kia forex trading muslims k liya ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2356 Collapse

    G musilman trade kar sakte hain sirf ap ka account swap free hona chahye kin ke swap sood hai aur sood haram hai us ke elawa ap trade kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2357 Collapse

      forex is a online business more earning and more risky business hy forex her banda ker skta hy larki ho larka homuslim ho ya non muslim ye to aik business hy jomerzi kery
      • #2358 Collapse

        forex trading ko har koi kar sakta hay so agar hum esmain kisi ko join karwana chahty hay to kara sakty hay esmain koi issue nahi hota ye aik bohat acha business hay humay esmain sahi say time dina chahiey
        • #2359 Collapse

          mery khyal mn hum apni mehnat krty hain forex mn or esko time dety hain agr hmain kuj kiye bgair he sub milta rhy tu hmain yah comment deny chahye mgr hum es par apni job krty hain beth kar he q na ho mgr es km apna time tu dety hain
          • #2360 Collapse

            Mery bhae forex main instaforex k andar to hum mehnat kerty hain to us main koi fix bank ki tarha earning bhe nahe hai us main ap mehnat ker k earning kerty hain our jes ka knowledge acha hota hai wo us karobaar say acha profit earn kerta hai
            • #2361 Collapse

              forex trading business kin logo kay liay agar hum is main age ki baat krty hain to maloom hota hai kay kis tara say traders is main muslim kaam ko kr saqty hain isi tara say planning say moka milta hai sath main ye swap free account say muslim is main trading ko aram say tension free kr saqty hain yehi insta main option majood hai account ki opening kay time main
              • #2362 Collapse

                g hai agar ap account ko swap free rekh kay open kartay hai tu apka account swap free matla kay sood say pak ho jata hai jis pe apko koi bi commision pay nai karni parti hai
                • #2363 Collapse

                  ye ak boht hi best buisness hai aur hamain is forex main sab kam kar k sucess ho sakty hain aur market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum market main run karein gay ta k achi earning ho saky gi
                  • #2364 Collapse

                    g bhia main ny bhi es qism ki baten suni hainmagr yah aik bat bhi hai agr apko kuj bhi kiye bgair kahen se paisa milta hai tu wo haram hai yahan par tu hum bohat zeyda mehnat karty hain es liye agy allah behtar janta hai
                    • #2365 Collapse

                      Mere khayal main to forex ka kam muslims k liye halal hai or ye kafi muslims countries main kia ja raha hai agar ye hala kam na hota to pakistan main ban ho gya hota
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #2366 Collapse

                        hum is main kam kar k sucess ho sakty hain aur is main har koi kam kar sakta hai so hamain plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga
                        • #2367 Collapse

                          dear jaha tak mera khyal hai forex trader muslims ke liye best hai or rahe un logo ki bat jo kehty hain ye haram hai tu un ke liye ek massage hai ager kise bhe business main loss or profit ho wo helal na hai na ke haram or forex main profit bhe hai or loss bhe ager is business main ap ko knowledge hai tu ap kamiyab ho
                          • #2368 Collapse

                            Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu (: sab pakistani group members ko.. haram ya sood usa kehta hain ka app kush bhi na kro ur app ko profit ata jye loss na ho jisa log bank mah pasaa rkhta hain phir monthly basis par percentage leta hain is mah un ka pasa utna hi rhta ha ya chez sood mah a jati ha.. lakin jis business mah nuksan bhi ho wo sood mah nahi ata..
                            • #2369 Collapse

                              ohoo ye sab k liye hai is main cast ka koi issue nai hai is main sab kam kar k sucess ho sakty hain aur dear hamain market main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade kar k market main earn karein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2370 Collapse

                                ya sab log kar rahy ha pakistan ma be our baher kay mulk ma be kar rahayopur is ma hum mahnat karty ha our jis kaam ko mahnat sa ka jay ow haram kasay hosakta ha baki agr aap ko kio sak ha to aap ko kis alme sa poshna cahay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X