kia forex trading muslims k liya ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    dear, forex aek aesa buisness ha jo k tamam logo k leye he hai aur tamam log is buisness k zariye sy aek acha trend hasel ker sakte hen aur muslims k leye b ye halal buisness hai aur hamare liye ye halal earning hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      ji dear bilkol forex hum sub muslim k leay hain ye halal hai ku k hum es main mahnat karty hain or yahn sy earn karty hain hamaen hamari mahant ki hai pyment milti hai es laey main easy halal samghti houn
      • #948 Collapse

        g han is ko muslam bhi use kar rhe han aur nonmuslim bhi kar rahe han is me koe bhi ese bat nai he k ap is ko kis tarhan lety ho ye ap par depand karta he agar to ap is ko use karna chaty ho to
        • #949 Collapse

          naahii dear forex trading koi haraam nahi hay is mai hum log trading kartay hain and muslims bhi kar saktay hain yai koi galat kaam nahi hai aap mahnat kar rahay ho and mahnat karnaa galat nahi hay so yai halal hai
          • #950 Collapse

            Dear ap na both ahala question keya ha to dear ma ap ko bate chalo ka forex Pakistan jo ha wo Muslim aro non - Muslim dono he kr skta ha ku ka hum asa apne mehant sa krta ha as ka elway as ma koi sood nahi lagta to dear koi be ya kr skta ha.
            • #951 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: shahdkingsdk پيغام ديکھيے
              hello


              Dosto main ya jana chahta hun k kia forex trad muslims k liya best hai ? matlb ya hai k kuch log ya kahe ty han k forex trading harama hai is ko nai kr na chahy app kia kahe ty ho is bary main kia nai kr na chahy hum ko?
              bahi is bary main jitny mufti sy pocho gy ap ko sab ka mukhtalif hi jawab milly ga kch khty hy sahi hy kch kahty hy k ni sai ab insan kis ki many ya kis ki na many main to isy as a business smj k kar raha hu q k business main profit or loss dono hta hy or forex trading main bhi
              • #952 Collapse

                main to es baree main khoc nahe bata sakta k forex trading halal hai ya haram hai main bhi es baree main search kar raha ho
                 
                • #953 Collapse

                  Forex trading Muslims or non-Muslims dono ker sak tay hain hum to yahan mehnat kay pasay latay hain is main koi b burai nazer nai ati agar yeh sood samjaha jata hai to kisi aalim-e-deen se rabta ker lain wahan se sahi malomat mil jay gi forex aik business ki tarha hai koi jowa nai galat kam karney se behter hai forex per kam ker liya jay.
                  • #954 Collapse

                    janab mei samajta hu k jahan par hum paisa laga kar kamayi karty hein aur mehnat se kamaty hein woh kamai haram nahe hoti aur islam mei haram kana ghalat hai aur wese bhe trade ka matlab hai tijarat aur tijarat hamary paighambr bhe kia karty thy lekin fark sirf itna hai k woh khajur aur is type ki chezo mei karty thy
                    • #955 Collapse

                      mugy legty hein muslim forex tarding kar sakt hei he lslam mein mera kyse tanh ein hm s mein be bhot mahnt karn pertt hein hum ko mahnt kar ka pise kamn cheny to fox meinhum ko bhot zayed mahnt karn pert hein poher hum ko pise milty h
                      • #956 Collapse

                        Aslam o alekum.meray bhai forex trading halal hi he. agr ya halal nhi hota to na to pakistan or na y kisi muslim country me hota. ye all world me hr country me he. wesay me apnay tor pe kisi alim se is baray ni pocha......
                        • #957 Collapse

                          jee han ku nahi ye ek acha business hai is ko koi b kar sakta hai aur is ko samjh sakta hai is kam ko karna hai to bhot sari cheeon ko dekhna hota hai aur apni takleefon ko samjhna hota hai aesay me he sub kamo ko karna hota hai.
                          • #958 Collapse

                            brother ye kaam musalmaan jar akty hn ye aik pure halal kaam hai many is cheez par search ki thi
                            • #959 Collapse

                              ge haan forex ko non muslim bhi use kar sakty hain mtlb trading kar ke zyda se zyda earning kar sakty hain yeh best way hai money earning ke lye so yahi waja hai ke log isy zyda se zyda join kar rahy hain so yah par puri dunia ke log hai jo work kar rahy hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                main ap ko ya baat wazia kar do kay forex muslim ya noon muslim kay lea nai bul kay es main sub kam kar shkat hai forex es baat ki koi pabandi nai lagata

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X