Loss ki waja say preshan na hon.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki waja say preshan na hon.
    Assalamu Alaikum dostoo kya hal hai aap sabka ummid karta hun ke sab dost khairiyat se Honge aur Forex trading Se Achcha profit Hasil kar rahe Honge dost aaj main aapko batana Chahta Hun Ki Duniya ka koi bhi business ho nafa aur nuksan Har business ka hissa hote hain aur Forex per bhi kabhi nafa Hota Hai To Kabhi nuksan hota hai lekin nuksan ki vajah Se Kabhi Bhi mayus Na hun aur apni mehnat ko Jari rakhen aur koshish karen keh apni mistakes ko improve Karen aur apni mistake se experience Hasil Karke Forex Se Achcha profit Hasil Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki waja say preshan na hon.

    Absoulty loss busniess ka hissa hota ha ise waja se ager busniess ma loss ho jye tu preshan nhi hona chyee balky or bi mehnat krni chy jiss se hm apne loss ko recover kr sky or apne loss ko faidy ma badal skyn.loss se he hm sekty hn k bussniess ko kcy run krna or kia stratgies apnani chyee.forex bi hmra busniess he ha loss ki surat ma stratgies banye or loss ko recover kryn.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki waja say preshan na hon.

      Loss Hona hi Guid Lainy Kaly important Hy loss forex business mein ho jaaye To Hamen bilkul ghabrana Nahin chahie Hamen Apne kam ko bilkul continue Rakhna chahie Is Tarah Hamara kam bhi jaldi jaldi ho jaega Hamen acchi trading karne mein Achcha fayda focus adjust Hoga isliye Jab Bhi acchi trading Karen automatically uske liye benefit banane ke liye good always kam ko hardworking se acchi Apne mind ko satispay rakhte Hue Karen Is Tarah Hamare liye Achcha Sa Hamesha benefit mil jaega
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki waja say preshan na hon.

        dear friend ap na theak kaha ha k forex trading mn loss ki waja sa preshan nhi hona chayay keun k profit aur loss business ka hissa hota ha to agr apko loss ho jay to preshan honay ki bjaye loss ki waja jo ghalti ho usay door kren aur dobara kbi bhi repeat na kren ta k dobara loss na ho
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki waja say preshan na hon.

          Hamen forex men agar loss ho jay tu hamen preshan nahin hona chhaye kun kay agar hum as men preshan ho jayen gy tu hum as men acha nafa hasil nahin kar sakty hain balkeh hum nakam hjo jaty hain as lai hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chahye kun kay agar hum forex men achy tarekya kay sath kam ko jary rakhty hain tu hum as men kabhy bhe nakam nahin ho sakty hain balkeh hum kamyab ho jaty hain kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men bahtu zeyada mahnat kay sath kam karna hota hy agar hum kisy bhe kam men mahnat nahjin karty hain tu hum kamyab nahin ho sakty hain as lia hamen her kam men lazmen karny chahey
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki waja say preshan na hon.

            Loss ki Waja say parshan nhihon aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko jab loss hota hai tu aap ko parshani nhi honi chahiy jabaap àcha Kaam krtay hai tu aap ko kamyabi hoti hai iss Lia aap ko los say parshani nhi honi chahiy
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki waja say preshan na hon.

              Assalamu Alaikum dear forex member ummid hai aap sab khairiyat se Honge aapki baat bilkul theek hai Hamen Apne Loss ki vajah se pareshan Nahin Hona chahie Hamen Sabar se kam Lena chahie Agar kisi din Hamen trading Mein loss Ho Gaya Hai To Ham Sabar Karen aur acche movement Ka Intezar Karen Jab Dekhe market ki acchi movement ho rahi hai tab Ham Jyada lot size ki trade Laga De is Surat Mein Ham Apne loss ko recover kar sakte hain aur Jyada Se Jyada profit hasil kar sakte hain isliye Hamen Apne loss se pareshan Nahin Hona chahie usse bhi experience Hasil karna chahie aur dekhna chahie woh loss Kis vajah Se Hua Hai Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki waja say preshan na hon.

                Dear pak Forex member Main ummid karta Hun ki aap sab khairiyat se honge yahi vajah hai Claus ki vajah se pareshan na ho balki mehnat ke sath kam Karen jarur kamyabi hasil hogi iske liye jaruri hai ki jab hamen loss ho jata hai to subah ke sath kam Karen aap jarur kamyab honge iske liye jaruri hai ki Ham jaldbazi se bache aur active hokar kam Karen to Ham last se bus sakenge aur jarur kamyabi hasil hogi isliye hamen chahie ki lok ki vajah se pareshan na ho balki mehnat Karen aur jarur kamyab honge
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki waja say preshan na hon.

                  Walaikum salam Dear Forexs member's kya hal hai main ummid karta hun aap sab member's kheriyat se honge ji han bilkul Jaise thread mein kaha gaya hai loss hony ki waja se parshan na hon balkey phely se jyada mehnat karni chayie aur apni mistake ko repeet na hony dain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki waja say preshan na hon.

                    Ttading me nuksan ki vajah se hamen pareshan nahin hona chahie kyunki yah Ek international market hoti hai jitni acchi another karke trade karenge itna hi ismein success honge yah 1 profitable business hardworking Karen kamyabi milegi market ko acchi tarah analyses karke jab aap ismein trade karenge to success honge regular Apne kaam par focus Karen post ki quality ko Achcha banaya quantity per focus karenge to succeed honge
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki waja say preshan na hon.

                      ji han hamesha loss ki vajah se pareshan nahin hona chahie balki hamen losco positive lete hue hamen dobara se minut karni chahie kyunki agar Ham ek dafa loss ka shikar honge to hamen Mari galtiyo ko bhi new karne ka mauka milega Ham apni galti hone ke bare mein analyse karenge apni galti ko dusri Safar khatam karke achcha kam karne koshish karenge isliye hamesha loss ko pahunch gaye hue mein Lena chahie nag negative mein
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki waja say preshan na hon.

                        Assalamu alaikum my dear friends Umeed karta hun kya aapko khairiyat se Honge Pakistan per coronavirus h a profit ko Aasan kar rahe Honge aur kamyabi ka Apna Muqaddar bana rahe Honge aapane bahut hi Pyari baat ki hai main aapke pass hone Ki Surat Mein Pareshan Nahin Hona chahie Kyunki Jo agar aap log Lo Sone Ki Surat Mein Pareshan hote hain to usse aap log pareshani ki vajah se Kuchh aur galat trade ko open kar lete hain jisse aapka count was ho jata hai isliye Sabar aur ham unke Sath kam Kiya Kahin thank you so much
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki waja say preshan na hon.

                          Asslam u Alikum dear forex members apki baat bilkul theik hain humey forex mein loss ki wajah se bilkul bi pershaan nahi hona chahiye forex mein humey loss hoga but humey loss se bilkul pershaan nahi hona balkey apney loss ko behtr krney keliye trading ko samjh ke krna hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki waja say preshan na hon.

                            Profit ki tarah loss b kisi b business ka hissa hota hai apko loss se pareshan nahin hona chahye balkay khullay dil k sath is ko qabool Karen aur isko kam karnay ki koshish karen. Musalsal trade aur mehnat k sath loss kam se kam kya ja sakta hai. Lekin agar ap loss ki waja se trade karna chor dain gay to ap kabi b profit nahin kama saken gay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki waja say preshan na hon.

                              Loss par hamay apna Dil Chota nai Karna chahiya agar hamay apna miyar ko bahatar Bana hay too hamay Dil laga Kay Kam karhay is liya hamay mahant kartay Rahana chahiya yahi sab say best tarika hay agay barhanay kaa is liya Dil laga Kay Kam karhay mahant may azmat hay aur ACHa Kam karhay yahi sab say agar agay barhana hay to hamay mahant hasal karhay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X