex ke business mein sabse important chij hai ki aap apne account ko kis Tarah se secure Rakh padte hain aur kis type ki trading aap kar paate Hain to is chij ko bhi Apne mind mein rakh Karke hi Kam karna hota hai aur completely planning aur money management ke tahat hi Kam karna hota hai tab jakar ke koi trader Apne account ko aur bhi jyada secure Rakh pata hai aur risk free trading bhi kar pata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop Loss k faidy Kya hain

                      assalam alekum karta hun sab khairiyat se Ham bhi mere doston atop loss ke bahut se fayde Hain sabse bada fayda to hamare liye hai lekin jab market hamare against jaati hai tab stop loss hamare account ko bacha leta hai thode profit mein hamare zyada loss kar deta hai aur ham aasani se recover kar per dobara trade kar sakte hain atop loss ek bahut achcha han tool hi Han isy lasme use karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop Loss k faidy Kya hain

                        Friends stop loss ke bahut Sare fayde Hain Iske nuksan nahi Hain stoplos Jarur istemal Kiya Karen Forex aik aisa business hy jis me agar ap kamyaabi hasil krna chahty hyn tou apko daily forex me kaam krna parrhy ga tab hi ap acha experience hasil kr saken gy nai tou ap achy trader nai ban saken gy apko chaye k ap pakistan forum k sath touch rahy yahan se acha knowledge hasil kr k trading me acha profit kamayen real trading se pehly hamesha demo account ka istemaal kiya kren taa k ap ki practice achi ho jaey or apka experience b barrhta rahy trading me hamesha small lot lagaen slow slow profit bana k move krty jaeyn taa k ap ziada loss se bachy rahyn yehi kamyabi ka acha treeka hy stop loss or take profit ka istemal zroor kiya kren q k kabhi kabhi ham aesi jagah hoty hyn ya itny ziada masroof hoty hyn k hun net nai on kr sakty or market ka jaieza nai ly sakty aisi soort me stoploss or take profit bohat zroori hota hy is se hamara account safe rehta hy Hamesha achi trade open Kiya Karen Jis trade main aapko doubt Ho vo trade Kabhi open na Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop Loss k faidy Kya hain

                          Aslam o alikum.dear forex members....stop loss trade k faida ye hai k jub market opposite way main chali jati hai to jo point hum ny select kiya hota hai waha tak ja k loss main trade khud hi stop ho jati hai is ka faida ye hai k humara account wash hony say bach jata hai. or hum next struggle karty hain.lakin yaha humain koshish karni chy k humain soch smjh k market ko dekh k trade karna chy ta k humain loss na ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop Loss k faidy Kya hain

                            Friend agar aap reading ke andar stop loss or take profit set kar lete hain to usmein aapke Kafi attack risk free Ho Jaati Hai Kyunki aap jis time parade Laga Rahe hote hain to uske andar aapke Trade 1 point ke upar Jaane Ki Surat Mein auto close Ho Jaati Hai Chahe vah profit ho ya Chahe loss Ho uska fayda aapko yah hota hai ki aapka focus Bhale market ke upar Na Ja Ho specific point per jaane ke bad aapki trade automatically close ho jayegi Agar aapko loss ho rha ho to vah bhi aapka count was hone se bacha Jaega aur Agar aapko profit Ho Raho to aapke Mercy ke point per point CA trade automatically profit mein close ho jayegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop Loss k faidy Kya hain

                              hamy trade lagany sy pahly is mai take profit or stop lagana chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hai stop loss kamyabe ka aik acha tools hai hamy is ko kabe be ignore nahe karna chahey agar hum stop loss ko ignore kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka ya moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty han hamy loss ko katam karna chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X