Dear pak forum members,foex market aik bahut he waseeh business hay jis main kaam karnay k liye agar ham isk propper rules ko propper tareekay k sath istemaal kartay hwuay kaam kartay hain to hamko is main say baut kuch hasil bhi ho skata hay aur ham market main kaam karnay k liye iski sahi skills ko bhi samjh saktay hain,in he rules ko follow karnay k liye hamaray pass aik asia indicator hay jisay ham rsi kehtay hain jishk istemaal say hamaray liye market main entery aur exit point ko samjhna bhi asaan hay aur ham kabhi kabhi bahut barray nuksaan say bhi bachnay main kamyab ho saktay hain laikin usk liye sab say pehlay hamaray liye yeh lazmi hay k ham isay achay tarekay say samjhnay k baad he iska istemaal kartay hain to yeh haamray liye tab he faida mand sabit ho skata hay.
Foex market main kaam karnay k liye yeh indicator hamko bahut acahy tareekay k sath market ko trend ki direction main kaam kanray ka tareeka bhi smajhata hay aur hamain iski help say aur bhi bahut kuch seekhnay ko milta hay,RSI k sath kaam karnay k liye hamain is baat ka bhi sahi andazza milta hay k market ki price kabhi bhi isk 100 say neechay nai ja sakty hay aur na he kabhi 0 say uper ja sakty hay jab in k darmian main price hoty hay to hamain market main entry aur exit ka aik sahi point milta hay jis say ham achi trading karnay main kamyab bhi ho skatay hain aur acha profit bhi bana saktay hain.
Dear,jab hamain is baat ka sahi andaza milta hay k ab rsi main price 30 level k uper hay to ham yeh samjh saktay hain k ab market buy main hay aur jab yahi price 70 level k neechay hoty hay to ham yeh smajh saktay hain k ab market sell main hay aur hamain market main aik achi entery mil sakty hay lakin jab tak ham is baat ko confirm na kar lain hamain kabhi bhi market main entry nai laini chaye qk kabhi kabhaar market main aisi positions main oversold ya overbought bhi hoty hay jis say hamain entr hinay say ziada say ziada nuksaan ka bhi samna ho skata hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим