Dear Forex Friends
Ap jab apni trading mai loss daikhty hain tu aik dam pareshan ho jaty hain or us loss ko bilkul khatm karny kay leye emotional ho kay trades open karty hain jis ka koi maqsad nahi hai.esleye ap learning or practice ka sahara nahi laity hain or sath main ap useless trades ko open kar kay apna mazeed loss kar jaty hain.esleye aisy loss se bachain or aisi trades open na karain kay ap ko mazeed loss ho. apny profit ko accept jaisy kiya hai kushi se loss ko be accept karna hai or phir us pay work karna hai kay mazeed loss future mai ap ko na ho sakay or ap sahi se apni loss or baqi trades ko manage kar sakain. apni strategy ko mazeed behtar karain.
Shukriya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим