Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay
    Assalamu alaikum Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Forex member trading mein loss lalaji ki wajah se hota hai bilkul SBI ki baat hai jab hamen trading bhi loss hota hai to uski sabse badi wajah lalach hoti hai jo ki Ham Dil mein rakhte lalach ke taur per trading karte hain jiski vajah se main profit nahin hota loss ho jata hai isliye Lalch acche se dur rahakar kam Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

    Ji bilkul do sabne theek kaha ke Hamen trading Mein Las Las ki vajah Se Hota Hai Jab Ham confused hokar Aur lalach Mein Aakar Aate Hain To Hamen loss hota hai isliye Jabi trading karen to Sabar ke sath accountant rahakar trading Karen Taki aapko Ek Achcha prapt Milta Ke Jab aap lalach karte hain to Fir aap ko loss ka Samna karna padta hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

      dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn ziada tr loss ziada profit k lalach sa he hota ha keun k aksr log forex trading mn ziada profit k lalach mn baghair sochay smjhay trade mn big lot use krtay hn to un logo ki trades ziada tr loss mn he jati hn
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

        Asslamo alaikum members of forex trading forum py kaam kartay waqt jb ap trading krty hain aur laalach sy kaam lete hain to aapko nuksan ho skta hy isliye trading men kaamyabi k liye mehnat aur ilam ko hathyar banayen aur sabar sy kaam len aur laalach sy duur rahen to aap kaamyaab hon gy
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

          Assalamu alaikum I hope you all are fine Forex trading pr Jab Ham lalach Karte Hain To tab hi Hamen loss hota haiDemo account practice ke liye best account hai agar Ham demo account per kam Karte Hain To Hamara knowledge or experience increased hota hai aur Hamari skill or kaam orny ke speed improve Hoti Hai Jiski vajah se Hamen Forex trading per kam karne mein difficulties ka Samna nahin karna padta bal ke Ham easily Forex trading per kam kar sakte hain Agar Ham demo account per Jyada Se Jyada time spent karte hain aur proper work karte hain to hamare work karne ki speed bhi increase hoti hai Hamen Forex trading ke real account per kam karne se pahle demo account per practice karni chahie Agar Ham demo account per Kam Nahin Karte aur direct Forex trading ke real account per kam karna start kar dete Hain To Hamen real account per kam karne mein Bahut Si difficulties ka Samna karna padta hai demo account of Forex trading per kam karne mein Hamari bahut help karta hai isiliye Hamen lalach nahin karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

            Good night for extra virgin 200 yah Baat bilkul theek hai ki trading Mein lost village ki vajah se hi hote hain Mera yah jaati experience hai ki main bhi Shuru Shuru mein bahut jald Bazi ka tatha trade Lagane mein aur Jiski vajah Se Mere county was Hota tha isliye maine apne aap per control kya aapane mistake ko Dur Kiya Sawar ke sath Aur Itna ke sath trade karte hain aur Lali se nahin Karte Humne Ek Apna target Banaya Hai Jab Hamara target Ho Jata Hai To Ham Apne trade ko close karte hain aur market se exact karte hain sabse Behtar Tarika Hai koshish karen aap bhi Amal Karen aur Apna target Banaya Apna time table Banaya Uske Mata Baki kam Karen
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

              Dear aapane bilkul theek kaha hai ki Forex trading mein bahut Sare traders ko nuksan sirf lalach karne ki vajah se aur bagair soche samjhe jaldbaji Mein trade open karne ki vajah se ho jata hai market ki condition ko samajhne ke bad Ham Ko trade open Karni hoti hai jo trader jaldbazi karta hai aur is market Mein trade laga deta hai vah Apna nuksan kar leta hai market Mein trade Lagane Se Pahle a technical analysis aur fundamental analysis Karne padte hain Jo trader market Mein technical aur fundamental analysis ko combine Karke trade open karte hain vah is market Mein Kamyab ho Jaate Hain is market Mein Apni mistake ko repeat karne se Humko nuksan hi hota hai agar market Mein regular kam Karte Rahte Hain To Humko is market Mein Kafi Achcha result Mil Jata Hai market mein nuksan se bachne ke liye Humko acchi planning Karni hoti hai agar hum Market Mein Achcha workout Karte Hain To Humko ismein Kafi Jyada profit Milta Hai market Mein mistakes ko repeat karne se bachne ke liye Humko trading plan banaa kar kam karna Hota Hai Agar Ham Jyada profit ka lalach Nahin Karenge aur Market ko check karne ke bad Soch samajhkar trading Karenge aur Jyada profit Ke Chakkar Mein jaldbaji Kabhi Nahin Karenge To Ham market Mein Ek acche aur profitable trader ke Taur per Samne a Sakte Hain lekin uske liye Hamen Sabar se kam Lena hota hai aur apne profit limit ko set karte hue aur apne target ko Samne rakhte Hue Limited aur quality work krna hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

                G han apnay thek kaha hi ke loss hamesha lalach ke Waja se hot ho ager ap lalach karen gay apko kam karne ka nuksan ho ga benefit mile ga dear daily base pe kam karen jab ap kam karen gay apko achha bonus milega ga lalach na Karen jitna apko profit mil jae us pe guzara Karen zeyada hasil Karne ke chakar men kuch hasil ni hota or hame nuksan hota hi nuksan na Karen apni mehnat ko waste na Kare jo mehnat ke hote he us ka reward zror len lalchi trader hamesha nuksan Karta hi
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

                  Ji han bilkul dear trading Mein Hamen loss Hamare lalach ki vajah se hota hai*trading ki Hamen learning karna Hogi aur jab tak Ham trading Mein learning Nahin Karenge Iske ham advantage nahi mil sakta iske liye learning karna bahut jyada Jaruri hota hai aur Market Mein Apna knowledge Hasil karna aur Market Mein Apna experience increased karna bahut jyada jaruri hai jab tak aapke pass experience Nahin Hoga aap is market se kabhi bhi achcha profit Nahin Le Sakte aur aap is market Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte dear trading Mein first of all objects kam kar rahi hote hain to aapko market ko properly study karna hota hai aur different angles se aapko market Mein different time frames ko use Karke market ko baat karna hota hai aur apne analysis ko perform karna hota hai to Jab aap acche tarike se analysis perform kar lenge to iska aapko Jyada advantage milega aur aapko accha profit Hoga Jis Se Aap Ko kamyabi Mil sakti hai agar aap Jyada lalach Karenge aur trading Mein overtrading Karenge to aapko loss Ho Gaya hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

                    Walekum assalam real aapane bilkul sahi kaha hai forex market Mein Hamen loss Hamare lalach ki vajah se hota hai market Mein kam kar rahe hote hain ismein aap dekhte hain ke aapko is market mein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hota hai aur aap ko acche tarike se analysis ko perform Karke market Mein trade karna Hoti Hai Kyunki Jab office mein acche tarike se Soch Samajh Kar kam Karenge aur Marne trade ke sath money management ke rules and regulations ko call ok Karenge aur stop-loss aur take profit ka istemal Karenge to iska aapko bahut jyada fayda Hoga Kyunki market Mein Jab Koi ji trade open ki jaati hai aapko lot size kitne account capital Ke Malik Rakhna hoti hai aur uske sath aapko apni trade ke sath stop-loss bahut jyada Jaruri Lagana hota hai Kyunki isase aapko ya fayda Hote Hain Ki aapka account safe hota hai aur aapko bahut advantages mil Jaate Hain Jab aap Soch Samajh Kar kam Karenge aur aap mein hain Karenge to aapko ismein Jyada fayda Milega aur aap ko kamyabi milegi Agar Ham is platform Mein lalach Nahin Karenge To Hamen Los Nahin hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

                      My dear friends I hope you will be happy and enjoy the unlimited profit on the forex trading aapane Sahi Kaha Agar Ham Forex Mein kam ka trading loss Karenge To Ham kabhi bhi kam Yad Nahin ho sakte Lala Chhod Den aur Achcha bar Karen agar aap Achcha Bhar Karenge aur acchi learning Karenge to aap kabhi Bina Kam Nahin Honge isliye Khud Ko improvement Mein Lekar Aayeis ke sath sath firex ko samje or seriously kam kare agr ap serious honge to ap lazmi kamyab hai hamesha achi learning hi kamyab banati hai isliye ap achi learning kare or khud ko improvement main leker ayye
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

                        Yes dear humy ais market mai loss ki lalch ki waja se hota hai Market ki condition Ko Dekhkar kam karne se Humko Kafi Jyada benefits mil Jaate Hain is market mein humko kam karti hui hum ko khud decide karna hota hai ki Humne kaun si trade Apne account per open karni hai Humko market ki ki condition koh's Milne Ke bad money management ke hisab se kam karna hota hai agar Hamen is market Ne discipline ke sath kam karte hain aur lot size ko control Karte Hain To is market Mein aasani ke sath successful ho sakte hain market Mein Apne account per Kshetra ke se kam karne ke liye technical analysis aur fundamental analysis karne Hote Hain Jab Ham market Mein trading strategy ke hisab se kam kar rahe Hote Hain To Ham is market mein nuksan se bache Jaate Hain technical analysis ke liye Humko Apne learning complete Karni hoti hai jab hum lalch krty hai to hum ko ais market mai loss ho jata hai humy lalch krny se nuqsan hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

                          Yes member no doubt aapane bilkul perfect kahan hai ki training main loss Hamare Apne lalach ki vajah Sahi hota hai Hamen chahie ki trading karte waqt Ham Kabhi Bhi lalach Na Karenge ki lalach karne wala Insan Hamesha nuksan mein hi rahata hai you ke lalach Mein Aakar Hamen Kuchh Bhi Dikhai Nahin deta lalach Mein Aakar Ham andhe Ho Jaate Hain Jiski vajah se Hamen nuksan hota hai isliye Hamen jaaiye ki trading karte waqt Tham Sabar Himmat ke sath Samne lalach bilkul na Karen aur apni planning ke sath trading Karen agar aap lalach ke sath training Karte Jaenge to aap kabhi bhi kam Yad Nahin Ho Payenge Bal ke aapka apna hi nuksan hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

                            Assalam o alaikum G ha trading main loss hamari lalach ki wajah se hota isliye hamen lalach nhi Karni chahiye lalach se door rehna chahiye mehnat k sath sabar ke sath kam karna chahie zyada se zyda time invest karna chahie Daily apne kam ko complete karna chahiye fresh mind hokar confidence k sath achi planning k sath kam karna chahie aur lalach se bachna chahiye hamesha soch samajhkar sabar ke sath himmat aur hosly k sath kam karna chahie market k rules k mutabik kam Karna chahiye market ki movement ko dekhkar trading Karni chahie small lot size ka use karna chahie aur trading karte waqt jaldbazi aur lalach nhi Karni chahiye agar Ham forex trading main mehnat se imandary se kam nhi karenge to Ham kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte hain aur acha profit hasil nhi kar saktay Hain agar Ham trading main kamyabi hasil karna chahte hain to hamen hamesha Dil laga kar mehnat k sath sabar ke sath achi planning k sath kam karna chahie Daily apne kam ko complete karna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai loss lalach ki wjaa say hota hay

                              Assalamu alaikum pyare doston bahut hi achcha informative sawal Kiya gaya hai ki trading Mela hamesha hi lala chhapra se hota hai yaar doston Jo Banda training ke dar enlarge Karta Hai Sabha se Kam Nahin leta jaldbazi Karta Hai hamesha hi Na kam hota hai aur larson karta hai tere doston mein chahie ki trading ke bahut se rules and regulation Hai unko follow Karnal abhi hota hai agar ham follow kar le Bula le rahenge sakenge acchi achievement milegi tere doston mein chahie Ki Hai jab bhi ham trade lagaen to sabar se kam Karen old Karen vate Karen jaruri uske bad kamyabi milegi Agar Lal karenge to last Mein a jaenge hamara nuksan hoga account was hone ka khatra ho jaega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X