Ap forex ko din mai kitna time dete hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    Ye koi zarori nahi hai k kon forex pe kitan time deta hai har insaan apni apni marzi k mutabiq time deta hai Pakistan main to light ka bohot bara masla rehta hai ab kab time den kab nahi ye to ham ne khud he faisla karna hai main to kisi bhi wakt time deta hu jab free hu werna nahi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      G ha sir me to kud forex ko abi time nahe deta ho q k me forex me abi forum me he posting karta ho our me is month me forex me trading karo ga our me forex me bi our forum me bi new ho our me kud kuch experience sik kar forex ko istemal karo ga.
      • #288 Collapse

        Main koshish krta hon k forex ko zayada sy zayada time don takay learning hasil kr sakon kyo k learning has no limit, main comments posting sy hasil kiye huway bonus sy trading krta hon aur abi recently main ny trading kr profit hasil kiya hay.
        • #289 Collapse

          bhai main tu koshish karta hun hun k jab bhi office k bad free hota hun main baki kamu ko skip kar k forex ko time deta hun or main apna koi bhi khali time zaya nhi karta bal k forex ko hi zarur deney ki koshish karta hun is main mujay acha lagta hai or main relax bhi rehta hun.
           
          • #290 Collapse

            I spend my all free time in forex business.Because I am a jobless person so I have a lot of free time. I am learning the business everyday.
            • #291 Collapse

              I am a part time trader, but I spend my 5 hours time everyday in forex trading. I think we need a lot of time to trade here well.
              • #292 Collapse

                jahan tak time dene ka question hai tu mere Laptop main sara din hi MT4 ka software on rehta hai aur main sara din hi market ko watch karta rehta hoon but sai tor ager ap ko learning karna hai main samjhta hoon jahan ap ka live account open hota hai wahan ap demo account bhi open kar liye karen ta ke ap practice karen
                • #293 Collapse

                  Koi muksos time ni hai jb bhe wakt milta hai hum kuch posts kar daty hain waky agar calculate kiya jay to ap 15-20 min mai 10-12 post kar sakty hian jis say ap ko acha bonus mil sakta hai aur ap achi trader karny ka kabil ban sakty hain. aur agar overall calculate kiya jay to 1-2 hrs daily time lag he jata hai.
                  • #294 Collapse

                    good question dear mere khayal me hume apna all free time forex ko dena chaiye ye is ko waste karne se acha hai is me humara hi faida hai ke jitna time is business ko de ge unatna ziyada hamara faida hai humara experiance bareh ga or phir is ko hum easily kar sakte hai
                    • #295 Collapse

                      Mian forex ko pura din detaa hon, kabhi kabhi ye bhi kaam lagat hai, lakin jo best time hai forex ki britian session aur usd session mai. Forex ko pura din dena lazmi hai.
                      • #296 Collapse

                        mere khiyal mein trading ko time dene ka koi faida agar ap ko trading ki basic ka pata nai to q k trading ko time dene ka faida ussi sorat mein mumkan hai ap pehle trading ki basic ko samjein
                        • #297 Collapse

                          brother main tw abhi new user hun ye mera pehla experiance hy .. main forex ko daily 3-4 ghenty deta hu r 100+ posts kar leta hyun easilly
                           
                          • #298 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                            Mai traders se pochna chahta hun kay jaisa kay forex mai bas buy and sell karna huta hai tu 5 min diye jayn wo tu tab bhi hu jata hai laikin achi trading kay liye ap ko din mai kitna time lagana parta hai?

                            me fprex me har din 8-12 ghonta detahu. q ki me bahat sare paisa kamana chatahuu
                            • #299 Collapse

                              mai to bhai jaan jab bhi free hota hn to forex ko time de deta hun posting kerny lag jata hun posting krta hun or ager bounes hoi to trading bhi krta hun lekin mai zyada time nahi de pata forex ko jitna bhi time mery pass azaafi hota hai to mai posting hi krta hn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                That is the abolitionist it is really smashing at all nowadays that you are trading for you to be very calculative so that you instrument not make any misapprehension in this your trading sector from one indicator to the separate and that is the careful way to puddle genuine money.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X