Dear forum members,forex market main kaam kartay hawuay ham is baat ko kabhi bhi aik wajaha say nai keh saktay hain k hamain jo nuksaan hota hay wo sirf hamari aik he ghalty say hota hay jisay ham repeat mistakes kehtay hain,balk is market main hamaray samnay har dink hisaab say aik naya challend ata hay jisko hamain bardasht bhi karna hota hay aur jisko samjhnay k liye hamko kuch nuksaan ka bhi samna karna parta hay tab he ham is market main kaam akrtay hwuay professional traders bantay hain aur tab he hamain is market main kamyabi milty hay.
Kam say kam discipline ki wajha say..
Dear forex market main har aik traders ka kaam karnay ka apna apna andaz aur apna apna tareeka hota hay jiski wajha say unko nuksaan bhi hota hay aur sath sath wo kuch na kuch seekhtay bhi jatay hain,laikin agar hamko market main earning kam milty hay aur nuksaaan ziada hota hay to uski aik yeh bhi wajaha samnay aaty hay k aisay traders market main kaam kartay hwuay kams ay kam discipline say kaam kartay hain jiski wajha say unko nuksaan ka samna hota hay.
Kam sabar k sath kaam karna..
Dear members,mairay experience k mutabik jab hamaray andar market main profit milnay say sabar ka kam hona shuru hota hay to tab bhi ham market main nuksaan ka samna karna shuru kartay hain qk jab aik wakt main hamain market say acha result milna hota hay laikin ham sabar say kaam na lainay ki wjaah say market main ziada dair tak ruk nai saktay hain iski wjaha say hamain phir agly trades main barra nuksaan hona mumkin hota hay.
Money management k asool ko chorna..
Forex market main kaam kartay hwuay jab ham thoray bahut knowledge aur experience k malik ban jatay hain to tab ham is main money mangemnt ko chorna shuru kartay hain jiski wjaha say hamain market main nuksan ziada hna shuru hota hay aur ham makret say earning kam karna start kartay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим