kia forex trading muslims k liya ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    forex trading ko muslims bhi kar rahy hain or nonmuslims bhi kar rahy hain ab ya haram ha ya baat alag ha ap is bary main kisi achy alim deen ya mufti sa poch lo tu bhter ha mujhy is bary main kuch khas ilm nahi ha main khud is bary main sochta hon kahin ham haram business tu nahi kar rahy hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      mere khyaal se asa kuch nahi hai forex pakistani business hai or pakistan ak muslim mulk hai or yahan per sab muslim hi hain jo kaam karte hain ye koi haram business nahi hai ham is mai mahnat karte hain or apni mahnat ka sila hasil karte hain
       
      • #123 Collapse

        Assalam-O-Alaikum dear friends, jee han ager aik point of view say aap sab log koshish kerin samajhnay ki tou yeh halal hai kyoun ke aap sab log es say kamatay hain our gunwatay bhi hain monthly our to our aap sab log he aik kam posting bhi kertay ahin.
        • #124 Collapse

          nahi bhaio forex trading kerna koi mushkil baat nai hai per new etry jo hotay hain un k lia bohat mushkil samajhty hain may jub new ta to mujhe bi mushkil hoti thi but mujhy aub experience ho gaya hai forex trading koi mushkil nai hai....
           
          • #125 Collapse

            my dear app forex ma kam cur tay ager app ko loss hota hay to app mil ta hay ager app nay milta to app muslim be forex macam cur sac ta hay app forex maloss or profit dono he hay app muslim be forex ma cam cur sac ta hay
               
            • #126 Collapse

              Dear yeh bohat hi controversial topic hai abhi bhi kuch logon ka kehna hai k forex main kuch islamic rules ki na farmani hoti hai or kuch k kehna hai k forex totally aam businesses ki tarhan hai ya esi jaga par violation hoti hai rules ki jin ka traders se talluk nahi hota.
              • #127 Collapse

                jee bilkul. forex halal business hai.agr ye haram hota tou muslims countries mai nhi hota.iss mai koi sood nhi hai.agr profit hota hai tou loss bhi hota hai. aur ye profit apni struggle sy gain krty hain. na k sood sy.
                 
                • #128 Collapse

                  haram halal kay barey ma to koi alim ya phir molvi jisy achi knowledge ho ispe wo hi sahi bata sakta hai qk ajkal to kuch molvi bhi pane matlab ki chezo pe kehte hai ya halal hai aur jo unke matlab ki nahi wo haram hai.
                   
                  • #129 Collapse

                    wese agar dekha jaye to ye meri nazar ma halal hai qk isme apki mehnat pay paise milrahe ha koi fix amount nahi milrahi hai bank ki tarah aur isme pure business ki tarah profit aur loss 2no hi cheze hai to ap khud sochle phir.
                     
                    • #130 Collapse

                      g nahi brother forex trading sub k liye hai jo marzi iss ko kry chaye bacha ho jawan ho budha ho larka ho ya larki muslim ho ya gair muslim or na he forex trading haraam hai ye halaal business hai or legal bhi na kisi qisam ka koi dhoka fareeb its real business hai jis main kisi qisam ki koi rukawat nahi hai kisi k liye forex trading main but kuch broker aisy hain jin ka account must verify krvana hota hai real trading k liye tu ous k liye aap ki umar 18 year ho gi tu wo verify ho ga bus keh lo k thora age ki restriction hai
                      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                      • #131 Collapse

                        Forex trading sab k lye ha our is me sab he is me trading kar sakty ha our karty bi ha q k ye business ha our business sab he kar sakty ha our karty bi ha our me kud is me muslim ho our me is me bahot kush ho q k is me ap bahot sara money bana sakty ha.
                        • #132 Collapse

                          yes pakistan forex forum muslim k liye bht best hain or i think soo k haram nh hain or mere khyal sa to ye muslim k liye bht best hain ...
                           
                          • #133 Collapse

                            g bilkul bahi jan forex trading muslimes k lia b ha or ham esy kar rahy ha ya ek business ha jisy ham tijarat ka name b dyskty ha kuch kahridna or sell karna or business mi loss b hota ha or profit b same forex trading mi b asa ha or ya jayz ha es ko kar skty ha muslims or muslimes k lia swap free account ki option ha jis sy ham sood free business kar skty ha ku k sood islam mi haram ha.
                            • #134 Collapse

                              Bhai jaan me is baare me kuch nahi keh sakta kiyo ke ke hamare mazhab ki baat hai agar me ne galat kaha to meri pakar ho jayi ge is liye hume chayye ke hum is baat ko kisi mufti se conform karen aur is ka fatwa nikalwaye.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                yes pakisatn forex forum muslims k liye hain or ye bht axcha bussiness hain muslim k liye or jahan tak ma janti hon k ye bussiness haram nh hain ye blkul acha bussiness hain .....
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X