Greed nahi karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed nahi karna
    Hamein kisi bhi business mein greed nahi karni. Aap ko tou pata hoga ke greed karne ka anjaam sirf bura he hota hai is liye meri advice hai ke hamesha is se dur he rahein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han greed ka anjam bahot hi bura hota hay jo profit ho raha hota hay wo b loss ho jata hay or hamari investment b loss ho jati hay
    • #3 Collapse

      g han forex mein hamko kabhi bhi greed nahi karni chhaiye,ye bohat hi ziyada riksy business hai aur is mein hamko big loss bhi hosakta hai.
      • #4 Collapse

        ji han dost blkl thk bt ki apny k hmy greed sy bchna chahiay, mai agree krta hun apki bt sy.. achy traders kehty hain k jo bnda greed sy nae bchta wo 99% sure apna loss krta hai aur kbi kbi to bnda apna pora capital loss krdeta hai ek choty sy lalach k pechy
        • #5 Collapse

          g han greed nai karne chayhe kyu k greed ki wajah se aksar loss hota ha..greed karne se jo profit earn karte han use be loss kar sakte ha .is leye koshish karne chayhe k greed se bach saken ta k ache trading kar saken ..forex trading ma hardwork karne chaye aur experience hasil karna chayhe
          • #6 Collapse

            G bilkul greed kisi trha ap ko faida to dy nahi skti, ho skta hy aarzi tor py ap ko 1 , 2 profit wali trade mil jain, par jab app ki adat ban jaye gi, greed ki, tb ap bra loss kro gy, q k baaz oqat yakdm sy bra profit ho jata hy, bnda smjhta hy k market favor men hy, aur hum trade men enter ho jaty hen, aur phir ykdm market against jati hy, aur phir sab kuch ura k ly jati hy, phir bndy k pas pachtawy k ilawa kuch nahi hota.
            • #7 Collapse

              Greed ak achi chiz ni heeee is door rahna chayeeee
              • #8 Collapse

                Greed kay nazdeek behi nahin jana chayie ise sey insaan bohat nuksaan otahata hay aagercha yeh greed insaan ki nature main shamil hay wo greed kiye bagir nahin rakh saktey tahum humain ise sey har mumkin hade tak bachney ki koshish karni chayie......
                • #9 Collapse

                  aj kal kay jitnay bhi new trader nhain woh samajhtay hain kay un ko aik ddin mmain hi har cheez ka expereinced ho jai ga aur woh yeh bhi kahtay hinn kay hum trading main aik hi trade main ameer tareen aur millionairt bann jain gay so i think that this is a wrong view of point the point is that we must do the trading with ccare.
                  • #10 Collapse

                    ji ha bhi ji hum ko forex ma greed nhi krny chheay agar hum is ma greed ness krty hy to hum ko is ka bohat noksan uthna padta hy bis leay hum ko is ma dill lga kr mahnat or bgar greed keay kam kerna chaheay
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      forex main treader k liay greedy ak enemy ha jis se treader treading k doran apnay attitude ki waja se apna nuqsan kar jata ha treader ko chaye k wo patience aur sabar tahamal k sath treadjing karay aur ak kamyab treader ban jay
                      • #12 Collapse

                        g bilkul dear ap ne theek kaha hume kise bhe business main greed nhe krna chahye khas tor per ager wo forex ho kyn ki forex boht risky business hia is main risk boht hai
                        • #13 Collapse

                          balkul g greed her jaga harmfull hai chahain wo forex trading ho ya phir koi others business . wasiy forex main to balkul greed nahe karna chainy q k ya baki business se zyda risky hai
                          • #14 Collapse

                            forex is a very risky business than other side greed in forex is very risky .we can not control our greed then we should not success in forex and did not earning .so greed is very bad for every business from online .so saw that greed in forex business is very danger.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              han dear is buiness mein baht ziyada loss ho jata hai ye aik acha buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik acha buiness hai lekin mehnat sy kia jata hai ye aik acha buines shai is ko bahut sy loog kr rahy hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X