Gold, Silver aur Oil ka Margin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    aap ko tab trade karni chahyea jab aap k pass account balance 1000$ plus ho other wise dear hamara account wash bi hosakta ha.forex business me hum gold, silver aur oil se profit earn kar sakte hain lakin yeah humara margin bohat zayada le lete hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      dear is par new ata hai wos ke lye silver best hai jo is par old hota hai gold best or profitable hota hai is lye me is par old ho gold treading krta ho or acha profit kamata ho...........
      • #48 Collapse

        gold or silver bht risky pairs hen is men margin zyada hony ki waja sy loss hony ki sorat men bht bara loss ho sakty he is leye hamesha soch samjh kar hi trade karen,
         
        • #49 Collapse

          Dear friend metal par ye phir Crude oil par trade k liye margin is liye zyda liya jata hai k bohat he strong pairs hain or inki loss or profit ki percentage kafi high hoti hai is liye .... or iski price b kafi high hoti hai open market mein is liye in par trade karny k liye ap k pass strong rend or strong balance hona chahye,....
           
          • #50 Collapse

            i think friends we should avoid to do the trade in this kind of the currency because this trade required the high margin and the high margin required the high kind of the risk that is why i prefer to do the trade in the EUR/USD
               
            • #51 Collapse

              dear i think that we all need to gain more an dkore profit from forex trade so that w ell can gain much more oney form forex trade na d cna gain muc more capital form forex trade and i think tht there si not any thing that can be better than forex trade i think that onl forex trade si the ebs tfor l for all ofus and w elal shoudl join forex trade
              • #52 Collapse

                men abhe new ho is forum pe a bhe mjhy is ky bare men ni pta abhe just sirf post he kr rha ho or treading sekhny ki koshesh kr rha ho ky aik acha treader bn jou
                • #53 Collapse

                  main tu yahi kahon ga ke ager ap ke pass zayda experience nahi hai aur saath main jab tak ap ke pass bht zayda amount nahi ho ap ko in pairs main trading nahi karen kyoun ke ye pairs bht zayda risky hote hain aur mere account bht baar in hi pairs bht baar wash hua hai
                  • #54 Collapse

                    Yeh teeno commodities main margin isliyay ziada hota hai kyunkay is main ap profit quickly gain kar saktay hain laikin agar apko is main experince nahin hai to loss bhi usi speed say kartay aur account wash kar daitay hain isliyay is main trade karnay kay liyay apko experince bhi usi level ka chahiyay hota hai.
                    • #55 Collapse

                      Yes g ha sir forex me ye is lye he is me margin is me big hoty ha q k is me trading bi big k jaty ha our is me profit bi big hota ha our ye forex k market me sab sy taiz he market hoty ha jis me har koi he is me trading nahe kar sakta ha our ager koi karta ha to wo us sy kam he profit hasil kar sakta ha.
                      • #56 Collapse

                        in commodities ka margin kafi zayda hota hai aur in pairs pe ap trading tb tk na karain jb tk ap perfect traders na ban jayen kyunke ye buht hi risky hain
                        • #57 Collapse

                          oil ka istimal zyada hy es lye es ka margen zyada hy q k her kisi ko oil ki zrort parti hy.......................................
                          • #58 Collapse

                            sab se best he mere khyal me gold aur also oil q ke dono me mene kafy trading ke he aur dono me muje profit mela he ahem baat he is ko smajna sab se pehle zarury he phr trade karne chaye or rahi bt silver ki us ka mujhy itna nae maloom .. l us ka margin kia hai or kese usey use mei latey hai :)
                            • #59 Collapse

                              gold mehanga item hai iss liye us mein profit margin bhi zyada hai as compared to silver and oil,magar gold trading wohi kar sakta hai jis ko forex mein kam karny ka tajurba ho aur paisy bhi theek thak hoon us k account mein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                bhai jan forex trading main gold oi or silver pr trading k liye margin ziada required hota hai kiyun k in ki value ziada hoti hai currency ki nisbat in pr trade krny k liye mere khayal se tu aap ko tajurby k sath aik achi investment kam se kam 500$ hony chahyein is se kam amount se trade krna in pairs pr kafi risk hai kiyn k main margin bhi ziada lagta hai or in ki movement bhi kafi hoti hai
                                :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X