...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

    Assalamu Alaikum dear Forex Pakistan Forex main aapko chahie kya aapko trading Soch Samajh Kar Karni chahie Jab aap trading Soch samajhkar Karenge to aap Achcha profit Hasil kar sakte hain to aapko chahie aapko acche tarike ke sath aapka Apna work karna hai Jitna Jyada acche tarike ke sath aap apna work Karenge Aap To Nahin Jyada Chhapra fir bhi kar sakte ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

      Walaikum salam!
      Ali aapane bahut acchi baat ki hai. Main aapki baat se hundred percent agree karta hun. Beginners Jo trader Forex Ki Duniya Mein new hote hain aur unke pass Jyada knowledge bhi nahin Hota aur unke account mein balance bhi kam Hota Hai To Aise Logon Ko chahie ki vah gold ki trade Se Dur Rahe. Gold bahut jyada risky business Hai. Iski ek din ke andar Bahut Si pips ups down hoti rahti hai. Aur is ke upar trade karne ke liye aapke pass kam se kam 20 Dollar hone chahie. Jab aap 20 Dollar ke upar is per trade open Karenge to Aapka account wash hnt k chances bhi ho sakta hai. Agar aap apna account ko wash hny Se Bachana Chahte Hain To sabse pahle Apne knowledge ko increase Karen aur uske bad minimum 100 USD ke bad aap gold pa trade Karen. Otherwise new members loss ka Samna kar sakte hain.
      • #18 Collapse

        Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

        Asslam O Alaikum dear forex members, bhai ap ne juniors kelye boht hi achi advice ki hai k beginners ko gold k pair say dooor rehna chahye kiun k gold pair boht hi risky pair hai ye apko aik waqt mein asman per poncha skta hai aur apko zameen per bhi la skta hai is lye beginners ko ziyada expereince nahi hota to unhein start mein is say door rehna chahye ta k unka account safe rahy kiun k agr woh gold per trade krein gy to unki na ahlli ki waja say unka account wash bhi ho skta hai aur unki sari mehnat per pani phir skt hai.
        • #19 Collapse

          Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

          new trade ka lye gold par trading karna bahut he zeyada riski hota ha agar ap esa karty han to ap ka aacounyt bahut he jald wash ho sakta ha to esa nhe karna ha ap na gold main risk is waja sa hota ha ka is ki movement bahut he zeyada fast hoti ha ye chand mitno main he ap ka acount khali kar skta ha to ap new han to is sa door tahen to achi bat ha
          • #20 Collapse

            Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

            Assalam walekum nearest number unhen Katihar se Honge aur apne kam Honge real number bahut hi Achcha question ki hai aap Logon Ne ke Hamen Mahila to Lagane ke sath Manjari ki Sulphuric Mein kam karna chahie Humko yah bol sakte hain Hamen chahie ki Ham aaj ka kam aaj ka nikal per naachoon Kabhi Humko Na Bhul sakte hain acche se Chhapra pareshan kar sakte hain mein chahie kya hamare pass knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai Hamen Jyada Se Jyada waqt prasidh hai usko Dena chahie Hamen chahie Ki Masti 6881 Se Kya aur Kaisi kamyabi
            • #21 Collapse

              Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

              Yes dear member Hamen is market mein agar successful trading karni hai To Hamen main God per kam trading karna Hogi Kyunki gold ka Hamen Itna Idea Nahin Hota jisse Hamara account varsh ho jata hai Hamen is market mein experience ke sath kam karna hota hai agar Ham ismein acche experience ke sath Kam Nahin Karenge To Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Hamen Kamyab hone ke liye practice karna Hogi Jab Ham demo account per practis karte hain aur Jyada Se Jyada minut Karke kam Karte Hain To Hamen is market mein bahut jyada advantages available hote hain isliye Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham ismein acche experience ke sath kam Karen Jab Hamari learning complete Hogi aur hamare pass experience Hoga To Ham is market Mein profitable Honge isliye Hamen demo account per time Dena Hoga aur Jyada Se Jyada practice Karke experience gain karna hoga aapko Agar trading karni hai to aapko and dx.jar gbpusd per trading karna Hogi.
              • #22 Collapse

                Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

                Jo beginners hai unhen Sabse pahle koshish Karni chahie Ke vah Log Jyada Se Jyada mehnat Karen Jani gadi's winner's ko gold medal is vajah se nahin Kyon Ke gold Mein fluctuations hone ki vajah se yah bhi possible ki Unka account was Ho Jaaye Kisi Se Jab tak beginners ki practice acchi aur Jyada Na Ho Jaaye tab tak unhen koshish Karni chahie Ke vah Log code mein trading na Karen Bal ke chote mote pair Mein trading Karke practice Bhi Karte Rahen aur vahan se Ladne ki Hasil Karte Rahen
                • #23 Collapse

                  Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

                  Vah trader Jo Abhi Abhi Trading mn new Hain Jo ya FIR unhone newly Forex ko join kiya hai vah training karna chahte hain to unke liye Behtar Hoga Ki gold ki trading Se Dur Rahen currency pairs per trade Karen aur safe trading Mere hi Apne account ko bhi safe rakhen aur apne Anand ko bhi safe rakhen other Gold per aap rate karna chahte hain to iske liye aapka account balance bahut jyada Hona chahie Varna aap apna account or investment khatm kar baithenge
                  • #24 Collapse

                    Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

                    dear Forex member of salam walekum ummid hai aap sab khairiyat se honge aaj humne jis topic per baat karni hai vah hai beginners gold se avoid Karen Jo beginners Hain unka abhi account balance lo Hoga is vajah se gold per trade na Karen because straight gold ki trade jo hai vah bahut hi movement wali hoti hai isliye unka account was ho sakta hai agar count was Nahin hoga to itna bada last ho sakta hai usko recover karna bahut tough hoga to isliye ham sab kuchh chahie ke Jo beginners Hain vah gold se white Karen Jaise hi unka account balance strong ho jata hai FIR vo trade Karen aur injoy Karen aur jyada arnav Hasil Karen thanks
                    • #25 Collapse

                      Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

                      Jo log beginners Hain unhen chahie ke gold ki trading se dur Rahe ta ke vah forex market mein achcha profit Hasil Kar paye Forex ek achcha platform hai agar Ham ismein mehnat karenge aur acche experience or knowledge ke sath kam karenge to forex market mein achcha profit Hasil ho sakta hai isliye Jo log beginners hai unhen chahie ke vah apne seniors se help lete Rahe Taki unka experience increased Ho jaaye aur vah bhi Forex mein join hokar kuch Hasil kar sake aur apni life mein achcha profit Hasil kar sake
                      • #26 Collapse

                        Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

                        Ji han aapki baat bilkul sahi hai hi business ko chahie ke vah Forex trading business Mein kam karte hue Gold per trading karne se avoid Karen Kyunki Ek risky pair haiApne a forest reading se related learning ko pahle complete karna hota hai aur Iske bad aapko demo account ki practice Kesari aapane experience increase karna hoga Jitna Jyada aapka experience or knowledge Forex trading se related Achcha Hoga utna hi aapki working quality acchi Hogi aur utna hi jyada aapko profit or bonus Hasil karne ka mauka Milega isliye aapko chahie ki market ki moment ke sath intouch Nahin aur usko samajhne ki koshish karen Kyunki market ki Munh Mein ko samajh mein aur usko analysis karne ke bad Jab aap apna Koi order please Karte Hain To aap ka order successful hota hai aur aap achha profit Hasil kar sakte hain iske sath sath aapko chahie ki mehnat aur Lagan ke sath Apna Kam Karte Rahi isiliye Gold per trading se avoid karna hi business ke liye Achcha Hota Hai
                        • #27 Collapse

                          Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

                          Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapane bahut acchi baat ki hai ki beginners ko chahie keva gold ki trading Se Dur Rahe Kyunki vo ldki trading Gajab gold ki movement kabhi bhi market Mein Sable Nahin rahti aur yah bahut hi jyada Swasthya tarike se Munh kar diya to beginners ko chahie ki vah kabhi bhi gold Patel na gayan unhen chahie ke use per ke Lagane Jiske bare mein information ki currency value market mein bahut hi log Ho use chij per cream Lagani chahie
                          • #28 Collapse

                            Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

                            Ji bilkul dost aapane interest for Maiya Ke Jo dhandha new members hota hai se chahie keva gold ki trading Se Dur raha hai aur apne account ko save Rakhe isliye Jo Banda new member jata hai use Gold per trade Nahin Rahe chahie Kyunki Gold ke moment bahut hi fast hoti hai aur bahut hi up and down Ho Jaati Hai Jiski vajah se agar aap new members hain aur aapko trading ka koi experience nahin hai to aap Gold per trade Na Le
                            • #29 Collapse

                              Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

                              begginners ko wohi kam krna chye jo unhy smj sahi trh a jy jis ka uny thora bht pata chl jy ya jis ky baray main unhy information ho q ky bgair ksi learning k koi chez krna main unhy nuqsan b ho skta haiEnable GingerCannot connect to Ginger Check your internet connection
                              or reload the browserDisable in this text fieldRephraseRephrase current sentenceEdit in Ginger×
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: ...Begginers Gold Trading se Door Rahen...

                                Assalam Alaikum!
                                dear Fox members ummid karta hun aap sab khairiyat se honge aur Pakistan Forex forum per apni posting se achcha bonus le rahe honge. Meri new members ko advice hai ke gold trading se a dur rahen. Kyunki new members ko gold ki market ki movement ka sahi andaza nahin hota. Gold ki movement bahut fast hoti hai jismein agar profit hone Lage to vah bhi jyada hota hai aur agar nuksan hone Lage to vah bhi bahut jyada hota hai. Isliye beginners ko chahie ke vah gold trading se avoid Karen Taki nuksan se Bach jaen. Beginners ko silver per trade karni chahie.
                                JazakAllah 🌹❤️🥰

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X