Dear forum members,forex market k chart ko smajhnay k liye aur is main kaam say achi earning k liye hamaray pass sab say bunyadi cheez jisay ham technicaly tareeka bhi kehta hay wo hay auto trend line,jiski help say hamko market main kaam karnay ka sahi andaza bhi milta hay aur ham market say lose say bach kar achi earning bhi kar saktay hain.
Agar hamko market k chart main trendline ka istemal nai ata hay to hamain is main koi bhi pareshani wali baat nai hay qk yeh auto tareeka hay iska istemaal apnay aap he ho jata hay jaisay ham market k chart main auto pivot point ko lagatay hain.Trend line aik aisay auto indicator hay jis say ham market k chart ko samjhnay main bhi asaani mehsoos kartay hain aur ham isay technically tareekay say bhi samjh saktay hain.
Auto trendline signal ki wazahat..
Forex market main kaam kartay hwuay jab ham aik achay aur experts traders ki haisiat say kaam kartay hain to hamaray liye har aik signal ko smajhna aur usko follow karna apnay aap he asaan hota jata hay,aisay he hamaray liye auto trendline ki example hay jisay aik baar chart pay apply karna hota hay jis k baad wo chart main apnay aap he trend ki directions k hisaab say signals daita jata hay aur hamaray liye market main trading karna bhi asaan hota jata hay.
Is screenshot ki help say ham market k chart say is baat wazahat kar saktay hain k jab tak price trend line ko break karnay k baad apni confirmation hasil nai karty hai hamko kabhi bhi market main entr nai hona chaye qk kabhi kabhi market kisi retracemsnts ki wjaha say ghalt breakout bhi day sakty hay jis say hamko nuksaan ka samna karna parr sakta hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим