trader witthout business education
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trader witthout business education
    no we Can never become a trader witthout business education thats why must you have business education for forex trading
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han forex mein hamko chhaiye ke ham is mein is bsuiness ko sekehen aur agar hamari koi business education nahi hai to bhi ham is mien isko seekh kar kamiyab hosakte hian.
    • #3 Collapse

      forex trading mein agar apke paas business education nahi tb bhi ap is bsuiness ko kar sakte hian bs agar ap isko dl laga kar seekh lete hian to phir is mien apke liye bohat earning hia.
      • #4 Collapse

        forex trading mien apko chahiye ke ap is mien forex ki behtreen education ko haasil karen aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon isko sahi se seekh kar is mien trading karen.
        • #5 Collapse

          gee bhai forex mein kabhe bhe education kay baghar enter na hon kion keh education must he aur forex trading mein jb tk experice ko acha nhe kia jata ha trade se profit acha hasil nhe ho pta he to education busines kay bary mein lazme hasil krien
          • #6 Collapse

            hum forex main real kamyabi us time he gain ker pain gay jab us main humery pass knowledge our experience acha ho ga pher he us main humean success milay ge to us ki learning kerna her trader k leay zarori hai sab say simple price action knowledge hai jes ko her trader ko hasil kerna chahy
            • #7 Collapse

              yes humery leay business education boht zarori hai pher he us main hum trade ker k achy trader ban sagty hain our pher he humera forex say ache income earn kerna asaan ho ga because us k knowledge k bagheer to earning kerna possible nahe hai
              • #8 Collapse

                business education bohot important hai agar ap aik successful traders banna chate hain tou experience k sath sath business education bhi ho tou phir ap iss business main successful ho sakte hain acha profit earn kar k apni life ko aik happy life bana sakte hain.
                • #9 Collapse

                  G forex trading business mein education ki koi khas zaroorat nhi hoti hy aur ap ko English aati ho forex trading business mein ziada​zaroorat hoti hy learning ki learning knewledge experience hasil Kar k ap forex trading business mein kaamyaab trader ban saktay han aur profit earn kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    sir baat ya ha kay forex ma apko education say ziada apko experince hona chahiye qk agar ap kay pas experince ha knowledge bhi ha to ap forex ma kamiyab ho skaty ha lakin uskay liye apko bs mehat krni chahiye takay apoko forex ma loss nai ho or ap aek achi earning bhi kr sakty haa
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business ko Karne k liye business education ki koi khass zaroorat nhi hy agr ap k pas business education nhi bhi hy tu ap forex trading business ko kar saktay han aur forex trading business ko Karne k liye learning knewledge ki zaroorat hoti hy aur agr ap ko forex trading mein acha knewledge hy tu ap forex trading business mein kaamyaab trader ban saktay han

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X