Best indicator kon say hain??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best indicator kon say hain??
    Asslam o Alikum, main umeed karta hon ap sab khyrat sy hon gay. Dear friends best indicator kon say hain ap ko chahye Forex mein axhy sy dil laga k kam krien aur sath sath best indicators bhe share karien sb. Thanks to all my friends and family
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Best indicator kon say hain??

    Maen abhe new hoon but maen nay demo py try Kia hy us maen sb say acha indicator jo bhe mt4 k andar hain us k apnay standard hain wohi best hy is maen RSI hay Bollinger band hy our maen moving averages hain ye sb best hain Un ki koi bhe strategy app mt4 maen Kse bhe time frame maen use ker k to us Say acha profit bna sagty haen app ko bus knowledge acha Hona chahy our pher demo maen practice honi chhay
    • #3 Collapse

      Re: Best indicator kon say hain??

      Walekum assalam dear Forex member aapane bahut hi acche Sawal kiya ke Hamari trading Mein best indicator kaun sa hai dear Forex number Hamari forex market Mein best indicators bahut se hote hain Hamare liye best indicator vah bhi hai Jisko Ham use Karke acche tarike se apni market ko analyse kar le Kyunki real Forex member is main bahut se acche indicator hai jo ke Hamen market ko bahut hi acche tarike se information forward karte hain aur yah bahut hi Achcha vah karte hain isliye ismein different important indicated ko use Karen aur apni trading complete Karen
      • #4 Collapse

        Re: Best indicator kon say hain??

        Walaikum salam dear Forex member Apne best indicator ke bare mein discuss Kiya dear Forex member Hamare forex market Mein best indicator bahut Sare indicated small Hote Hain Jinke different type hoti hai aur aur in se different type se Ham apni market co-ownership kar sakte hain dear Forex ismein Hamare relative strength index aur uske alava market moving average convergence and divergence Uske alava Hamare crossover Is Tarah Ke bahut Sare different indicated Hai Jaoge Hamen market ke bare mein bahut hi acchi information forward karte hain aur bahut hi Achcha signal prefer Karte Hain
        ......Forum is a great place for traders talk.......
        • #5 Collapse

          Re: Best indicator kon say hain??

          Forex trading name software Jab bhi trade Karni hoti hai aapko market ko dekhte hue trade Karni hoti hai aur pet ko prophet mein close karna hota hai isliye ab different indicators used Amal karte hain sabse acha indicator moving average indicator hai jo k aapko market l ki ek acchi information provide karta hai iske sath sath aapko chahie ki relative strength indicator istemal Karen relative strength indicator se bhi aapko bahut jyada profit hota hai agar aap market mein trend ko follow karte hue trading karte hain to aapko bahut benefit hota hai trend ke against kabhi bhi trade na Karen aur indicators ka Sahi istemal karte hue trading Karen aapko bahut jyada indicators ka bhi uska Mal nahin karna chahie kyunki is confusion hoti hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Best indicator kon say hain??

            Assalamu Alaikum dear jahan tak best indicators Ki Baat Hai To isliye main yah Kahta Kahana chahti hun ke har indicator best hota hai Jitna Achcha Na Lage Aur information aapke pass use related Hoti Hai To Tumhen hi acche tarike se aap usko samajh lete hue kam karte hain aur Vahi indicator aapko Itni hi jyada madad karta Kyunki Jab Ham Forex trading business Mein kam Karte Hain To Hamen Apna quality work karna hota hai aur apne kam hi quality ko improve karne ke liye Hamen mehnat aur Lagan ke sath learning ko strong banana hota hai aur Usi Ki best per ham knowledge or experience increased karte hain Jitna Jyada Hamara knowledge or experience increased hota hai Hamen utna hi Achcha profit or bonus Hasil karne ka mauka Milta hai aur isiliye Hamen chahie kya Ham demo account per daily basis per practice Karen aur forex market Mein Apni analysis power ko strong banane ki koshish karen aur Market ki moment ke mutabik Faisla Karen Jab Ham market ke Munh Mein ko acche tarike se Samajh Kar aur fresh aur acche mind ke sath kam Karte Hain To Hamen Apne advantages ko increase karne ka mauka Milta Hai isiliye indicators ke bare mein complete knowledge or information Hasil karna Ek acchi aur profitable trading karne ke liye bahut Jaruri Hota Hai

            اب آن لائن

            Working...
            X