Aslam o alaikum, Dear Forex members kya hal hai ummid karta hun Sab khairiyat se Honge aur Apni Apni trading se satisfy Honge aur Forex trading Mein bojt he achy triky sy working kr rahy ho gy dear friends jasa k ap sab janty hain k hmari trading ma market ko analyse karna bahut hi important hota hai jis waja sy ham apni trade open kr k profit ko possible bnaty hain dear Forex member market ko analyse krny k liy ham kuch indicators ko use krty hain jo k hmary sath market ki movement ko hmary sath share krty hain dear ma aj ap k sath stochastic indicator k bary ma discussion krna chahta hu ummid krta hu sb friends apni apni best opinion share karen gy.Stochastic Indicator, Dear Forex kuch indicators cycle ki tra k hoty hain jin ma aik stochastic indicator hota ha is ki reading 0 sy 100 tak hoti ha reading 22 sy nichy ho to over sold market hoti ha yani k ab price k nichy jany k chances kam hoty ha aur Market up trend ma mazeed hoti ha aur Market buy k liy tiyari ma hoti ha aur agr price 80 sy uper ho to over bought hoti ha yani k price ab mazeed upr jany k chances kam hoty hain aur Market sell k liy traders tyari kr arhy hoty hain dear Forex members hmesha aik bat ka khyal rakhen jab b market ma koi b trade open krni ho to us sy pahly achy triky analyse krna chai aur hmesha koshash karen k jab b market ko analyse karen to is ma 3 ya 4 different indicators ko use karen ta k achy triky market ki confirmation ho jay aur ham apni trade ko Kamyab bna saken.
Dear Forex members jab b koi trading kren to is bat ka hmesha khayal rakhna k market ki movement different trends ki hoti ha jis ma side trend hota ha aur up trend hota ha aur down trend hota ha market hmesha inhe trends ko follow krti ha aur apni movement krti ha jis ma ye zigzag shape sy movement krti ha isi liy ham ko is ma apny different important indicators ko use krna boht he Zrori hota ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим