apne account ko grow hune dena chaiye ya profits nikalwa lene chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    har aik apnay hisaab say is baaray mei soch raha hota hai. zarorat ho tou account say paisay nikaal lainay chahiain. itni effort akhir hum kuch kamaanay k liay he kar rahay hain. or time pay agar wo amount kaam na aye tou kia faaida.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      I think hamen apne account ko grow hone dena chahiye agar hamari financial condition achi ha or hum samajhte han k agr hum profit ko nahi nikalwaen gan to bi hamari zindagi me koi pareshani nahi ae gi is lye jin logon ki financial condition achi ha wo profit na hi niklawe to acha ha
      • #108 Collapse

        bhai meri rae yahan par yeh hai kay ap ko jo behtar lagta hai aap woh karen kyun kay yeh apki apni marzi par depend karta hai kay apne account ko grow hone dena chahiye ya phir profit ko nikalwa lena chahiye
        • #109 Collapse

          yes, dear too app k apni zarurat per depend kerta hai, agar aap ko urgently needo hai earning ki to aap aisa ker sakte hain otherwise aap ko agar jaldi zarurat nahi to behter hai k aap wait karein, invest kerte rahen or phia r jab kafi zyada collect ho jye to phir withdrawl ki taraf jayen.
          • #110 Collapse

            Forex trading ek risky business hai is me trader ko chahiye k trading start karny se pehly apny analysis perfect kar le or phir trading start kare or phir jab trading me trader ko us k analysis k mutabik profit ho to wo hasil kar lena chahiye na k lalach karni chahiye or mazeed grow ka wait karna chahiye is tarha trader ka risk barh jata hai or wo loss me bhi ja sakta hai.
            • #111 Collapse

              Forex trading ek risky business hai is me trader ko chahiye k trading start karny se pehly apny analysis perfect kar le or phir trading start kare or phir jab trading me trader ko us k analysis k mutabik profit ho to wo hasil kar lena chahiye na k lalach karni chahiye or mazeed grow ka wait karna chahiye is tarha trader ka risk barh jata hai or wo loss me bhi ja sakta hai.
              • #112 Collapse

                Initial stage per to ye chahiye k hum profit ko na nikale aur account ko grow hone dain. Aur jon jon account ki equity ziyada hoti jaey gi to hamary pass risk margin b bohat ho ga aur easily trading kar sakinge.
                 
                • #113 Collapse

                  mere khyaal se to hamen apna profit nikal wa lena chahye ... qk ham nahi jante k kabhi bhi market up hojati hai or kabhio bhi down . isliye hamen profit naikalwa lena chahye
                  • #114 Collapse

                    G kiun nahi jitna yada ap apny account ko grow hony dain gay utna hi ap ka iss main faida ha aur ap behtar tor par aur achy treeky say iss main trade kar kay ap paisa kama kar buhat yada earning kar kay kamajbi hasil kar sakin gay iss main hi hum kamajb ho kar achay result lany kay kabil ho sakty hain buhat achi tarah aur fair way kay sath
                    • #115 Collapse

                      bhai is baray main mera to ye point of view hay kay hamain apna profit withdraw karwa lena chahiay lakin sary ka sara nahi,adha niklawa len or adhay say apnay account ko grow deni chahiay or ye hi best way hay is business main kamyab honay kay liay.
                      • #116 Collapse

                        bro mery khyl say ap ko grpw hony dena cahiye ta kay ap aik hi dafa nikalwa lein aur invest karen jis say ap ko proit vhi acha ho ga aur ap kaexperince bhi barhy ga
                        • #117 Collapse

                          wese agar deke to hum trading es liye karte hai ke ye hame profit de . to hum ko agar paiso kee zaroorat ho hame chahiye ke hum ose withdraw kare . jitna hee hum ko zaroorat hai . agar zaroorat nahi hai to hame apna account grow up karna chahiye . kio ke ziada account se faida bee ziada hota hai ..
                          • #118 Collapse

                            nai profit aur grow main ik level rakhna zaroori hota hai, ik khaaas margin taak equity rakhn lazmi hai. ik fixed amount equity rkhna aur is ke baad ka profit withdrawa karwa lena chiyaa
                            • #119 Collapse

                              bhi yeh ap k oper munhsir he keh ap jita nilwain aur jb chahain niklwain koi pabandi nhi he aur ap agr aik sath account growth kr k niklwana chahte hain to woh bhi sahih he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                i think sirf aik target equity pr ja kr account grow rook dena chahye ous k baad aap withdrawal krvaty jao agr aap sirf grow he krny main laga raho gy tu mere khayal se aap main greed bhi aye ga account balance ko daikh kr or apna risk factor bhi must increase kr lo gy or ye loss ki waja ban sakta hai
                                 
                                :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X