Dear members,forex market main jab ham apnay kaam ko shuru kartay hain to hamko trend ko follow karnay say bhi pehlay breakout ka intezaar karna hota hay jis say ham market ki har aik baat ko achi tarha say samjhnay main bhi kamyab hotay hain aur ham apnay nuksaan ko bhi kam say kam kartay hwuay market main trading ko start kar sakatay hain.
Jab ham market k chart ko ghour say daikhtay hain to hamain is baat ka sahi andaza milta hay k market ka chart kis hissb say apnay trend ko kis janab move karnay ki koshish kar raha hay aur isi douraan ham apni trading ko strong kartay hwuay market main enter ho jatay hain.Laikin usk liye hamain sab say pehlay yeh daikhna hota hay k kia market main abhi tak koi true breakout huwa hay ya nai agar to koi breakout nai huwa hay to hamain intezaar karna parta hay ya intezaar karna hota hay aur agar ho chukka hay to ham market main achay tareekay k sath enter ho saktay hain.
Breakout hota kia hay?
Dear,Forex market k chart ko smajhnay k liye hamain bahut saray lawzmaat ki zarurat hoty hay jisk baad ham market main is baat ko judgement kartay hain k hamain kab kasiay aur kis hisaab say kitna risk laitay hwuay kaam karna hay agar ham market k chart ko smajhnay main kamyab hain to ham achay traders hain aur achi trading akr skatay hain jisk liye agar ham aik trendline laga kar market k trend ko follow kartay hain to jab market main uski keemat dusray hisaay ko break karty hai jis main aik bahut barra sa candle banta hay to usay ham breakout kehtay hain,jisk baad market apnay trend ko change karty hay jisay ham breakout kehtay hain.
Breakout trading k faiday..
Dear,yeh maira personaly experience hay k jab market main ham breakout aur confirmations k baad enter hotay hain to ham aik professional traders ki tarha say kaam akrtay hain jis main hamain kam say kam nuksaan hota hay aur ham market main acha profit bhi hasil kartay hwuay kaam kartay hain laikin agar ham market main jaldbaazi say sab kuch hasil kartay hwuay aur kanrya ki koshish kartay hain to ham market main kabhi kamyab nai ho skatay hain.Breakout hamko aik achi trading bhi daita hay aur uks sath sath ham market main aik achay traders bhi bantay hain breakout k baad agar market dubara hamara nuksaan karty hay to ham is main kaam akrtay hwuay market k opposit entr ho kar dugna earn akrnay main kamyab ho saktay hain jisk liye hamaray pass strong analysis aur stong knowledge ka hona bahut ziada zaruri hota hay.
support levels..
Dear,sahi aur perfect breakout k liye hamaray pass is baat ka knowledge bhi hona zaruri hota hay k jab market sahi aur perfect supports levels k baad breakout karty hay to hamko us wakt entery lainay say ziada faida milnay k chances hotay hain jisk liye zaruri hay k ham market k chart ko achi tarhas ay read karnay k baad sahi support lelvel k baad he is main entery lain tab he ham market main perfect traders ban saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим