Gold, Silver aur Oil ka Margin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Ma forex trading ma new ho or in golad silvr or oil ke margin ke bare mai mja nai pata or mai koshish kercrha hon in ke bare mai seekhna ke or mai kamyab trader banna chahta hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      gold silver aur oil ka margin aik boaht hi high margin required karta hai ky kay is me apo iak large spraed dekhnay ko milta hai is laiy hi apko is pe apnay margin ko strong hi rekhna ho ga
      • #333 Collapse

        gold silver or oil me trade karne k lye humry pass bhot sara experience ka hona bhot zarori hota hai pher ja kar he hum is me trade laga skhty han kyoun k ye kafi risky pair han mane aj tak silver gold me trade nahe lagai kyoun k in me trade lagane se humen always loss he hota hai mujhy ziada experience nahe hai is me trade karne ka
        • #334 Collapse

          forex biznees min gold ka 60or silver ka bhi itna hi hy or oil.ka marjig sab se kah hy os ka marjin hum.ko 3milta hy ye buhat hi bes5 paor hy jahn tak mera kyal hy
          • #335 Collapse

            My bro aap KO ya batna cahta ho Kay many to Abe Abe forex ko Jon ka ha Mary pass zada knowledge nhe ha is liay many Abe trade be start nhe ki ha is liay aap KO is Kay bary ma nhe BT saktyha ho
            .....
             
            • #336 Collapse

              My bro ma to Abe is business ma new uesr ho our Mary pass zada knowledge nhe ha is liay aap KO is Kay bary ma nhe bat sakta ho our many to Abe trade be start nhe ki Abe posting he kar raha ho our Mary kahal sa aap KO is ma both zada knowledge hasil Karna cahay...
               
              • #337 Collapse

                hum nay is pairs mai agar trade ko krna hai k to zada balance ki limit k sath market main enter hona behter hota hai kun k ye ik kafi lazmi items hota hai hum k liay k gold silver or oil ki trade main humy moka milta hai trade ko krny ka jaldi profit mai change hony vali trade hoti hain ye or in ko hum nay miss nahi krna hota hai kun k ye moka kabi milta hai
                • #338 Collapse

                  Commodities ka margin zyada is liye hota hai kyun k in ki pip value bhi zyada hoti hai, mujhe lagta hai k agar aap ne zyada margin se hi trading karni hai to aap currency pair ki lot size bhi barha kar trade kar saktay ho
                  • #339 Collapse

                    dear ap gold aur oil pr bhi tradung kr sakty hain ye aik real buiness hais i ko bahut ys loog kr rahy hain gold aik fast market hai kafi move krti hai jo senior hain wo gold pr hi trading krty hain
                     
                    • #340 Collapse

                      I think ye tino esi cheezyn hain jis ka rate market main aik dam up hota hai aur aik dam down b hota hai is sy profit b boht hoti hai aur loss b boht jald hota hai is liye iska margin level zeyada hota hai.
                      • #341 Collapse

                        Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan per apko chahye ke apko jis per zaida experience ho us per trade lagao maI tu oil per trade lagata hon jo best hy
                        • #342 Collapse

                          bhai muja lgta ha k margin ap k capital pr depend krta ha jab ap money earn krta ho to free margin increase ho jta ha or jaab ap apna sara balance ki aik trade main doba dta ho to margin level 0 ho jta ha so kosih krna k apna level barkra rha agr apna kuch galt kya to ap har sakta hn
                          Best Rule of Trading Ever
                          ----------->Never Loss Money<----------------
                          --------->Believe In :o I Can and I Will<---------
                          Never Forget The Rule
                          • #343 Collapse

                            me expert trader to nai hu but mere khyal k mutabik gold, silver and oil ka margin is liye zyda hota hay ke in me ko buy ya sell karnay ke liye zyada equity ki zrurat hoti hay or chahay broker hame virtual equity deta hay per us ko profit ki surat me real money zyada pay karna parti hay is liye in 3 cheezo me saray brokers margin zyada rakhtay hen
                            • #344 Collapse

                              gold silve and oil ki pips point kafi taiz raftar k sath move karty han or in k pips point b kafi high hoty han is lye is may jab b ap entry karyn tu ap k pass auchi amount ka balance avilable hona chiye phr is may invest karyen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                bhai main forex trading main new hun muje abhi is key bary main nahe pata key oil margin kiya hota ha or gold or silver kiya hota ha main abhi posting karta hun or demo per practice kar raha hun lekin ager ap ko is key bary main koi confunsion ha to ap is problem key toturail dakh lein ap ko faida ho jay ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X