Dear brothers,forex market main kaam kartay hwuay jab tak ham is main ziada say ziada knowledge hasil karnay main kamyab nai hotay hain hamain kabhi bhi is main kaam karnay ka sahi aur mukammal faida hasil nai ho skata hay,qk yeh aik bahut he barra business hay aur jo jitna ziada aur barra hoga usay samjhnay k liye hamain bhi usi hisaab ka he mined chay jo us business ki reality aur fake tareekay ko judgement karnay main kamyab ho skata ho.Isi tarha say trend line ka kaam hay jab sab indicators kaam karna chorr daitay hain tab bhi hamko trendline k istemaal say acah faida mil skata hay aur ham nuksaan ka mukabla bhi ka rskatay hain.
Trendline k istemaal ka fun har koi nai kar skata hay qk agar ham iska ghalt istemaal kartay hwuay kaam kartay hain to hamko market k chart ko smajhnay main ghalty bhi ho skaty hay aur ham nuksaan utha saktay hain jisk liye zaruri hay k market k chart k sath iski kam say 4 baar retest ka hona bahut ziada zaruri hota hay usk baad market main yeh aik confirm order daity hay jis say ham price ko samjhtay hwuay aik acha profit bhi bana ksatay hain aur usk sath sath ham market say acha experience bhi hasil kar skatay hain k price q aur kaisay movement karty hay usk liye hamain practice ki ziada zarurat hay.
Uper diye gain chart ki help say ham is baat ka sahi andaza laga saktay hain k kasiay aik trendline ki help say ham market ki price ko samjhnay main kamyab hotay hain price jab bhi trendline k azdeek jaty hay wo isay dubara retest karnay k baad return ho jaty hay jis say hamain market main entry k liye har baar aik acah signal milta hay.Agar price is trendline ko break karnay main kamyab hoty hay to ham market main apnay trend ko aur order ko change kar saktay hain,Isi trend line k pass hamara stoplose hota hay ya tp hota hay jis say ham achi trades ka andaza laga saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим