best website jis se ap forex ko learn kar saken?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    isi forum main hum learn kar skaty hain aur demo main practice kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achy say market main bonus hasil kar skaty hain aur market main demo main practice kar k hi jana ho ga tab ih hum acha profit hasl karny k kabil ho sakty hain it is best
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      bhai jo ap ko boht sari site mil jain gi google pe search lekin ksi ka bhe zada faida ni ap sub se pehly koi aisa bnda tlash kren jo forex pe kam ker rha ho bus
      • #1068 Collapse

        Friends ap btay gay k forex ko learn karny k lea kon so websites open karni chaya plz reply me
        • #1069 Collapse

          agar hum forex mai kam karny ke learning hasial karna cahtey hain to hamy babypips py learning hasial karne chahey is mai kam karny ky bag jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho sakty hain forex aik online business hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain
          • #1070 Collapse

            aap ko net par ase boht sare web mile ge jin sa aap knowlged hasil kar sakty ha lakine aap ko is ma best jo web ha is par knowlged hasil karne cahay is ma ya web insta www.com baybipips mary kahal ma is ma aap ko urdu ma infomation mile jay ge is ma aap ko knowlged hasil karne cahay
            • #1071 Collapse

              majay is kay bary ma nhe pat ha q kay manay kis web siste sa knowlged hasil nhe ki ha manay to kis teacher sa seek ha is nay majay is kay bary ma knowlged dee ha jis sa ma is ma kaam kar rahi ho our is sa knowlged ko ues kar kay ache earning kar rahi ho ya aik best business ha is ko sab ko karna cahay
              • #1072 Collapse

                ye ak boht hi ebst buisenss hai is main hard work karni ho gi tab hi hum real main achi trade karein gay aur markt main enter hony say pahly is k bary main analyse karni ho gi tab hi hum real main achy say perform karein gay au rmarket main kamyab ho sakty hain
                • #1073 Collapse

                  is main hum kisi bi website say online trade kar sakty hain so hamain market main trend ko use karein gay tab hamain markt main kam karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain market main knowldge hasil karein gay tab hi hum run karein gay tab hi hum run karein gay
                  • #1074 Collapse

                    hum internet py babypips py learning hasial kar sakty hain or jab hum ache learning hasial karny bad real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or ache earning hasial kar lety hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik involve hain
                    • #1075 Collapse

                      is main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main website ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main enter hony sy aphly is k bary main trend ko use karna ho ga tab hi hum kamyab ho sakty hain
                      • #1076 Collapse

                        janab forex trading ko samajhna hai tu humay kisi website ki zaroorat nahi is kai liyay ap ko chahiyay kai kisi bhi broker per apna demo account banyan aur us per zaida say zaida practice karayn aur agar ho sakay tu kissi senior trader jiss ko Is market main kam say kam 10 saal ho gaye hai us say seekhain takay galti kai chances kam say kam hon.
                        • #1077 Collapse

                          mera to khayal ha ka . google pa aisi koi web site nahi ha jis pa ap forex trading seekh sakta ha ha ha laken ager ap forex trading seekhna chata ha to . apko chahiya ka ap forex demo account bna la . us la pahla practice kera or . expirance hasil kera . jab apko trade kerna a jai to apna ak real account bnai or us pa low leverl sa trade start kera .
                          • #1078 Collapse

                            Mera khayal hy ager google pay bohht c sites aa b jati hn to sb ko visite kr k dkekh lena chaye...alag say new window mn open kr k
                            • #1079 Collapse

                              internet ke site babypips py hum forex mai kam karny ke learning hasial kar sakty hain or jab is ky bad hum real account mai kam karty hain to hamy bonus milta hain or hum apne zarorto ko pura karty hain or hum agar demo account mai practice kary gy to be hum hamary knowledge or experience mai azafa hota hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                Assalam alaikum dear forex trading ak bahut acha online business hai us main ham ko learn krna ka lya www.babypips.com pai jana chaya ya phr ham forex ko pak forum sa bhe seekh sakta han ya bhe ak bahut acha way hai us main ham experience members ka sath apna masla share kr ka us ka hal la sakta han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X