Divergence ki pehchan
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Divergence ki pehchan
    Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Pakistan Forex forum mein acchi quality ki posting karne mein masroof Honge.
    Koi dost Bata sakta hai ki divergence Kya hota hai Meri tamam senior member se gujarish hai ki vah apni apni post mein divergence ke mutaliq byan Karen ki divergence Kya hota hai drivergence kab create hota hai divergence ki pahchan kya hai aur drivergence se Ham kaise fayda utha sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Divergence ki pehchan

    Assalamu Alaikum dear friends Forex trading per Ham divergence ko tabhi pahchan sakte hain Jab hamare pass Jyada Se Jyada knowledge or experience hogaForex trading Mein Hamen kabhi bhi lalach nahin karna chahie Agar Ham lalach Karte Hain To Hamen Kabhi Bhi kamyabi Nahin Mil sakti Kyunki Jab Ham lalach Mein Apni trade close Nahin Karte yah big size ki Laut Lagate Hain To Hamara account Wash Out hone ke chance Aise hote hain aur ham profit bhi nahin Hasil kar sakte isiliye Hamen lalach ke bagair kam karna chahie aur apne kaam par Jyada Se Jyada focus karna chahie Agar Ham Apne kam ko proper timing per Karte Hain To Ham tab bhi hi Forex trading ke advantages Hasil kar sakte hain Forex trading ke advantages Hasil karne ke liye Hamen Forex trading co proper time Dena chahie aur Hamen Apna target complete karna chahie tab hi Ham Forex trading ke benefits Hasil kar sakte hain Agar Ham Forex trading co proper time nahin dete To Ham Forex trading ke advantages Nahin Hasil kar sakte isiliye Hamen sabse pahle Apna knowledge or experience increase karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Divergence ki pehchan

      Dear member forests market Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to usmein version aapke liye bahut jyada benefits Deta Hai devisan se a Ham market Mein Achcha result Hasil kar sakte hain Hamen is form per rules
      regulation follow karne hote hain Agar Ham rules regulation ko follow Nahin Karenge To Ham kabhi bhi successful trading nahin kar sakte isliye Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham ismein market Mein acchi strategis ke sath kam Karen jitni acchi strategies ke sath Ham is market Mein kam Karenge aur acchi scalping Karke trading Karenge To Ham market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen planning ke sath kam karna hoga Agar Ham without planning ke kam karte hain to hamare liye trading karna bahut hi difficult ho jata hai isliye Hamen is market Mein Soch Samajh Kar aur planning ke sath kam karna hoga basically aapko is form per acchi knowledge or experience ke sath kam karna Hota Hai isliye Hamen market Main divergence k sath kam karna chahie.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Divergence ki pehchan

        agar aap market mein divergence ki properly identification karna chahte hain to usmein aap ko bahut valuable information hasil karna chahie agar aap market bhi kamyabi hasil karne jaate Hain to iske liye aapko hamesha market se associated different important point ko find out karna hota Hai agar aap market ke different associated links ko ismein completely study kar lete hain to ismein aapko bahut jyada fayda hasil ho sakta hai kyunki Jab aap market mein consistently profit hasil karna chahte desh Main aapko bahut fayda hasil kar sakte hain kyunki jawab market mein regularly basic per apni learning ko perfect aur complete banaa dete Hain ismein aapko bahut fayda mil sakta hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X