New traders k liye trading strategies...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders k liye trading strategies...
    Market analysis..

    Dear members,ham jab is market main apnay kaam ko start karnay k liye new hotay hain to hamaray samnay bahut sari aisi mushkilaat hoty hain jinko smajhna aur jinko smajhnay k liye agar hamaray pass achi guidence nai hoty hay to ham confuse bhi hotay hain aur bahut saray nuksaan ka bhi hamko samna karna parta hay,jisk liye jab tak ham ko yeh pata nai chalta hay k hamain market main enter ya exit honay k liye kis tareeka ka sahara lay kar market main kaam karna hay tab tak ham market main kaam kartay hwuay is main say kuch bhi hasil karnay k kabil nai rehtay hain.
    Forex market ko smajhnay k liye is main propper tareekay say market analysis karn abahut ziada zaruri hota hay jis say hamko is baat ka sahi andza milta hay k market ka main trend kia hay aur hamain isk current trend ko kasiay follow karna hay.Yeh sab bunyadi cheezain hoty hain jinko follow kiye baghair ham market ko kabhi samjh nai saktay hain aur na he ham kabhi is main kaam akrtay hwuay iski reality ko smajh saktay hain,is liye forex market main kaam kartay hwuay hamara jitna analysis strong hoga ham is main utnay he strong tareekay say kaam ko anjaam tak pouncha saktay hain aur kamyab ho skatay hain.

    Entry..

    Forex market k chart ko apnay knowledge aur analysis k sath smajhnay k baad hamray liye second mushkil yeh hoty hay k ham market main kahan say aur kis hissab say aur kitna risk laitay hwuay hamain entr hona hay,jab ham is baat ko achi tarha say samjhnay main kamyab ho jatay hain to haamray liye market main netry laina ziada asaan bhi ho jata hay aur hamko market say achi earning bhi milty hay.Laikin hamain is baat ka khaas khayal rakhtay hwuay market main kaam karn ahota hay k agar ham entry lainay main kisi jaldbaazi ka sa sahara laitay hwuay kaam kartay hain to hamko market main ziada say ziada nuksaan ka bhi samn aho sakta hay aur jitna bhi hamaray pass knowldge hota hay wo bhi hamara baikaar ja sakta hay is liye hamain market main entry laitay hwuay iski muakkaml jankari ko hasil karna bahut ziada zaruri hota hay.

    Exit..

    Forex market k chart ki reading kartay hwuay jab ham is main apnay knowledge aur analysis k baad entry laitay hain to usk baad hamaray samnay aik naya stage start hota hay jis say hamko market main yeh faisla laina hota hay k ab market main hamko kitna profit ya nuksaan laitay hwuay is main say exit hona hay,qk yeh baat bhi aik khaas hay k hamko apnay account ki safety ka bhi khaas kahyal rkahtay hwuay market main say exit hona hay agar ham lalach akrtay hain to haamray pass jitan profit hay wo nuksan main jayega aur usk sath sath ham is market main experience bhi hasil nai kar skatay hain.

    Market main experts ki help ko hasil karna..

    Dear forum members,jab ham market main apnay kaam ko start karna chahtay hain jis main hamko is baat ka koi bhi khaas andaza nai mil raha hay k hamain is main kis hissb say aur kitna risk ya reward hasil kartay hwuay kaam karna hay to tab hamaray liye sba say ziada important yeh bhi hay k hamain apnay seniors aur experts traders k sath mashwara karnay main bhi hamara faida hay,qk unk pass bahut sara experince hota hay jis say wo yeh baat sakjhtay hotay hain k market main kaisay entr ya exit hotay hwuay hamain kaam karna hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders k liye trading strategies...

    Doston Ham Karte Karte Hain To Hamen chahie Ham state Jise trading strategy trading Karte Hain To Ham Kamyab hote hain isliye Hamesha aapko chahie during karte hue Chatterjee Banaya uska motapa kam karen to aapki trading Kamyab Hogi aur aapko profit hoga
    THANK YOU GUYS ! :1f60a:
    • #3 Collapse

      Re: New traders k liye trading strategies...

      hamy ache strategy banakar is ko market mai use kar ky trading karne ho ge pher he hum kamybe hasal kar sakty hain hum is mai agar bager strategy ky kam karty hai n to harma he loss hain forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum is ma nigth mai be kam kar sakty hain hum i s mai d ay mai be kam kar sakty hain is maai hamara koi be boss nahi hain
      • #4 Collapse

        Re: New traders k liye trading strategies...

        Dear jobhi new members sabse pahle Forex Mein entry karte hain unhen chahie ke sabse pahle Forex trading ke bare mein information Hasil Karen aur forex market ke bare mein Jitna Jyada knowledge ho sake Hasil Karte Rahe Uske bad demo account ko use karte hue apni practice Karen aur demo account se knowledge or experience Hasil karne ke bad tab hi actual Forex account per kam Karen market ki condition ko samajhne ke bad Ham Ko trade open Karni hoti hai jo trader jaldbazi karta hai aur is market Mein trade laga deta hai vah Apna nuksan kar leta hai market Mein trade Lagane Se Pahle a technical analysis aur fundamental analysis Karne padte hain Jo trader market Mein technical aur fundamental analysis ko combine Karke trade open karte hain vah is market Mein Kamyab ho Jaate Hain is market Mein Apni mistake ko repeat karne se Humko nuksan hi hota hai agar market Mein regular kam Karte Rahte Hain To Humko is market Mein Kafi Achcha result Mil Jata Hai market mein nuksan se bachne ke liye Humko acchi planning Karni hoti hai agar hum Market Mein Achcha workout Karte Hain To Humko ismein Kafi Jyada profit Milta Hai market Mein mistakes ko repeat karne se bachne ke liye Humko trading plan banaa kar kam karna Hota Hai new members ine Sab Baton Ka Khyal Rakhenge aur aur uske bad hi market Mein Kaam Karenge to unhen market mein kam karne mein aasani Hogi Aur nuksan Ke chance bhi kam Honge.
        • #5 Collapse

          Re: New traders k liye trading strategies...

          Ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari Baat Kiya main aapke pass a Gai Unki new traders ke liye strategy bahut jyada Main rakhti Hai Jab Tu Kaun Logon ke pass Pata ji Nahin Hogi tab tak vah log acchi trading nahin kar paate isliye UN Logon Ko chahie ki vah Apne senior member se acchi strategy Kosi Ke Acche signals ko follow Karen aur trading Karen thank you so much
          • #6 Collapse

            Re: New traders k liye trading strategies...

            Strategy Banakar working karna Kafi Jyada help karta hai isiliye dear member Jo beginners happy new members hote hain unhen koshish karni thi Aaya kya hua log senior member se help Le Kyunki unke pass best tarike hote hain aur vah apne kam ko bhi acche tarike se samajh paate Hain agar aap log bhi acchi running karna chahte hain aur isme expert Banna Chahte Hain To sabse pahle is root ko follow Karen aur jo senior member se Unse helpline Taki aap Logon Ko Kafi Jyada aur Achcha profit bhi mil sake aur aap log Kisi bhi kar sake Shukriya ummid Hai Ki sab log samajh Gaye Honge
            • #7 Collapse

              Re: New traders k liye trading strategies...

              Trading strategy Hamare liye bahut jyada helping platform provide kar rahi Hoti Hai trading se tractor ki uski passage per Humko apni decision-making ko perfect Hara Na Hota HaiForex trading market me agar aap kamyabi Hasil karna chahte hain to iske liye aapko Hamesha according to requirements apni packing ko complete karna hota hai Kyunki Jab aapka account balance Achcha hoga to ismein aapko Hamesha Ek acchi trading karne ke liye ek Achcha account balance bahut jyada helping platform provide kar raha hota hai isliye Forex trading market Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamesha ismein different factors ko apni trading Mein Shamil karna chahie Jab Ham different trading strategies ko find out kar rahe Hote Hain jismein Humko Hamesha maximum advantages available ho sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: New traders k liye trading strategies...

                Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein strategic mind ke sath kam Karen aur rules or regulations follow carreograph Forex Mein breaking karte hue trading strategies ko Palan Karenge tabhi aap Kamyab Honge isliye Jitna jyada ho sake mehnat aur Lagane ke sath kam Karen aur apne kam ko khokar complete Karen
                • #9 Collapse

                  Re: New traders k liye trading strategies...

                  Dear aap is market Mein jab kaam kar rahe hote hain to aapko ismein different trading strategies banaa kar kam karna Hota Hai*trading ki Hamen learning karna Hogi aur jab tak Ham trading Mein learning Nahin Karenge Iske ham advantage nahi mil sakta iske liye learning karna bahut jyada Jaruri hota hai aur Market Mein Apna knowledge Hasil karna aur Market Mein Apna experience increased karna bahut jyada jaruri hai jab tak aapke pass experience Nahin Hoga aap is market se kabhi bhi achcha profit Nahin Le Sakte aur aap is market Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte dear trading Mein of all objects kam kar rahi hote hain to aapko market ko properly study karna hota hai aur different angles se aapko market Mein different time frames ko use Karke market ko baat karna hota hai aur apne analysis ko perform karna hota hai to Jab aap acche tarike se analysis perform kar lenge to iska aapko Jyada advantage milega aur aapko accha profit Hoga Jis Se Aap Ko kamyabi Mil sakti hai agar aapas mein different trading strategies banaa kar kam Karenge to aapke liye ismein advantage hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders k liye trading strategies...

                    Assalamu alaikum well apna bahut acchi baat kahi hai aap kuchh aaya kya aapane trading ke liye hamesha aapke pass acchi strategy ka hona bahut important hota hai agar aap kaise ho gaya aapke tabhi to milegi isliye karne ki koshish karen foreign karne ki koshish karen tabhi to aapka achcha fayda hoga aur aapka acchi kam hai abhi mil sake
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders k liye trading strategies...

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan11 پيغام ديکھيے
                      Doston Ham Karte Karte Hain To Hamen chahie Ham state Jise trading strategy trading Karte Hain To Ham Kamyab hote hain isliye Hamesha aapko chahie during karte hue Chatterjee Banaya uska motapa kam karen to aapki trading Kamyab Hogi aur aapko profit hoga
                      bBhai ap ki post useless hai. ap ko jo nahi pata ap question kar kay seekh sakty hain. ap ko mai bata do kay jo new trader ho ya old trader ho woh tab tak kamyab hai jab woh apni strategy ko kudh banata hai or us pay work kar kay us ka experience jab hasil karta hai tu us ko pata hota hai kay mai kis pair kay sath apni strategy ko kaisy use karo ga or kaisy yeh behtar ho sakti hai.esleye ap apni kudh ki strategy bana kay kam karain gy tu ap ko mazeed kiya learning karni hai sub pata chaly ga.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X