Hum forex mai kab perfect hunge?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    dear forex trading business me hum asani se perfection hasil kar sakte hain kyu kay forex trading busines aik asan auronline business hay aur hum es business ko demo account me learn kar kay asani se perfection hasil kar sakte hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Jab ap ka experience zyda ho jaye ga aue ap bahot zyda learning kar lean ga to ek time aye ga ka ap profit earn karna start kar dain ga.
      • #63 Collapse

        frnd hum forex ma tab he perfect ho gy jab hum ko experience ho jay ga or hmay loss nahi ho ga jab hamay full experience ho jay ga to hamay loss nahi ho ga ...
        • #64 Collapse

          bhai jaan ap ko forex k achy member ban ny k liye boht hi mehnat ki zaroorat hai ap ko forex ki full information leni hogi zyada se zyada kaam krna hoga training hasil krni hogi apni galtiyan sudharni hongi or logo se apni galtiyan share krni hongi
          • #65 Collapse

            pak forex me all time profit ke lye hard working karni paregi tabi ap all time profit earn kar sakenge and kabi kabi lose bhi hojata hai
            • #66 Collapse

              My dear brother forex ak business hy yahan per ap ko profit b hota hy or loss b koi b aese band nhi hy jo sirf profit earn kara or loss na kara ye business hy or business ma loss or profit hota rahta hy dear hum is pe practice karte raha market ki moment ko samjne ki koshs karte raha tb ja kar huma pata chale ga hum ne kasi trade karni hy
              • #67 Collapse

                Forex mai koi bhi kabi b perfect nai ho sakta is liye keep learning always tabi ap kamyab ho sakte hain bus
                • #68 Collapse

                  may dear ham forex me us waqt kamyab ho skte hen jb ham is ki zada zada parectis kren gy aur is ka zada s zada ilm hasil kren gy kunk har kam k liay us ka ilm aur us ki parectis honi zarori ha.
                  • #69 Collapse

                    when you will perfect in the forex trading when you have a good knowledge about trading and market ups and downs. and second is hard working is a good tool for perfection in any business not only forex trading
                    • #70 Collapse

                      forex mein perfect hona to bohat ho mushkil kaam hay. no one is perfect. aur trade aur business mein to losses face karna parta hay na agar zara si b chonk ho jaey to zahir hay loss hoga hi. loss say ghabraain mat. bus do ur best.
                      • #71 Collapse

                        you will perfect in forex when you can finish learning. it can take a long time brother. so keep patience and make a good plan for learning and practice over and over. your success in near.
                        • #72 Collapse

                          bhai jaan profit aur loss forex trading business career ka hasa hai koi b trader asa nahi hoga jisney apney trading career mein loss nahi kiya hoga magar aik kamyab trader wahi hota hai jo time par apney loss ko recover karey aur apney loss howey paisoon ko profit mein tabdeel karley agely trade se tab hi app apney appko aik acha trader keh sakthey hain...
                          • #73 Collapse

                            Forex jaha tak mjy samaj pari hay chess game ki tarah ahy jis ma har turn ma apko new experience milta hay aur forex ma bhi ap ko daily balkay har mint ko kab kia ho jai malum nahi aur hum bhi prefect ho jai lakin thora time lagy ga aur kahir hay acha waqt sab ka ata hay hamara bhi aye ga khair sa na-umeed na ho jee sab thek ho jai ga
                            • #74 Collapse

                              my dear app agar without aur micro lot size mein tarde karey to app ko loss kay chance bohat kam hon gey aur agar app agar analysis bhi karey to aur apni statergy bhi use karey to aur fandamental news bhi sath sath follow krey to app loss say bach saktey hain aur market ko follow kar kay hameshsh apna oder take kiya karey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Iski main reason ye hai kay ya tu aap planning se hat gay hon gay or ya phir aap apni trading me volume ko change karty hon gay. Aap ko consistently aik hi volume same rakh kar trading karni chahiay. Iski example aisa hai kay aap 1.00 ka volume laga kar 50$ profit le lety hain or phir next order 2.00 ka laga kar 100$ loss karwa lety hain is se ap money management kay rule ko follow nahi kar rhy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X