Wakt ko zaya na karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Wakt ko zaya na karen

    Trading karti hoay time ko zaya na Karen isko learn Karte Rahen forex aik aisa business hy jis me agar ap kamyaabi hasil krna chahty hyn tou apko daily forex me kaam krna parrhy ga tab hi ap acha experience hasil kr saken gy nai tou ap achy trader nai ban saken gy apko chaye k ap pakistan forum k sath touch rahy yahan se acha knowledge hasil kr k trading me acha profit kamayen real trading se pehly hamesha demo account ka istemaal kiya kren taa k ap ki practice achi ho jaey or apka experience b barrhta rahy trading me hamesha small lot lagaen slow slow profit bana k move krty jaeyn taa k ap ziada loss se bachy rahyn yehi kamyabi ka acha treeka hy stop loss or take profit ka istemal zroor kiya kren q k kabhi kabhi ham aesi jagah hoty hyn ya itny ziada masroof hoty hyn k hun net nai on kr sakty or market ka jaieza nai ly sakty aisi soort me stoploss or take profit bohat zroori hota hy is se hamara account safe rehta hy apny analysis zroor lagaya kren learning karne mein hi Asal kamyabi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Wakt ko zaya na karen

      aap member ko salam ho.aap nay achi baat kiy hai kay waqt zaya na kary ye bilkul 1oo% durost baat ki hai humay apni zindgi mai koch bannay kay liye apnay aap ko kaam kay raasta per chal kar apna waqat lagai her kaam mai waqt lagta hai fazool kaamo say acha hai apnay aap ko kabil bannay kay liye ye karna ho ga tab humara waqt qemti bana jai ga aur hum agar waqt ko zaya kary gay tu hum koch nahi bany gay.
      • #48 Collapse

        Re: Wakt ko zaya na karen

        Ji han yaar aapki baat bilkul sahi hai aap to chahie kya aap kabhi bhi apna time waste Na KareForex trading Ek Aisa business hai ki jismein jitni Jyada mehnat Lagane aur honesty ke sath aap apna kam karte hain aapko utna hi Achcha reward mil sakta hai isiliye aapko chahie ki Apne knowledge or experience ko increase karne ke liye acchi learning Hasil Karen aur uske sath sath demo account per practis karte hue Apne trading skills aur strategies ko improve karne ki koshish karen aur forest market Mein entry Lene kis se pahle aap market ki movement ko samjhaie aur usko acchi tarike se analysis karte hue Apne trading karne ki koshish karen tabhi aap acchi aur profitable trading kar Sakenge aur is business Mein expert banne ke liye practice karna bhi bahut Jaruri Hota Hai Tabhi aap kamyabi Hasil kar Sakenge Kyunki Aap Jo time-based kar dete Hain vah Kabhi Bhi Laut kar Nahin Aata
        • #49 Collapse

          Re: Wakt ko zaya na karen

          Assalamu Alaikum friends Umeed karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ye baat bilkul theek hai ke Waqt Ka Zaya na Karen Hamen chahie ke Waqt ki Kadar Karen Kyunki Jo Waqt Hamen is Waqt mil chuka hai Dobara Nahin Hasil hoga Forex Mein To Har gges Apna Waqt Zaya Nahin karna chahie Kyon ke Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin dosto Apna Har kam Waqt per Sar Anjam Dena chahie Khuda Hafiz
          • #50 Collapse

            Re: Wakt ko zaya na karen

            G han hamen waqat zaiya nahi karna chahie balke forex per mehnat kar k acha profit hasil karenjesa k ap log jaanty hyn k forex me kaam krna koi asaan baat nahi hy q k is me kaam krny k liye hamen kaafi knowledge or experience ki zroorat hoti hy jab bhi ap trade krty hyn tou market k trend ko samajh k apny technical analysis se zroor kaam liya kren taa k trade me apko loss kam ho technical analysis or fundamental analysis se kaam lia kren lot size ka bohat ehm kirdaar hota hy q k lot size hi hamaary loss or profit ka baaies banti hy jitni lot size kam hogi utna apka account safe rahy ga daily ka target forum par poora kiya kren taa k apko haftaawaar bonus acha mily or ap achi trading kr saken apna knowledge or experience barrhaty raha kren news ko zroor follow kiya kren taa k apki trade apko profit de saky hum forex per apna time spent kar k apnay ghar walon ki madad kar sakte hain
            • #51 Collapse

              Re: Wakt ko zaya na karen

              Permit karta hun kya bacche tarike se kam karne Honge jab tak Ham Forex match tarike Se Kam Nahin Karenge tab tak main hamen bhi nahin mil sakti Forex main Sar mein bhi Hasil karne ke liye hardworking karna jaruri hai isliye main Koshish Karna chahie kya Maar working Karen jab tak I'm hard working Nahin Karenge Ab Tak Main Bhi Nahin Mil sakti Paksh Mein kam karne ke liye hardworking karna Hogi
              • #52 Collapse

                Re: Wakt ko zaya na karen

                bahut waqt zaya kar liya ha ham na or ye hamen abhe feel nhe hota ha lakin jab ham mushkill waqt main aty han tab sochty han to kash ham is waqt ka lye phely he bando bast kar lety to aj ye halat na hoty to bhai ab bhe ap ka pass time ha koshish karen ka ap is main sambahal jaen ap ka pass jo time ha is ko waste na karen is ko barbad na karen ye bad main ap ka lye bahut sary masail bana deta ha to agar ap apna future acha bana chahty han to ap ko waqt ki qadar karna ho gi kun ka bahut sary log isi waja sa aj preshan hal han ka inho na apna time bahut waste kiya ha ab ap esa na karen ap apny waqt ko apny lye queemti banaen forex ko join karen fourm par work karen is sa ap ko acha faida mil skta ha
                • #53 Collapse

                  Re: Wakt ko zaya na karen

                  jobless hen aur fazool kamon men ya facebook aur social media pe apna qeemti time zaiya kar detey hen jiss ki waja se woh aagay nhi barh saktay iss liay aesay friends ko chahiay k woh forex trading ko join kar len aur acha knowledge aur experience hasil karen aur phir full time job k taor pe kam karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen aur apna
                  • #54 Collapse

                    Re: Wakt ko zaya na karen

                    Is Duniya Mein sabse kimati chij time hai gaya vah time kabhi bhi Wapas Nahin Aata isiliye Hamen Waqt ki Kadar Karni chahie aur Jitna time Hamen milly utna hi Hamen chijon ko sikhana chahie Is Duniya Mein paisa Izzat Daulat aur Shohrat Sab Kuchh Wapas a sakti hai per Gaya Hua time kabhi bhi Wapas Nahin Aata Hai Hamari Jindagi Mein isliye Aaj Hamen Jo Waqt mil raha hai Hamen chahie ki Hamen uska Sahi istemal karna chahie
                    • #55 Collapse

                      Re: Wakt ko zaya na karen

                      Assalam Alaikum Mere mere Pyare doston mujhe lagta hai ki aap theek honge Aaj main aapko waqt ke bare mein bataunga Jokay bahut dada kimti hai Hamen apne waqt ki bahut hi jyada kadar karni chahie Kyunki yah bahut hi jyada am hai Aur yah hamen Ek name ek nemat ke taur per di gai hai Jise koi bhi share karna nahin Chahega Har insan ko apna waqt bahut jyada pyara hai Jaisa ke aapko example dun Jab ham koi bhi dukaan per jaate hain To ham Kisi bhi chij ka intezar nahin karte Ham yah kahate hain ki Bhai hamara pahle kam kar do Aur jald se jald kar do Kyon ke har insan ko apna waqt pyara hota hai Ek aur example Jaisa ke student hai Vah apne imtihaan ko Bilkul tasalli se Karna chahta hai Waqt ki kami ki vajah se Use apna exam Jald se jald mukammal karna hota hai Agar vah Aaram se likhega To uska time Waste hoga Jo k Koi bhi nahin chahta Agar uska Time khatm ho jaaye TowhoBahut pareshan ho jata hai Agar usne mukammal kar liya ho to Fir use koi tension nahin hoti
                      • #56 Collapse

                        Re: Wakt ko zaya na karen

                        aapki baat bilkul theek hai Waqt Ko kabhi zaaye na Karen Hamen mehnat Lagane se kam Karen aur Achcha bonus hassil kar acchi quality ki post Karen bahut jyada Se Jyada fayda Utha sake ham
                        • #57 Collapse

                          Re: Wakt ko zaya na karen

                          Dosto apka waqat bohat keemti hai. Is liye apny waqat ko social media par ya dollfazool Mein Jaya na Karen Bal keh Forex join Karen aur Forex per mehnat Karke aur Apna knowledge aur Apna experience increased Karke Forex Se ghar Baithe bahut acchi earning hasil Karen.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #58 Collapse

                            Re: Wakt ko zaya na karen

                            Hamen Apna time social media ke upar Jaya nahin karna chahie Apna maximum time Forex trading ko Dena chahie Jitna Jyada knowledge or experience Hoga utna hi Hamen benefit Hoga utna hi naam is business Mein professionally trade Karke Jyada profit Hasil kar Sakenge Forex trading in bahut acha business hai agar aap is business Mein mehnat karte hain aur apne knowledge ko improve Karke kam karte hain to aapko iska reward Jarur Milta Hai knowledge ko improve karne ke liye aap ko Internet se bahut help milati hai aapke pass for se related jo bhi knowledge Ho use pahle demo account ke upar acchi practice Karen demo account ki practice aap ko pata Hona improve karne mein bahut badhati hai Itni Jyada aap ke demo account per practice hogi utna hi aapko benefit Hota Hai agar aap emotional ciplan ke sath kam Karenge what is to reward ratio ko follow karke trading Karenge to aapko benefit Hoga is to reward ratio ko follow karne se hi aap professional traders Ki Tarah acha profit Hasil kar sakte hain is business Mein ki gai aapke mehnat Kabhi Bhi Jaaya Nahin jaati Kitni Jyada aapki mehnat hoti hai utna hi aapko uska reward Milta Hai Jo time aap social media ke upar Jaya karte hain usse aapko Kuchh Bhi benefit Nahin Hota

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X