Loss ko ksy recover krain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko ksy recover krain?
    Assalamu Alaikum dear members ummid karta hun ki aap khairiyat se Honge aur Surat se jyada profit ko aajkal kar rahe Honge main aapko Kuchh yah puchna Chahta Hun Ki Forex mein agar Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen loss ko kaise recover karna chahie?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko ksy recover krain?

    Hamen forex men trading kay duran apna loss cover karna hota hy agar hum forex men trading kay duran apna loss cover nahin karen gy tu hum achy earning hasil nahin kar saken gy balkeh hum forex men nakam hjo jayen gy as lia hamen himat kay sath trading karny chahey tkaeh hum acha profit hasil kar saken as lia hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chahye kun kay jo member jaldi kay sath koi bhe kam karta hy tu voh nakam ho jata hy
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko ksy recover krain?

      dear forex forex trading mn sub sa moshkil kam loss ko recover krna hota ha to agr apko forex trading mn loss jo jay to loss ki waja sa kbhi bhi preshan na hon balkay small lot k sath chhoti chhoti trades lga kr loss ko recover kren aur kbhi bhi loss ko recover krnay k liay big risk na len keun k big risk lenay sa account bhi wash ho skta ha
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko ksy recover krain?

        Jis Tarah Se ham market ko analysis Karke trading Karte Hain profit banane ke liye ISI Tarah Agar Hamen trading se loss ho jaaye A To fir Hamen loss ko bhi recover Usi Tarah Se Hi karna hai hai Jis Tarah Se Ham simply trading Karte Hain Usi Tarah Ham market ko analysis Karen Usi Tarah Ham market ko samjhe aur uske bad hi trading Karen aur jo recover karna hai Humne loss ko vah profit Ki Surat Mein Humne recover karna hai ab Jitna Bhi Hamen loss Hua Hai utna Hamen profit banana Hoga Uske bad hi Hamara loss recover Hoga launch recover karne se Darna Nahin chahie balki Jis Tarah Se aap pahle training karte hain Usi Tarah Se aap loss ko bhi recover karne mein vaise ki trading Karen
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko ksy recover krain?

          Members trading mein agar aap ho kabhi loss Ho Jaaye to aapko Koshish Karni chahie ki aap apni Galti ko dhundhe aur usko Sahi karne ki koshish karen Kyon Ke log jo hai vah aapki apni hi Kisi galti ki vajah se hota hai yah to aapane market ko acche se analyse nahin kiya Hota yah aapane Aise Peer Mein trade Lagadi hoti hai ki jismein trade Lagana risky Hota Hai yah aap apni limit Se Jyada ki Kata Laga Lete Ho lot size ka bhi istemal jo hai vah bhi galat sabit ho sakta hai isliye apni Galti ko Talash karna chahie next time aur usko Sahi Karke Apne nuksan Ko pura karne ki koshish Karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko ksy recover krain?

            Assalamu alaikum forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se hongeji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki love score kaise recover kar sakte hain bilkul aise hi bata agar aap log loss ko recover karna chahte hain to uske liye aapko market ke sath attach Lena hoga market mein ek acchi in tarika hamesha khyal rakhna hoga jab aap log market ke sath attach rahoge aur wait karoge to aap log ek acchi ka ek acchi trade aapka Sara loss recover kar sakti hai isliye jyada se jyada aapko market ke sath attach rahana hoga
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko ksy recover krain?

              Assalamualaikum Pyara bhai jaan Apne theek kaha hai cal usko Kaise recover karna hai agar aapane loss kar cover karna hai to uske liye aapko Sabar Kaisa trading Karni Hogi aur lalach Nahin Karni Hogi bolkar aap ko Sukoon ke sath trading karni ho gaya kar aapse Kaun ke sath trading Karenge Tu Hi aap Kamyab Ho Payenge
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko ksy recover krain?

                Assalamu Alaikum dear friends Hum Apni mistake ko correct Karke Apne loss ko recover kar sakte hain Forex trading bahut hi profitable business hai aur yah best online business hi Forex trading per Ham Ghar Baithe kam kar sakte hain uska kam karne ke liye education ke Koi limitation Nahin Hai Ham jitni Jyada mehnat karte hain Itna jyada hi profit Hasil kar sakte hain Forex trading jobless logon Ke Liye bahut hi helpful business hai aur womens aur Student ke liye bhi bahut Achcha business Hai vah Is per Ghar Baithe hi earning kar sakte hain Forex trading per kam karne ke liye Hamen mehnat ki jarurat hoti hai aur Forex trading ke rules ko fallow karke kam karna chahie Forex trading per Ham kam karke bahut acchi earning Hasil kar sakte hain Hamen loss se bachne ke liye lalach nahin karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko ksy recover krain?

                  is kay laya ho ko mRKET ko dakhana ho ga kahap agar market ko dakh kay ap kam kartay hain to ap kio is sy faida malta hay apko kam marna hay ap ko jab bhe achi news malay to ap ko trade lay lana chahay is sy ap ko faida ho ga ap ka loss ko bhe cover karnay main ap ke madad ho ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko ksy recover krain?

                    is market main jahan hamen profit hota ha whaen loss bhe hota or ye is ka part ha to ap na preshan nhe hona ha loss hota rehta ha but bat ye ha ka is ko cvoer karna hota ha or har hal main cover karna hota ha kun ka ham log apna nuksan nhe kar skaty han to zarori ha hota ha ka loss ko cover kiya jaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko ksy recover krain?

                      Assalamualaikum dear forex members 😊😊😊😊.......
                      Albata loss sy hmra bonus khtm ho jata h ya kam ho jata h lekin is sy hamen bht kuch seekhne ko milta h trading ki smj ajati h ky kis lihaz sy loss ana shuru hota h or kis time kesy ata h....
                      Hamen loss sy ghabrana ni chahye balky is sy kuch na kuch seekhna chahye or koshish krni chahye isko profit m change kren usk liye hamen mehnat krni pary gi apna experience bnana pary ga or koshish krni pary gi zda sy zda time demo account ko den
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko ksy recover krain?

                        Dear Forex member main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex se acchi earning Hasil kar rahe Honge aur Forex se bahut Kuchh Sikh Rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main Hamen Hamesha trading karte waqt loss bhi ho jata hai aur profit bhi aata hai agar Hamen Las Ho Jata Hai To Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Ban Ke mehnat aur hardworking ke sath acche experience ke sath Hamen main loss ko recover karna chahie Agar Ham loss ko recover kar lenge To ismein Hamara hi fayda hai Kyunki Agar Hamara loss recover hoga to Ham Achcha profit Hasil kar Sakenge aur acchi trading kar Sakenge Is Tarah acchi earning Hogi isliye FIR milenge Khuda Hafiz.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko ksy recover krain?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rajathaaaaa پيغام ديکھيے
                          Assalamu Alaikum dear members ummid karta hun ki aap khairiyat se Honge aur Surat se jyada profit ko aajkal kar rahe Honge main aapko Kuchh yah puchna Chahta Hun Ki Forex mein agar Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen loss ko kaise recover karna chahie?
                          Assalamu Alaikum ji han bilkul aapane bilkul theek Kahe Hamen Apne dost ko recover karna chahie Agaram Apne dost ko recover karne ki strategies Karte Hain To Ham Forex MS akhter's ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko ksy recover krain?

                            Dear Agar Hamen market news nuksan ho jata hai to sabse pahle Hamen ab Rahana Nahin Hota balke a market ko acchi Tarah Nahin message karna hota hai aur apni mistakes ko repeat na karte hue use loss ko cover karne ke bare mein sochana Hota Hai market ki condition ko samajhne ke bad Ham Ko trade open Karni hoti hai jo trader jaldbazi karta hai aur is market Mein trade laga deta hai vah Apna nuksan kar leta hai market Mein trade Lagane Se Pahle a technical analysis aur fundamental analysis Karne padte hain Jo trader market Mein technical aur fundamental analysis ko combine Karke trade open karte hain vah is market Mein Kamyab ho Jaate Hain is market Mein Apni mistake ko repeat karne se Humko nuksan hi hota hai agar market Mein regular kam Karte Rahte Hain To Humko is market Mein Kafi Achcha result Mil Jata Hai market mein nuksan se bachne ke liye Humko acchi planning Karni hoti hai agar hum Market Mein Achcha workout Karte Hain To Humko ismein Kafi Jyada profit Milta Hai market Mein mistakes ko repeat karne se bachne ke liye Humko trading plan banaa kar kam karna Hota Hai Agar Ham Apne message tone key mistakes ko as a teacher lete Hue Unse lesson lete hain aur unko repeat Nahin Karte aur dobara market ko Dekhte Hue strong analysis Karke Pahle Se acchi planning aur strategy Banakar trade open Karte Hain To Ham market Mein Apna nuksan recover kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko ksy recover krain?

                              Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid karti hun aap sab theek honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein love story cover karna bahut jyada jaruri hai agar aap Forex mein soch samajh Kar kam karenge tabhi aap kamyabi hasil kar sakte hain isliye hamesha acche se kam Karen aur apne loss ko recover karne ki puri koshish karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X