Trading me loss ki wajohat.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading me loss ki wajohat.

    Assalamu Alaikum hope you all are fine and doing well on Forex trading Forex trading me Hamen tabhi loss hota hai Jab Ham lalach hote hain aur apne kaam par focus Nahin karteForex trading pr kaam karne se pahle demo account pr practice karni chahie demo account practice ke liye best account hai Humne kam Karke knowledge or experience increased kar sakte hain Hamen Demo account per Jyada Se Jyada time spent karna chahie Jab Ham Demo account pr Jyada Se Jyada time spent Karte Hain To Hamara knowledge or experience increased hota hai aur Hamare kam karne ki speed bhi increase hoti hai isiliye Hame Forex trading ke real account par kaam karne se pahle demo account per Jyada Se Jyada practice karni chahie demo account practice ke liye Best account hai aur jab Ham Demo account per kam Karte Hain To mistake hone ki chances bahut kam Hote Hain Jo log demo account pr Kam Nahin Karte aur direct Forex trading ki real account per kam karna start kar dete Hain Unse Bahut Si mistakes hoti hai aur unhen kam karne mein Bahut Si difficulties ka Samna karna padta hai isiliye Ham Mein sabse pahle Demo account per kam karna chahie Demo account per kam karke hi Ham Apne skills ko bhi improve kar sakte hain isiliye Hamen lalach nahin karna chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading me loss ki wajohat.

      Dear member trading Mein loss ki vajah ye Hai Jo member experience ke sath Kam Nahin Karte aur apni learning ko complete Nahin Karte unhen trading Mein loss hota hai Hamen is form per rules
      regulation follow karne hote hain Agar Ham rules regulation ko follow Nahin Karenge To Ham kabhi bhi successful trading nahin kar sakte isliye Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham ismein market Mein acchi strategis ke sath kam Karen jitni acchi strategies ke sath Ham is market Mein kam Karenge aur acchi scalping Karke trading Karenge To Ham market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen planning ke sath kam karna hoga Agar Ham without planning ke kam karte hain to hamare liye trading karna bahut hi difficult ho jata hai isliye Hamen is market Mein Soch Samajh Kar aur planning ke sath kam karna hoga basically aapko is form per acchi knowledge or experience ke sath kam karna Hota Hai isliye unhen experience ke sath kam karna chahie.
      • #18 Collapse

        Re: Trading me loss ki wajohat.

        wa alikum salam trading ka bary main bat kar rahy han ka is main loss ki kaya waja hot i ha to mery khayal main is main loss ki kopi `1 waja nhe ha is main sab sa zeyada ap ko loss ka samna h e karna hota ha or ye is waja sa hota ha ka jab ap is main mistake karty han to ab ham is par disscuss karty han taky is loss ko khatam kiya jaye akhir kab tak ap log is market main loss karty rehn ga to ap na ab is ko samjhna ha is marke tmain ap loss karen ga agar ap na planing nhe ki ha ap lalich karty han money mangaement nhe karty han market ko analysis nhe karty han apny emotion ko cantrol nhe kar paty han to ap is main loss karen ga or ye ap achi tarah sa janty han to ab agar ap in mistake ko khatam karen ga to ap ka kam acha ho ga
        • #19 Collapse

          Re: Trading me loss ki wajohat.

          Slam dear members umeed karti hon ap kheriyat c hon gy r Forex c faida utha rhy hon gy jiya members trading mein loss ki vajah bahut jyada ho sakti hai sabse yah ke aap jaldbazi karte hain aap jaldbaji se market mantra maar dete Hain dusra ja ke aap market analysis Nahin karte aap market currency Uske bagair hi market mein chale jaate Hain 3rd ki aap signal ka vate Nahin karte jab aap market signal ka vate karenge Jaise aapko market mein signal MI tab aap market mein jaen jaruri hai ki market mein Soch samajh Kar entry mare aise hi agar aap market mein chale jaenge to yah aapko bonus Divas karva baithe jaega
          • #20 Collapse

            Re: Trading me loss ki wajohat.

            Aslam o alaikum
            May umeaid krta hun k ap Tamam Forex member khariyat sy ho gay Aor apna kam time par kar rhy ho gy doston trading My lose ki vajuhath aapki jaldbazi aur lalach hai agar aap Forex form per trading karte waqt lalach aur jaldbaji karenge to aapko bahut jyada nuksan hoga jiski vajah se aap ek acchi profit earning nahin kar payenge isiliye ab Tamam Forex member ko trading karte waqt lalach aur jaldbazi bilkul bhi nahin karni chahie
            • #21 Collapse

              Re: Trading me loss ki wajohat.

              han ji doston bahut hi acha sawal Kiya hai trading mein loss ki kya wajuhat hoti hai doston agar aap overtrading karoge lalach karoge jaldbazi mein trading karoge market ko Bina soche samjhe trade open kar do ge apne account balance se ziyada Big lot use karoge stop loss or profit ka use nahin karoge To aapko loss ho sakta hai aur aapka account b wash ho sakta hai isliye aapko chahie hamesha market ko strong analyse kar ke Sabar ke sath market ke movement ko samajh Kar trade open kro small lot use karo sl aur tp zarur lagao tabhi aap log achi trading kar sakte ho.
              • #22 Collapse

                Re: Trading me loss ki wajohat.

                Assalamu Alaikum dear Forex trading Mein loss ki vajah kya hoti hai ji hai friend aaj main aap Sabko batana Chahta Hun Ki Pakistan from Forex trading Mein loss Ki Sabse Badi Baje Aati hoti hai ki Ham jaldbaji Mein Apne trade Lagate Hain Jiski wajah se Hamen loss ho jata hai isliye Hamen jalva ji Mein Apni trade Nahin Lagana chahie
                • #23 Collapse

                  Re: Trading me loss ki wajohat.

                  Dear forex members.
                  Aapne bilkul theek Sawal poochha hai ki Forex Mein loss ki kya wajoohat hote Hain experience khana Hona hamare loss Ki sabse badi wajah hai agar hamare pass experience Nahin hota padam trading start kar dete Hain to hamen loss Hona shuru ho jata hai kyunki jab hamare pass experience Nahin hota to Ham market ki movement ko acchi Tarah analyse nahin kar sakte jiski vajah se hamari trade loss Mein chali jaati hai iske Allahabad trading Mein jaldbazi karna na aur lalach karna bhi hamare loss ki badi wajohat Hain isiliye hamen in chezon sy avoid Karna chahaiye.
                  Thanks
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading me loss ki wajohat.

                    Hello everyone
                    Wese dekha jay to loss har business ka part h kaha loss h waha sath mein profit b aur jaha profit h waha sath m loss b humy dono sorto k liye tyar rehna chaiye loss ana koi bari bt n h y to har business ka hissa hen is liye kah jata h k
                    ""NAFA NUQSAN TO ZNDGI KA HISSA HEN""
                    loss ki bht c reasons ho skti hen jese k
                    1.JALDBAZI KARNA
                    2.LALACH MEIN PAR JANA
                    3.KNOWLEDGE NA HONA
                    4.LEARNING NA KRNA
                    5.MARKET KO NA SMJHNA
                    Y sab reasons ho skti hen loss ki

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X