Assalam o alaikum dear members.Forex mein kuch rules hain jo k har trader ko khayal rakhan hoty hain jaisa k proper risk lena, plan bnana aur emotional trading se avoid karna. is k ilawa stop loss use karna bhi important hai.stop loss use karny ka faida
yea hai is se ap apni marzi se kisi bhi level py laga sktay hain. aur ager apka loss
us level par phunchta hai to is se apki trade khud ba khud hi band(close) ho jaye ge.
Forex market mein strategies bhi hain lakin un ko follow karny se wohi log faida uthaty hain jo in pr practice karty hain aur right mindset k sath kaam karty hain. So agr app khud koi trading system develop karty hain aur wo profitable hai tou koi zaroorat nahi hai k app kisi aur ki strategy ko follow karein kyun k har kisi ki apni strategies hoti hain aur yea
zarori nahi k aik strategy sab k laye faidamand ho is laye khoshish karain k
apni khud ki strategy bnaye, is k laye sab se maozo tareeka yea hai k demo account
per trading karain aur us py apni strategy ko use karain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим