Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss aur profit business ka hisab Hote Hain
    Assalamu Alaikum dear Forex member loss or profit donon hi business ka hisaab hote hain to aapko ghabrana Nahin chahie aapko freshpet ke sath Soch Samajh Kar apni trade Lagani chahie loss bhi hota hai to aapko tension Nahin leni chahie Kyunki yah Ek business ka hissa hai Business mein hi yah kam chalta rahata hai loss bhi hota hai profit bhi Hota Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

    Forex business mein bonus se trading karain ya apni investment se trading karain jab loss hota hai tension tu hoti hai ye nahin hota kay loss ho tu Khushi hoti hai loss se tension tu hoti hi hai kiok ab tu bonus bhi buht ziada mehnat se hasil hota hai aur ye nahin hota kay bonus hasil kartay rehen aur us ko loss kartay rehna aur ye kehen kay ye business ka hisaa hota hai aur ghabrna nahin hai

    Is kay leye zaroori hai kay agr loss ho tu real trading ko choor kar demo account par practice karain aur Jo loss ho is se learning karain gey tu hum loss se learning kartay han aur js mistake se loss hota hai us ki practice kar kay demo account mein learning kartay han aur phr hi real account mein trading kartay han tu hi loss se bach saktay han aur agr ghabrna nahin hai ye soch kar real account mein trading kartay rehen gey aur loss kartay rehen gey tu Aik din Tang aa kar forex business ko hi choor jatay han is traha phr serf ghabrna ghabrna hi hota hai aur kuch nahin hota
    • #3 Collapse

      Re: Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

      Ji han dear friend aapane sahi kaha loss or profit har business ka hissa hote hain agar hamen trading karte hue loss ho jaaye to main kabhi ghabrana nahin chahie hamesha losco profit ki tarah accept karna chahie aur kabhi bhi loss hone par ghabrana nahin chahie isliye hamen chahie Kya hamesha Forex mein mehnat ke sath apne kam ko continue rakhe hain aur kabhi bhi lost ghabraye mat kyunki jab ham log se ghabrate Hain to hamen hamesha is Kadar se nuksan hi hota hai aisi bhi hamen chahie ki hamesha Forex mein mehnat ke sath kam karte rahen kyunky ismein mehnat ke sath kam karne wale log hi kamyab hote Hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

        Loss aur profit Dono business Ka hisa Hay is liya Dil laga Kay Kam karhay mahnat may azmat hay aur hamay mahnat kartay rahana chahiya yahi Hamay agay barhnay may madad dayta hay is liya Dil laga Kay Kam karhay tab hi Acha profit hasal karnay may madad milhay gii yahi hamay agay barhnay may madad dayta hay is liya Dil laga Kay Kam karhay aur hamay agay barhana hay to hamay Dil laga Kay Kam kartay rahan chahiya
        • #5 Collapse

          Re: Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

          Market ko Chhetri kaise check Karenge FIR aapka loss profit Mein change Hoga Kyunki Agar market ko niche Karenge Sidha post karte rahenge trading karte rahenge hot citycable Qureshi Karen Kalabhavan trading Karenge to Fir aapko success kabhi bhi nahin Ho Sakenge success aadami Ki Nishani Kyon pahle market ke sath sath chalta rahata hai FIR apni rahe rahata hai market bus Ki Baat Karte Hain koshish Karenge acchi se acchi aapka market mahine mausa ke aap ek Achcha Sa subject to mujhe lagta hai aap acche tarike se bar Karenge wala Chhatri Kaise aapki Yad Nahin ho gai
          • #6 Collapse

            Re: Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

            Assalamu alaikum Kisi bhi business mein profit or loss sath sath hote Hain Forex ek bahut accha platform hai ismein aap jitni jyada mehnat karte hain utna jyada aapko uska reward milta hai

            Agar aap is business maim loss se bachana chahte Hain to uske liye aapko minut karna chahieagar aap is business mein acha knowledge hasil karte hain to aapko bahut jyada benefit milta hai apne knowledge ko improve karne ke liye aapko internet ki help leni chahie internet ke upar ap maximum videos dekhkar apny knowledge ko improve kar sakte hain


            Jitni jyada aap ki practice hoti hai utna aapko benefit hota hai aur aap nuksan se bus sakte hain isliye aapko demo account ke upar practice karni chahie apna experience improve karna chahie experience improve karne ke liye aapko demo account ke upar maximum practice karni chahie demo account ki practice ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie

            agar aap emotional discipline aur risk to reward ratio ko follow karte hue trade karte Hain to aap expert trader ban sakte hain

            Forex trading ek bahut acha business hai ismein aapko proper stop loss or profit laga kar trading karni chahie isase aapka account wash nahin hota agar aap nuksan se ghabrate Hain to aap is business mein Kabhi bhi successful Nahin ho sakte agar aap Forex trading mein mehnat nahin karte to aap kabhi bhi successful nahin ho sakty Forex trading mein profit ke sath sath nuksan bhi hota hai nuksan hone ki Surat main aapko pareshan Nahin Hona chahie bal ke mehnat Karni chahie aur apni mistake se lesan hasil Karke dobara se koshish Karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

              Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai forex par hamien ziyada sy ziyada mehnat chahye.. Hum forex par jitni ziyada mehnat krien gy utna ziyada earning kr skty hein... Jitna ziyada forex py work hard krien gy utna ziyada hi forex par bonus mil skta hai. Aur us bonus sy hum ziyada sy ziyada trading kr skty hein .mehnat jitni ziyada ho gi earning bhi utni ziyada ho gii... Mehnat mein azmat hai .. Forex py ziyada bonus mehnat ka hi hai.... Thank you members..
              • #8 Collapse

                Re: Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

                Assalamu Alaikum dear ap ny bilkul sahi baat ki hai loss aur profit to business ka hissa hote hain isiliye Hamen Himmat Nahin Har Nahin chahieForex trading per Hamen apni mistakes ko ignore nahin karna chahie balke Hamen apni mistake se per Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur unko correct karna chahie Hamen chahie Ke Jab Ham post kar rahe hote hain to apni post ko throughout read karna chahie aur post ki quality or quantity per focus karna chahie aur Hamari post Mein jitni bhi mistakes hun un ko correct karna chahie Agar Hamari post Mein spelling mistakes Hoti Hai To Hamari post ko delete kar diya jata hai aur ham bonus Ki Nahin Hasil kar sakte isiliye Hamen Apne kam ko proper time Dena chahie aur proper way Mein Hamen Apna Kam karna chahie Jab Ham proper time dekar kam Karte Hain To tab hi acche level ka kam ho sakta hai aur mistake hone ke chances bahut kam hote hain agar aap Chahte Hain ki aapki post Mein mistake kam se kam ho to aapko sabse pahle demo account per practice karni chahie aur Apna knowledge or experience increase karna chahie tab bhi hi aap with out spelling mistake post kar sakte hain Agar Ham Himmat Haar Ke kam karna Chhod Dete Hain To Hamen na Kami ka Samna karna padta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

                  Jis waqt aap mehnat ke sath kam karte hain use waqt hamen loss ki fikra nahin hoti loss or profit business ka paath hai Jis waqt aap mehnat karenge aapko benefit mein laga lo sahi hamesha Brazil karna chahie loss karne se hamen nuksan hota hai isliye Mila ki nahin chahie tha ki jyada main karke Ham kamyabi Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

                    Asslam u Alikum dear forex members mein umeeid krta ho keh ap kheriyat se hogey or apna kaam mehnat se forex pe kr rahy hogey g bilkul apne theik kaha hain keh loss or profit business ka hisa hain humey na tu loss honey pe mayoos hona chahiye or na profit milney pe emotionally unstable hojana chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

                      Loss or profit ka hisab rakhna busines ma sub say aham cheez ha kun k jab humay pata chalay ga k humay busines ma loss howa ha ya profit to hum apnay busines ko chalanay ma be aasani ho jati ha or es k elewa jab humay loss hota hai to ainda loss honay say bacha saktay hain or apnay busines ko profit ke tarf lay kar ja saktay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

                        Forex ak esa relaiable business ha jis me profit ur loss forex ka hisa ha es me hamain kbhi we loss ho sakta ha ur kbhi we profit ye hmarey upar depend krta ha k ham kia kren ur hamain chahye k ham forex me trade lganey sy pehley axhi trah learning kr ly ge to phr hamain loss ka samna nhi karna parta ha .
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

                          Ji han bilkul dear aapane bilkul sahi kaha hi loss aur profit business ka hissa Hote Hain market Mein kam kar rahe hote hain ismein aap dekhte hain ke aapko is market mein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hota hai aur aap ko acche tarike se analysis ko perform Karke market Mein trade karna Hoti Hai Kyunki Jab office mein acche tarike se Soch Samajh Kar kam Karenge aur Marne trade ke sath money management ke rules and regulations ko call ok Karenge aur stop-loss aur take profit ka istemal Karenge to iska aapko bahut jyada fayda Hoga Kyunki market Mein Jab Koi ji trade open ki jaati hai aapko lot size kitne account capital Ke Malik Rakhna hoti hai aur uske sath aapko apni trade ke sath stop-loss bahut jyada Jaruri Lagana hota hai Kyunki isase aapko ya fayda Hote Hain Ki aapka account safe hota hai aur aapko bahut advantages mil Jaate Hain Jab aap Soch Samajh Kar kam Karenge aur aap mein hain Karenge to aapko ismein Jyada fayda Milega aur aap ko kamyabi milegi agar aap kis Business mein Soch Samajh Kar kaam Karenge Aap Ko fayda Hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

                            Loss or profit business ka hisa hotay hai aap ki baat bilkul theek hai forex trading mein loss or profit business ka hisa hai aap ko loss honay par ghabrna nhi chahiy aap ko loss ka samna Karna chaiy tab aap Acha Kaam Kar ka acha profit hasal Kar saktay hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss aur profit business ka hisab Hote Hain

                              Walekum assalam dear aapane bilkul sahi kaha hi loss or profit donon business ka hissa Hote HainForex trading Ek bahut hi Jabardast online business hai jismein aap Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur aapas mein raat mein bhi kam Karke se profit Le sakte hain agar aap ismein Mein Nahin karte hain aur aap ismein knowledge Hasil Karke kam karte hain to aapko ismein bahut jyada fayda hote hain Forex trading main aapke pass experience Hona chahie aur aapke pass knowledge Hona chahie tabhi aapko ismein kamyabi milati hai isliye is Samay Apna experience increase karne ki koshish karen aur is form per Jyada Se Jyada mehnat Karen aapko is market mein jyada Se Jyada profit is Waqt ho sakta hai Jab aap mehnat Karenge Jab aap is market Mein kam Karte Hain To aap Kis Ko acche se time Denge aur mahine tirange to aapko fayda hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X