han g forex main larkiyan bhi kaam karti hain or asani say kaam kar sakti hain q k is main apko kahen ja kar kaam naheen akrna parta hay balky apko ghar bathy hi kam karna parta hy to females asani say kam kar sakti hain is par or apni family ko support kar sakti hain is k zarye say
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим