Manage Your Plan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    waisy plan hai tu zrori but aagr aap iss forum k plan k mutaabik chaly tu baat hi kuch oor hai, yaani k aagr aap iss forum k rul's ko follow krty hoye mery khiyal me iss se best plan koi oor ni hoga aur yahi sab k liye best hai,.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Ji han bohat hi sahi aur pate ki baat ki hai apne mere bhai humain apne plan ko manage karna chahiye apne poore din kay lihaz se kyun kay is cheez main hamara hi faida hai kay hum phir aik level kay sath sath chalte hain
      • #93 Collapse

        thek kaha . us plaan koo ek specific timimg mnain manag b karna ana chahiye k hamary roz mara k kam b us say effect na hon , is planing main ek hissa trading learn karnay k liye b hona chahiye , kyu k trading ki practice our learning kabhi khaatam nai hoti
        • #94 Collapse

          planing tou jis kaam k liey b ki jaye wo acha hi hota hai aur agr hum forex mein b planing kren tou hum apne kam wakt mein earning ko increase kar sakte hain..baaki ap apni greed ko b control krein tou behtar hai
          • #95 Collapse

            yes brother life mein plan bhut zarori hai ager life mein apny kamyabi hasil karni hai. ap daily target rakhen ka meiny 40 posting lazmi karni hai. aur trading mein kitna time daina hai. that the way of success full life.
            • #96 Collapse

              sir hamay treading krne se phly plan hona chaye or fresh mind se tread krna chaye is se hum or bhi ziada profi kama skte hai or jo is me new ata hai phly experince ko big kry phr is me tread karey....
              • #97 Collapse

                It is a better advice fr a new trader then advice to get learn from seniors...we should make a plan after starting job and set our target in trade ..it helps us to avoid emotions and greed.
                • #98 Collapse

                  Jee bhai hum har kaam ko usi waqt ache tareeqay se kar saken ge jab hum planing kar ke kaam karen ge planing bohat aham roll aada karti hai har kaam me jab bhi hum posting karen ya trading karen hume planing ke saath hi kani chayye......
                   
                  • #99 Collapse

                    g hain ap forex forum posting main paln kar sakty hain kyoon kay zida tar log is ko part time karty hain or wo b hain jo is ko pora din karty hain is kay liya time fixed karna zroree naiee hay ap jis waqat free hoon is main kam kar sakty hain/
                    • #100 Collapse

                      Well according to me, Make goals deadlines. Try not to make goals that seem too difficult to achieve withing your deadlines. Keep challenging but possible goals, that is very important. After you create your plan, try to find someone who is knowledgeable in your niche. This is a good way to get feedback on your plan and to know that your plan is on the right track.
                      • #101 Collapse

                        g han hum ko planing karn cheny ka kess time hum ko posting karn hein kess time hum ko tarde karn cheny g plan zarore bana cheny pher kam achi se ho gant hein humera tarding mein be planing karn cheny.
                        • #102 Collapse

                          ji han thk kaha aap ne hamen plan bna kr km krna chaheye is ek din mein itni post kr skte hai is se aapki trading bhi achi hoge kiun ke ek limit me aap trading kr re ho ge is lie hamen plan bna kr heee......
                          • #103 Collapse

                            Bilkul aaap ne Thik kaha k ham ko pory din main kitni Trading karni chaye or kia karna chahye is bary main ham ko plan bnana chahye k ham aik din main kitni Trading kar sakty hain k nai bhi.or agr haam ziada trading karty hain kia hamein Faida hota hai k nai bhi. or is saab ko haam plan bana saktey hai
                            • #104 Collapse

                              yes without planning kch bi possible nae hota har chze ko karny ka best hal sab say pahly uski planning akrna zarury hta hay ku kay agar planning nae hogi to kch bi kam sai tara say perform nae ho saky ga es lye kuch kam akrny say phly hamy plans banna or phir unko manage krna bht zarury hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                humain apne plan ko manage karna chahiye apne poore din kay lihaz se kyun kay is cheez main hamara hi faida hai kay hum phir aik level kay sath sath chalte hain b kr skty hen aur kam time sy zyada profit b earn kr skty hen planing ki aek aur khas bat ye b hai k ham zyada loss sy b door rahen gy
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X