Re: Jab tak kamyaabi nhai milti koshish karty rehna chahiy
G bilkul Insan ko himat ni harni chahye!! zindagi mein koi bhi imtihan aa jaye insan ko sabit kadam rahna chahyea or apni koshish jari rakhni chahyea.
kyn k nakami asal mein kamyabi ki seerhi ha . Insan apni nakami se jo seekhta ha wo 1 dam ki kamyabi se shayd na seekh paye. Insan ko koshish jari rakhni
chahye or results ALLAH py chor daina chahye. Isi trah forex trading ka moamla ha agr ap ko kisis waja se loss ho jata ha to us se himat na haryea balkay us
se seekhny ki koshish kijye kyn k dunya mein koi bhi cheez baghair mahnet k ni milti. Allah ham sab ka hami-o-Nasir ho AMEEN!!!!!!!!

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим