Use small lot size for safe trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Use small lot size for safe trading.

    Dear Ek Achcha member Hamesha Soch Samajh Kar aur aur aur apne account Ko manage karte hue Limited lot size ko open karta hai aur Apny account ko wash hony sy bachata Hai aur jaldbaji aur lalach Se Kabhi Kam Nahin karta market ki condition ko samajhne ke bad Ham Ko trade open Karni hoti hai jo trader jaldbazi karta hai aur is market Mein trade laga deta hai vah Apna nuksan kar leta hai market Mein trade Lagane Se Pahle a technical analysis aur fundamental analysis Karne padte hain Jo trader market Mein technical aur fundamental analysis ko combine Karke trade open karte hain vah is market Mein Kamyab ho Jaate Hain is market Mein Apni mistake ko repeat karne se Humko nuksan hi hota hai agar market Mein regular kam Karte Rahte Hain To Humko is market Mein Kafi Achcha result Mil Jata Hai market mein nuksan se bachne ke liye Humko acchi planning Karni hoti hai agar hum Market Mein Achcha workout Karte Hain To Humko ismein Kafi Jyada profit Milta Hai market Mein mistakes ko repeat karne se bachne ke liye Humko trading plan banaa kar kam karna Hota Hai hamain Limited size ki lot ko select Karke trading Krnii chahie tak account bhe manage Hota rahata ha or profit Milta rahata ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Use small lot size for safe trading.

      Assalamu Alaikum friends Hamen Hamesha small-size ke lot use Karni chahie tabhi hi Ham profit Hasil kar sakte hainForex trading man kamyabi Hasil karne ke liye market ka analyses karna bahut jaruri hai Jab Ham proper way main market ka analyses Karte Hain To Ham market ki movement ko samajh sakte hain aur Hamare liye trading karna easy ho jata hai analyses karne ke liye Hamen technical analysis aur fundamental analysis karna chahie Jab Ham analysis Nahin Karte Hain To Ham trading nahin kar sakte aur Hamen profit bhi nahin Hasil Hota Ne Hamen indicators use Karke market ka tarike se analysis karna chahie aur proper way Mein trading Karni chahie Hamen market ke open hote hi jaldbaji Mein entry Nahin Karni chahie balke Ke Sabar karna chahie aur kuchh time ke bad entry Karni chahie tab hi Ham profit Hasil kar sakte hain aur Hamara account bhi wash out Nahin Hota Agar Ham lalach Mein Aakar big size ki lot Lagate Hain To Hamen loss ka Samna karna padta hai
      • #18 Collapse

        Re: Use small lot size for safe trading.

        Yes dear forex market Mein safe trading ke liye lot size kam use karne hoti hai Trader market Mein trade Lagane Se Pahle Apne experience or knowledge ko use karte hue analysis karte hain market Mein technical analysis aur fundamental analysis ke bad Ham decision Le sakte hain Jo trader market Mein acche analysis karne ke bad trade open karte hain vah Apna target aasani ke sath Hasil kar sakte hain market Mein Hamen Apne account per Achcha kam karne ke liye time Lagana Hota Hai jo trader market mein Main account balance per trade karne ke liye Money management ke rules to follow karte hue kam Karte Hain Main vah Apne account ko secure rakhkar target complete kar lete hain market Mein Apne account per mistake karne se Hamen Kafi Jyada nuksan hota hai isliye Hamen main account per acche tarike se kam karne ke liye experience ki jarurat hoti hai Hamen market ko samajhne ke bad trade open Karni hoti hai hai tab Ham Apna account growth kar sakte hain account per safe trading ke liye experience ki jarurat hoti hai.
        • #19 Collapse

          Re: Use small lot size for safe trading.

          Ji han bhai jaan aap ko theek hai aap kis baat se metric karta hun kya aapane aisa sawal Kiya hai hamen chahie kya mein lot size Kamal khane chahie aur apne ko dekh kar hi lot size lagani chahie agar Ham ismein bol lot size apni kam lagaenge To hamara account wash nahin hoga aur hamara kaun se FIR aaega isliye hamen chai kisne jyada se jyada knowledge sarkar market ki moment kabhi analyse Karen
          • #20 Collapse

            Re: Use small lot size for safe trading.

            Dear aapane bahut acchi baat kahi hai ji han bilkul agar hamen safe trading karni hai to hamen uske liye small lot size use karna hoga agar ham small lord use karte hain to ham Apne account ko safe rekh kar acchi trading Karke achcha prapt hasil kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Use small lot size for safe trading.

              kam lot ka use karenge to aap ka ek aur bhi safe rahega aur aap Achcha profit Hasil kar sakenge isiliye apne account ke mutabik lot size rakhen usse zyada lot size bilkul na rakhen agar zyada lot size rakhenge risk bhi zyada hoga aur aapka account wash sakta hai isliye soch samajhkar trading Kare market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong aur soch samajh Kar Achcha entry point Milne par he trade open Kare jitni mehnat ke sath trading karenge itna Achcha profit hoga agar aap pareshani ya tension mein trading karenge to aap sirf loss hoga aur aap na kami ka samna karenge kamyabi ke liye zaruri hai hamesha mehnat Karen aur accha profit Hasil Karen fresh mood hokar active mode bhokar trading Karen Puri responsibility ke sath pure confidence ke sath
              • #22 Collapse

                Re: Use small lot size for safe trading.

                Dear member Hamen trading karte waqt sabse pahle Apna account balance check karna chahie Uske babat trading Karni chahie aur karte waqt Hamen market ka analyses karna chahie demo Kaun ko use karna chahie Uske per practis karne chahie real account Ki Tarah iske sath tha Samay kam se kam lot size Lagana chahie aur kam profit Mein ko close kar dena chahie Hamare kamyabi scene
                • #23 Collapse

                  Re: Use small lot size for safe trading.

                  Forex trading pr kam krna ky kuch rules hein agr ap log woh rules follow kr laity hein tu ap logo ko hamehsa acha Profit hoga woh yeh hai keh ap ko money management ka pta hona chahye balance ky hisab sy lot size use krna chahaye tb ja kr ap ko kamyabi hasil ho skti hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Use small lot size for safe trading.

                    Hi all members aaj main aapko batana chahti Hun Ki Forex trading Mein lot size se kya ho raha hai Forex trading Mein lot size bahut jaruri hai lot lot size ki baat ki Jaaye to yah profit or loss ke directly proportional Hoti Hai Hamen Jab Bhi market Mein Ek newtrade inter karvani Hai To Hamen uske upar lot size Lagani hai aur Hamari lot size Hamesha minimum honi chahie Taki Agar Hamen use trade Mein loss ho to vah loss ko Ham vyast way cover kar sake lot size ki vajah se profit To Kam Hasil Hoga lekin loss se aur account wash se Ham bache sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Use small lot size for safe trading.

                      ji member aapane bilkul sahi baat kahi hai ki use small lot size and save account agar aap trading kahte worked a lot size small lagate Hain to aapka kaun si save rahata hai isliye hamen kabhi bhi over trading nahin karni chahie aur na hi jata lalach karna chahie jab aap lalach mein aakar lot size badi lagate Hain to isase aapko last hone ke chance bhi jyada hote hain isliye hamesha koshish karni chahie ke lot size kam se kam lagaen Taki aap save hokar trading kar sake
                      • #26 Collapse

                        Re: Use small lot size for safe trading.

                        yah Baat To takriban Sab acchi Tarah Se Jante Hain Ki is market mein race ko hota hai isliye Hamen ismein trading karne ke liye Khud Ko saaf Rakhna hota hai yani ki Humne secure trading karni hai to yah Kaise Mumkin Hoga iske liye Ham koshish Karte Hain Ki kam se kam risk Le Ham planning karte hain market ko analyses karte hain tab jakar Ham ismein secure trading karne Ke Kabil Hote Hain ab jo sabse M baat hai ki Humne lot size select Karni Hoti Hai Asal Mein Yahi money management Mein Hota Hai Ham Apne account ke mutabik Agar Laut use Karen aur kam se kam lot use Karen To isase Ham sirf trading karte hain aur Hamara account bhi Se rahata Hai To Agar nuksan vah bhi Sahi to bahut Mein Muli hota hai Jisko Ham cover kar sakte hain lekin Hamara account Nahin Jata aur ham market Mein Jinda rahte hain
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rida-Rani پيغام ديکھيے
                          Re: Use small lot size for safe trading.

                          ji member aapane bilkul sahi baat kahi hai ki use small lot size and save account agar aap trading kahte worked a lot size small lagate Hain to aapka kaun si save rahata hai isliye hamen kabhi bhi over trading nahin karni chahie aur na hi jata lalach karna chahie jab aap lalach mein aakar lot size badi lagate Hain to isase aapko last hone ke chance bhi jyada hote hain isliye hamesha koshish karni chahie ke lot size kam se kam lagaen Taki aap save hokar trading kar sake
                          Janab zarori nahi hai kay ap har bar kam sy kam lot size ka use karain. han ap itna zaror karain kay leverage ka use kam sy kam rahkain or ap apni trading main jab be lot size ka use karian ap ko pata ho kay ap kay analysis kis type kay hain ap apny analysis pay jitna confidence rahko gy tu ap bara lot size be use kar saktay hain lekin trade main kam sy kam risk 5% to 10% tak he ap lain. Es sy zaida risk apni trade mai na lain. tab he ap ko achi earning ho sakti hai or ap ka account secure ho sakta hai.
                          • #28 Collapse

                            Use small lot size for safe trading.

                            Click image for larger version

Name:	6.jpg
Views:	51
Size:	62.5 کلوبائٹ
ID:	12804874




                            Trading financial markets mein shirkat karte waqt, apni maali security ko barqarar rakhne aur nuksan se bachne ke liye chhota lot size istemaal karna ek aham tajaweez hai. Yeh maqsad hai ke market ki tabdiliyon se hone wale nuksan ko kam kiya jaye aur tijarat mein aman aur azadi ko barqarar rakha jaye. Iss maqale mein hum yeh tafseel se samjhege ke chhota lot size kyun zaroori hai safe trading ke liye.




                            1. Maali Tabdeeliyon ka Asar Kam Karna: Chhota lot size istemaal karke, jab aap kisi tijarat mein shamil hote hain, toh aapki poora maali idara sirf thoda sa hissa ko mutasir hota hai. Agar market aapki taraf nahi jaati, toh nuksan aapki poore maaliyat par asar andaz hoga.





                            2. Tijarat Mein Masroofiyat se Door Rehna: Chhota lot size istemaal karke, traders ko apne trading plan par focus rakhne mein madad milti hai aur unko tijarat mein masroof rehne mein aasani hoti hai. Isse unka zehni dabao kam hota hai aur sahi faislay karne mein madad milti hai.




                            3. Zehni Chain Aur Aasani: Chhota lot size istemaal karke trading mein kamzor fazool girafton se bacha ja sakta hai. Aapko apne faislay par bharosa ho ga aur aap zehni chain mein rahenge jab aap chhote lot size ke saath trading karte hain.




                            4. Seekhne ka Mauqa: Naye traders ke liye chhota lot size istemaal karna ek behtareen tareeqa hai tijarat mein maharat hasil karne ka. Isse unhe asal market mein trading karne ka tajurba hota hai bina zyada nuksan ka khatra uthaye.




                            5. Flexibility: Chhota lot size istemaal karne se aap apne paisay ko alag-alag maaliyat mein taksim kar sakte hain. Isse aap apne maaliyat ko behtar taur par manage kar sakte hain.




                            Yaad rahe, chhota lot size sirf ek tajaweez hai aur iske alawa bhi tijarat mein asarat kam karne ke liye aur aman aur azadi ko barqarar rakhne ke liye dusre tajaweezat istemaal kiye ja sakte hain. Stop-loss orders lagana, maaliyat ko taksim karna aur tafseel se tehqiqat karna bhi zaroori hai. Tijarat mein kisi bhi waqt faida ya nuksan ka koi bhi yaqeeni nahi hota, is liye hamesha savdhan aur tajaweezati taur par trading karein.
                            • #29 Collapse



                              Forex aur stock market mein trading karte waqt, apne capital ko muhafiz rakhna aur risk ko kam karna har trader ka ek ahem maqsad hota hai. Is maqsad ko hasil karne ke liye, chhota lot size istemal karna ek suraksha bharay tareeqay se trading karne ka ek tajaweez hai.

                              Risk Management:

                              Chhota lot size istemal karke aap apne trading account ko behtar taur par manage kar sakte hain. Har trade ke liye risk ko define karna aur usse control karne ka aasan tareeqa chhota lot size ka istemal karna hai. Agar aap apne har trade mein chhota percentage of capital use karte hain, to aap apne overall risk ko kam rakhte hain.

                              Capital Protection:

                              Chhota lot size istemal karne se aap apne capital ko muhafiz rakhte hain. Agar aap bade lot sizes ka istemal karte hain, to market mein hone wale chhotte changes bhi aapke capital ko asar andaaz kar sakte hain. Lekin chhota lot size istemal karke aap apne capital ko small market fluctuations se bacha sakte hain.











                              Psychological Comfort:

                              Chhota lot size use karna aapko psychological tor par bhi rahat deta hai. Bade lot sizes ke istemal se aapko zyada stress hota hai aur aap apne trading decisions par shak karte hain. Lekin chhota lot size use karke, aap apne trades ko control mein rakh sakte hain aur emotional decision making se bach sakte hain.

                              Learning Experience:

                              Chhota lot size istemal karna ek acchi learning experience bhi hoti hai, khaas kar naye traders ke liye. Small lot sizes ke saath trading karte waqt, aap apne strategies ko test kar sakte hain aur market dynamics ko samajh sakte hain bina zyada risk ke.

                              Flexibility:

                              Chhota lot size use karke aap apne trading approach mein flexibility bana sakte hain. Aap apne trading size ko apni risk tolerance ke mutabiq adjust kar sakte hain. Is tarah se, aap apne trading plan ko asaanise customize kar sakte hain.


                              Chhota lot size istemal karke trading karna ek suraksha bharay tareeqay se apne capital ko manage karne ka tareeqa hai. Har trader ko apne risk tolerance ke mutabiq trading lot size ko tay karna chahiye. Yaad rahe ke market mein hamesha uncertainty hoti hai, is liye apne trades ko control mein rakhna aur risk ko minimize karna ahem hai. Chhota lot size istemal karke aap apne trading journey ko stable banaye rakh sakte hain aur market ke fluctuations se bach sakte hain.


                              There is a time to go long, a time to go short and a time to go fishing.
                              ​​​​​​​

                              ​​​​​​​
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse



                                Title: "Chhota Lot Size Istemaal Karke Mehfooz Trading:

                                Intro: Forex, stocks, cryptocurrencies, aur doosre trading markets mein hissa lena aam taur par risky hota hai. Lekin, agar aap apne trading ko mehfooz banana chahte hain, toh chhota lot size istemaal karna ek aham tareeqa ho sakta hai. Is article mein hum baat karenge ke kyun chhota lot size important hai aur kaise aap iska istemaal karke apni trading ko mehfooz bana sakte hain.
                                1. Lot Size Kya Hai? Lot size, ya trading lot, woh quantity hoti hai jo aap market mein buy ya sell karne ke liye select karte hain. Ek lot aksar badi quantity ko represent karta hai, lekin safe trading ke liye chhota lot size choose karna zaroori hai.
                                2. Mehfooz Trading Ke Liye Zaroori: Chhota lot size istemaal karke aap apne trading ko mehfooz bana sakte hain. Jab aap chhote lot size se trade karte hain, toh aapki risk exposure kam hoti hai. Agar market unfavourable direction mein chala gaya toh bhi nuksan kam hoga.
                                3. Risk Management: Trading mein risk management ek crucial aspect hai. Chhota lot size select karke aap apne trading account ko protect kar sakte hain. Agar market unfavourable ho gaya toh bhi aapka loss control mein rahega.
                                4. Leverage Se Bachao: Bahut se traders leverage ka istemaal karte hain, lekin yeh risky ho sakta hai. Chhota lot size istemaal karke aap apne leverage exposure ko bhi kam kar sakte hain aur apne trading ko control mein rakh sakte hain.
                                5. Tajaweezat Ka Khayal Rakhein: Market conditions hamesha badal jaati hain, isliye aapko tajaweezat ka khayal rakhna zaroori hai. Chhota lot size choose karne se aap apne trading strategy ko adjust karne mein bhi asani hoti hai.
                                6. Educated Decisions: Chhota lot size istema

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X