control your emotions and stay focused
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    control your emotions and stay focused
    agar ap gussy ya kisi waja se dukh mein hain i don't think apko forex ka kam krna chahye . insan jb hi kisi kam ko achi tarhan anjam dy sakta hai jb wo relax ho . insan ko emotions ko control mein rakhna chahye or kam pr focus krna chahye :)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han forex mein hamko chhaiye ke ham is mein apne emotions ko control karen aur is mein kabhi bhi ham had se ziyada ka risk nahi len.
    • #3 Collapse

      gee haan bhai hmein apne trading mein emotions ko control mein rkhna hota he aur hmein apne trading mein market ko dekhna hota he aur jb hm apne trading mein market ko sahih smjh kr apne trading krte hien hmein trading boht faida dete he
      • #4 Collapse

        g han forex trading mien main cheez ye hai ke is mien ap apne emotions ko control karen aur ap kabhi bhi panic nahi hon is mien ap agar apne emotions ko control karenge to ap kamiyab hoskate hian.
        • #5 Collapse

          g han agar app ko 1 trade me loss ho jata hay or app emotional ho jaty hey to app zeyda lot size laga kar zeyda risk leny ki koshish karty hey es se loss or b zeyda ho sakta hay
          • #6 Collapse

            Zindagi mein kisi b kism ka business ho us mein apne ap control hona bht important factor hai jitna apni feelings pe apni emotions pe control ho ga utna he zayada flexible rehta hai insan business mein forx mein b yehe rule chalta hai apne ap ko control mein rakhty hoye just focus on ur goal and stay updated time to time
            • #7 Collapse

              ye bat ap ki theek hai wysy bhi ager daikha jai tu tention man koi kaam theek say nae hu pata tu forex man trade kysy ker sakty hain ic liye concentration say kam kiya karain ta k profit ku increase ker sakain.
              • #8 Collapse

                jee bilkul janab hamen Forex trading k iss business main apnay emotions ko qaboo main rakhtay huye kaam karna chahyie kynk jab bhi hum iss business main emotions k sath kaam kartay hain tou hamen buhat loss hota hae.. senior traders bhi yehi kehtay hain k emotions ko side pe rakh k trading karen
                 
                • #9 Collapse

                  bhai emotions per control bohat zarori hai humy cahiyeh mehant karain or emotions ko trading k darmiyan na lagain tubhi faida hai or emotions per control bohat zarori hai itna
                  • #10 Collapse

                    dear demo account or real account main farq he yahe hai k ham apny emotion ko control nahe kar skty is lai k jab ham demo per kam karty hai to bara easy la kar karty hai per jab ham real main kam karty hai to boaht emotional hoty hai jiss ki waja chances of loss barh jaty hai.
                    • #11 Collapse

                      bat ap ki bilkul theek hai kai humay is market main confuse nai hona chahiyay aur apni emotions per control rakhna chahiyay lakin mairay khiyal say yeh market hi aisi hai kai is main ap apni emotions per control nahi kar saktay zaida dair lakin jo kar laita hai i think wohi kamyab trader hai is makret main.
                      • #12 Collapse

                        Emotional ho kar trading krney sey aap ka profit zaya ho sakta hy. Maximum traders ko jab loss hota hy to woh emotional ho jatey hain aur wrong decisions lena shuroo kr detay hain. Is leye trading sey pehlay apney mind ko relax kr lain aur cool mind key sath trading krain aur decisions lain.
                        • #13 Collapse

                          Gee mery bgai ap ki baat bikul durast hai. Es market mai emotion control krna bohat zaroori hai. Es market mai emotion ko control kr ky es market mai bohat acha profit hasil kr sakty hai. Aur ap es market mai regular profit hasil kr sakty hai.
                          • #14 Collapse

                            ji bilkul humein chayein ky hum apny emotions ko control mein raklhye aur apna pura focus apni trading pe rakhey jabhi hum ek axhy trader ban paye gy idher lehaza humein chayein ky hum jab bhi trading karey tou hum apna pura dehan idher rakhein aur apny emotions ko control mein rakhey
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jo traders loss ki waja sey emotional ho jatey hain woh apna trading ko destroy kr detay hain. Emotions kisi bhi kam main dangerous hotey hain aur yeh aap ko hamesha nuqsan hi puhanchatey hain. Is leye hamesha relax mind key sath trading krain aur emotional ho kar koi step na lain aur na hi koi decision lain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X