kia forex trading muslims k liya ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    Why not ham yaha hardworking say kaam karty hay tabi kuch earning hasil karty hay ya kam ham bagair mahnat say to nhee karty Kay ya hamary Lisa haram hoga ham mhnat karty hay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      Sir main is bary main apni ko clear opinion nhi de sakta because is main aik hi issue hy physical possession ka agar ap ky pass possession ho then ya Islamic point of view se behter hy lakin ya haram be nahi hy being a muslim jub ky gold trading ky bary main kafi complication hain.
      • #1593 Collapse

        assalam o alaikum me bhai g nahi aesa kch b nahi ha forex ko har koi join kr skta ha ye sab k lye ha or koi b is m achi trading kr k achi earning kr skta ha
         
        • #1594 Collapse

          forex trading main esa koi seen ni hai ye sub k liye hai is main sub k liye equal rule hain is main is main her koi kam kar sakta hai chahye wo jo koi b ho is y koi tension ni hai is main
          • #1595 Collapse

            G brother hr ksi ks apna mind ha .log to muslman hn but firkoon mn bate hoe hn is lye forex mn bahot zaida muslim kam kr rhe hn .is lye muslman k lye forex acount b open orti ha .............
            • #1596 Collapse

              Dear Forex is a business not a game or gamble yeh muslims bhi kar saktay hain aur aik achi monthly income lay saktay hain.Forex main poori dunya kay log earning kar rahay hain.
              • #1597 Collapse

                A number of the critical features that are the source with the accomplishment with this market, this currency exchange market can be obtained 24 hours a day 0. 5 times every week
                • #1598 Collapse

                  Haram to nahi hai kyun k is mein mehnat kar k hum ne apni earing ko invest karna hona hai jab bhi profit howa to humhe bhi kuch mile ga jo k hamari mehnat ka phal ho ga. yeh muslim k liye hai. kyun k meri nazar mein yeh haram nahi hai.
                  • #1599 Collapse

                    jahan tak mein janti hoon mere khyal main trading haram nahi hai halal hai laikin phir bhi hmara khyal wrong bhi ho sakta hai es kay liy hamen kisi aalim ko batana paray ga kay hum aisay trading kartay hain btayen haram hai nahi
                    • #1600 Collapse

                      Yar maray khayal main to har mazhab main gaiyez hai kyun ke islam main jis karobar main nafa nuqsan dono ke occur hone ke chances hon to jaiz karobar hain to mare khayal main yahan pe nafa ur nuqsan dono hotay to forex trading jaiz hai
                      • #1601 Collapse

                        dear forex sab k liye hai jis ka dil chahy kr sakta hai aisi koi pabandi nahi hai raha halal ya haram ye mery khiyal mein to hram nahi hai q k ye aik business hai is mein na koi sood hai aur na hi koi dhoka bazi hoti hai ye aik real aur online business hai is pr profit bhi hai aur loss bhi hai other business ki trah
                         
                        • #1602 Collapse

                          Forex trading business ko every mazhab kay log join kar saktay hain ye only muslam kay liay nahi hay, jo bhee es main hard working karta hay wo earning karta hay, musalman ho ya koi aor muzhab ka.
                          • #1603 Collapse

                            bro ya question bohat say log kar rahy hay trading kay baray may jo log kahty hay kay ya haram hay etc in logou say ap prof mangy kay kasy haram hay ham yaha mahnat karty hay assay hee kuch nhee hota .
                            • #1604 Collapse

                              a.salam.ya aik pakistani business hai.but is ko sub use kar skty hain.aur karty hain.m new hion mujy is k bary main atna ni pata koi b kam muslim aur non muslim ni hota sb kar sakty hain kam.forex is the best business in the world.yanha pr sb maynat karty hain aur earning karty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                My dear friends forex trading ek online business ha or business koi bhi muslim kar sakta ha. mere khayal main to forex ko haram nai ha kiyun ke yhe ek tijarti business ha. jis main har ko money invest kar ke online selling and buying kar ke profit earn karte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X