Loose hony ki reasons
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loose hony ki reasons
    1) Jo learn krty ha os pay practice nhi krty
    2) Apni profit withdraw nhi krty account grow krni ki koshish krty ha
    3) Small account pay big lot lagaty ha
    4) koi trading plan displane use nhi krty
    5) Har waqt market ma trade lagata ha
    6) Ek galti bar bar kr k b seekta nhi ha
    7) Khud small account pay tarde krta ha manager ko big account dety ha
    8) Khud say zayada indicator or robot pay belive krta ha
    9) Market chart ko dekhty baghire logo ko free or paid signal pay trade lagty ha
    10) Logo k fake screenshot dekh k apny account pay otne profit ki koshish krta ha
    11) Account wash hojata lekin trade ko loss ma close nhi krty esi umeed say kh market waps aai gi
    12) Apni puri investment laga leta ha backup nhi chorta apny pass
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loose hony ki reasons

    dear friend forex trading aik moshkil business ha is mn loss honay ki bahot c wajoohat ho skti hn keun k market mn up and down chalta rehta ha lekin meray khial mn forex trading mn ziada tr loss lalach aur jald bazi ki waja sa hota ha keun k baghair sochay smjhay lgai janay wali trades aksr loss mn he jati hn
    • #3 Collapse

      Re: Loose hony ki reasons

      Assalam o alaikum!

      ummid hai ki aap sab bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai ki loss hone ki reason to aapko Bata to chalenge ki loss hone ki sabse badi reason hamare jaldbazi hamare lalach hai jab Ham lalach karte hue badi lot size use karte hain aur hamara account bonus kam hota hai to hamara account band ho jata hai ya FIR Hamen itna jyada loss ho jata hai ki Ham recover nahin kar paate Hamen chahie Ham soch samajh Kar kam Karen apne andar loss ko recover karne ki himmat paida Karen loss ko cover karne ki koshish karen lalach na Karen aur jaldbaji se kam na Karen
      • #4 Collapse

        Re: Loose hony ki reasons

        Assalam 0 alaikum my dear forex member kaisay hain umeed karta hun k ap sub khariyat sy hon gay loas honay ke reson loss honay ke bohat see khas waja ha number 1 hum Pakistan forex forum ma join karnay m jaldbazi kartay hain number 2 hum forex from k rulls k baray ma jannay k begair trade lagani start kar detay hain or number 3 hum trading karnay say pehlay market hamray pas market news nahi hoti or hum news ko dekhay begair trade lalach ma aa kar trade laga detay hain meray experience k mutabiq to yehi waja ha jis say loss hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Loose hony ki reasons

          Walekum assalam Dear Forex member's kya hal hai main ummid karta hun aap sabhi member kheriyat se honge ji han bilkul jaisa key thread main Kaha gaya hai loss honey ke reason
          Main aap sab number ko batana chahta hun ke loss hony ki sabse badi wajha jaldbazii hai jaldbazi tab insan karta hai jb wo jyada earning karny ka lalach karta hai agar aap jyada earning karna chahte hain to jyada se jyada mehnat Karen aur Dil laga kar kam Karen
          • #6 Collapse

            Re: Loose hony ki reasons

            forex forum power loss hone ki bahut sari reasons hoti hai aur sabse biggest reason yah hoti hai ki jo log form ko understand nahin karte na analysis karte hain bagair analysis ki trade lagate Hain to vah log bhi loss lete hain isliye yah chij hamare liye bahut jyada jaruri hai ki ham log loss se bache aur apne aap ko bahut achcha trader banane ke liye pahle analysis Karen FIR trading Karen agar ham log aisa karte hain to hamare liye kafi sari chijen possible Ho jaati Hain success ke raste bhi kho jaate Hain
            • #7 Collapse

              Re: Loose hony ki reasons

              Assalamu alaikum dear forex member mein ummid karta hun kya aap sab khairiyat se ho gai aur apna Kam acche tarike se kam Rahe honge yah aapane aisa sawal puchta hai ki last hone ki reason hamen surat mein hota hai agar Ham acchi post na Karen aur hamen achcha bonus Nahin milta hai agar Ham acchi Tarah se trade Nahin karte Nahin karte to fir bhi hamen hota hai isliye hamen chahie ke hamar Karke musabaqa apni trade Karen aur is Tarah Ham jyada sakta sarkar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Loose hony ki reasons

                Assalamu Alaikum dear Forex member ummid hai aap sab khairiyat se Honge aaj ka jo Hamara topic Hai vah yeh hi loss hone ki vajah kya hai main aapko batata hun Agar aapke pass experience or knowledge Nahin Hota is vajah se aapko loss ho jata hai dusri Baat agar aap market ko acche se analyse Nahin Karte tab bhi aapko loss hota hai Teesri bat hai agar aap trade karte waqt lalach karte hain tab aapko loss hota hai agar Ham Chahte Hain Hamen loss Na Ho To uske liye hamare pass experience or knowledge Ka hona lazmi hai aur lalach bhi nahin Karni chahie ISI Surat Mein Ham Kamyab ho sakte hain Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Loose hony ki reasons

                  Dear all forex members umeed hai ap sab khariyat say hon gay je bilkul agar Ham ziyada bonus hasil Karna chahtay hain to is Kay laiy hamain mehnat Karna ho ge aur Loss honay ke kuch reason hai aik reason mehnat Ka na Karna dosra sabar na Karna aur focus na Karna aur lalach karna
                  • #10 Collapse

                    Re: Loose hony ki reasons

                    Assalam o alaikum dear forex frnds umeed h ap sab khariyat sa hon ga forex ik bht Acha online platform h jis ma ap trading kr k Acha profit earn kr sakta hain frnds forex ma profit bhi h R loss bhi ha loss honi ki bht sare reasons hain jaisa k ap k pas account ma balance kam ho R ap ziada lot size use kr k trade laga den to wo trade apki bht juld loss ma chali jate ha is k ilawa jb ap without any experience trade lagaen ga tb hi apko loss hoga is k ilawa market ko analyse kia bghair agr trade lagaen ga to apko loss hi hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Loose hony ki reasons

                      G han ap na thk baat ki ha ka hma forex ma jb bhe loss hota ha who hamarii apnii galtii sa hota ha oor is ka ilawa jb bhe hma forex ma kaam krna chahyaa to dihaansa krna chahyaa...
                      • #12 Collapse

                        Re: Loose hony ki reasons

                        Assalamu Alaikum ummid hai aap sab khairiyat se Aage friends Hamen loss hone ki bahut c reasons Hain Jab Ham Apne kaam par focus Nahin Karte aur experience knowledge ke bagair kam karte hain aur mehnat Nahin Karte To Hamen loss ka Samna karna padta haiForex trading man kamyabi Hasil karne ke liye market ka analyses karna bahut jaruri hai Jab Ham proper way main market ka analyses Karte Hain To Ham market ki movement ko samajh sakte hain aur Hamare liye trading karna easy ho jata hai analyses karne ke liye Hamen technical analysis aur fundamental analysis karna chahie Jab Ham analysis Nahin Karte Hain To Ham trading nahin kar sakte aur Hamen profit bhi nahin Hasil Hota Ne Hamen indicators use Karke market ka tarike se analysis karna chahie aur proper way Mein trading Karni chahie Hamen market ke open hote hi jaldbaji Mein entry Nahin Karni chahie balke Ke Sabar karna chahie aur kuchh time ke bad entry Karni chahie tab hi Ham profit Hasil kar sakte hain aur Hamara account bhi wash out Nahin Hota loss se bachne ke liye Hamen Forex trading ke rules ko follow karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Loose hony ki reasons

                          Assalamu alaikum ji bhajan aapane bahut acche Pasand Kiya hai ki Raat last hone ki badi reason Kailash hone ki badi reason gai hai kya aap Soch samajh Kar Kam Nahin karte Bina soche samjhe aap kadam uthate hain aur aap hamesha karne ke sath Nahin lagate aap jab bhi trailer lagaen to sahi kya sabse pahle apne aap kaun se chat karne ke Kitna chahte Hain Aapke usi kya according trade lagaen aur jab bakre lagaen to market mein uska acchi tarike se analyses karne aur uske bad hi trade lagaen
                          • #14 Collapse

                            Re: Loose hony ki reasons

                            Dear member forest market Mein Jab aap kam karte hain to usmein loss hone ka reason Jay Hai Jab aap ismein market ko acchi tarike se focus nahin kar rahe Hote aur Market Mein jaldbaji Kar Dete Hain To vah aapke liye loss ka bahis ban jata hai Hamen is mein jyada experience ki jarurat hoti hai agar Ham ismein market Mein acche experience ke sath Kam Nahin Karte To Ham kabhi bhi successful trading nahin kar sakte isliye Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham Dam account per Jyada time Dena Jitna Jyada Ham time account per practis karte hain aur apni learning ko complete Karte Hain To Ham is market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen chahie ki Ham Apne demo account per practice continue rakhen Jab Ham proper learning experience ke sath kam Karte Hain To Ham is market Mein achha profit Hasil kar sakte hain yah Kaisi market hai jo aap apni income ko bhi increase kar sakte hain Agar aapke pass Achcha experiencer To aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain isliye aapko market Mein proper experience knowledge ke sath kam karna hoga Taki aap ismein Jyada Se Jyada hard worker ke acchi earning kar sake.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loose hony ki reasons

                              Walekum assalam for its member of the bilkul sahi kaha hai aur bahut important information share ki hai aapane hamen bataya hai ki vah kaun se diesel hote hain jeene ki vajah se Ham lost mein chale jaate Hain basically jab Ham market analysis ko complete nahin karte aur sochi samjhi trade ko open kar lete hain aur Big lot size ko choose karte hain to use waqt ki taraf badh Rahe hote hain isliye hamen chahie ki Ham in chhoti chhoti baton ka hai aur main aapka aapka account bhi sev Rahe aur aap last se bhi ban sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X