Greed nahi karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Greed nahi krna aur is sey hamesha door rehna hy. Lalach main aa kar maximum traders big profit key chakar main big lots lagana shuroo kr detay hain jis ki waja sey jo profit hath aya hota hy woh bhi zaya ho jata hy. Hamain patience sey kam lena hy aur jo profit asani sey ho jaye us ko accept kr key agey barhna hy aur slowly slowly profit ko increase krna hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dosto aik baat clear ker doon k forex main greed kerna he sab say bara loss kerna hai app us main apny lalach ko control ker k hi kaam kerna chahy
      • #18 Collapse

        Iss main sab se ziafa nuksan dene wali chese lalch hi hota hai iss lia apko iss kam main lalch free majoosi free hona chahiay hota hai apko iss main jaldbazi ki b koi jaga nahi
        • #19 Collapse

          yes dear koi b kam kiya jahe us me greed nai hona chaiye. forex trade me ziyada se ziyada mehnat ki jahe forex trade me koi lalach nai hona chiye.
          • #20 Collapse

            greed se he bachna sab se mushkil hai kiun ke forex me lalach kiya nahi jata insan se jane anjane me ho he jata hai aesa khud mere apne sath bohat bar ho chuka hai me lalach nahi bhi karna chahon to bhi kabhi thora bohat bhi ho jata hai jis ke rehte mujhe losses ko face karna parta hai or phir un ko cover karne ke lye he mera extra kafi wakt guzar jata hai .
            • #21 Collapse

              Sab se ziada us insan ko iss main nuksan hota hai jo k lala h kare iss main iss kam main aghar apko ssuccess chahiay tu lalach free ho k kam karen aapgay iss mainmain khub mehant karen uar aap kabhi b mayoos na ho
              Apa iss main scalping se bachen uar stress free ho k kam kare
              • #22 Collapse

                Dear greed ka matlb hy lalch aksar hum trading karty wqt lalch kar jaty hy aur apny plan sy het kar trade karny lag jaty hy us ka nateja ya hota hy ka hum loss kar jaty hy jab hum ya dakty hy ka ab mari trade profit main hy aur jo main nay plan bany tha us sy zyda profit ho sakta hy to hum apna tak profit zyda kar dytay hy jas sy waja market ki movement agher ult ho jati hy to humy loss ho jata hy as lay ap trading main kabi bi lalch nay karny
                • #23 Collapse

                  Us main sb say bara dushmen aik trader ka greed hai jab hum greed k sath trade krty hain to loss kerty hian us k bad hum emotion main aa jaty hain our emotional trade main hum account wash kerty hain to us ko control kerna ho ga tab he app achay trader ban sagty hain
                  • #24 Collapse

                    g bhai bilkul greed ka nuksan or anjam bht bura hota hai bhaly wo koi bhi busines ho ap agar greed karin gy to apko loss hi ho ga na k proft es leye ap koi bhi kam kary ap kabhi bhi greed na kary khas tor pay ap forex main kabhi greed na kary forex main greedi person hamhsa nakam hwa hai
                    • #25 Collapse

                      G forex trading business mein agr kaamyaab hona hy tu greed se bachna ho ga aur greed se Bach kar trading karni ho gi kiok forex trading business mein greed ki waja se sab se ziada loss hota hy aur greed se apna account hi wash ho jata hy is liye greed se Bach kar trading karni cahaiye tab hi kaamyaab trader ban saktay han
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: forexking1 پيغام ديکھيے
                        Hamein kisi bhi business mein greed nahi karni. Aap ko tou pata hoga ke greed karne ka anjaam sirf bura he hota hai is liye meri advice hai ke hamesha is se dur he rahein
                        Sirf Forex trading may nhi har tarhn ka business may greed ko bura samjha jata ha aur ya aadat boht buri ha ku ka ya boht zada nuksaan da sabit hoti ha apko chahiye ka ap as say bach ke Forex business may success hasil karen.
                        • #27 Collapse

                          Greedy nahi krna kyu k forex market mai greedy krnay say ap forex market mai earing nahi hasil kr sakty ho. ap ko forex market mai losszadaq ho gy. es lye greedy work na kray. aop ko bhe forexmaket mai earning ho.
                          • #28 Collapse

                            My dear friend ham ko kbi bi kasi b business ma greed ni karna cahyea kam kama lo lakin kbi as tarf na jao q k jo ham acha profit earn karty b hi wo b loss ma change kar laty hi ya ak bhut bura kam hi as lya kbi b trading karty wakt greed na karoo
                            • #29 Collapse

                              forex me agar hum greed karian agey to kabhi bhi kamyaab nahi ho sakhain gaye is liye hum trading karte waqt bilkul greed se dor rehna chahiye warna hamara loss ho sakhta hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex trading business mein agr hum greed se bach kar trading kartay han tu forex trading business mein kaamyaab trader ban saktay han kiok greed se is business se kuch hasil nhi kar saktay aur jo balance hota hy wo bhi loss ho jata hy is liye greed se bach kar trading karain tu profit earn kar saktay han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X