Lot kya ha aur is ki kitni kism hain.?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot kya ha aur is ki kitni kism hain.?
    Aslam o alaikum,

    Dear Forex members kya hal hai ummid karta hun Sab khairiyat se Honge aur Apni Apni Forex trading Mein kam karte hue apni learning ko boht he achy triky sy continues rakh rahy ho gy dear ma aj ap k sath kuch information share krna chata hu jo k forex trading ma hmari lot k related ha k lot basically kya ha aur is ki kitni kosmy hain aur lot ka hmari Forex market ma kya roll hota ha ye sab kuch ham aj k is topic ma discuss karty ha dear Forex friends ma ummid karta hun Sab dost mary is topic ma apni apny best opinions share karen gy aur mari is information k related mari islah karen gy aur hmary juniors ko zada sy zada information provide karen gy.

    What is lot,?

    Dear Forex members lot sy murad ha k hmari Forex market Mein trading ki value ko jo cheez zahir krti ha lot kahlati ha dear Forex members lot ki base pr he hamri trading Mein ham ko loss aur profit Hasil hota ha jis waja sy ye Hamari trading ki value ko zahir krta ha dear friends lot three types ki hoti ha jo k ma zail ma biyan krta hu.

    1. Micro lot
    2. Mini lot
    3. Standard lot

    1. Micro lot,

    Dear Forex members micro lot sent ma hoti ha jis ma aik pip 10 sent ka hota ha jis sy aik pip up ya down sy 10 sent faida hota ha ya nuksan hota ha.

    2.Mini lot,

    Dear Forex friends agr ham mini lot ko read krty hain to is ma hmari trading ma aik pip ki value aik dollar hoti ha jis ma aik pip sy aik dollar faida hota ha ya phr aik pip sy aik dollar ka loss hota ha.

    3.Standard lot,

    G dear Forex members standard lot ko agr ham dakhty hain to is ma hmari trading ka aik pip 10 dollars ka hota hai jis ma agr ham standard lot ko use krty hain to hmari trading sy hom ko aik pip k badly 10 dollar profit Milta Hai Ya phr 10 dollars ka loss hota ha.


    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	1
Size:	4.2 کلوبائٹ
ID:	12471252

    Dear Forex members hmari Forex trading Mein lot size boht he important roll pay krti ha q k hmary account management ma lot size b shamil hoti ha dear Forex members yad rahy k hmari lot size ki base pr he hmara account safe hota ha aur isi ki base pr he hmara profit milta ha.
    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot kya ha aur is ki kitni kism hain.?

    Dear brother forex trading men kamyabi ka mukaml daro madar lot size ki achi selection pe hota hey aur forex market men lot k sath hi trading hoti hey aur iss small lot size aur big lot k sath trading hoti hey lekin koshish karen k forex trading men hamesha small lot size ko use karen aur kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur phir achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Lot kya ha aur is ki kitni kism hain.?

      Hamen forex men trading kay duran lot size ka istamal karna hota hy agar hum lot size ka istamal nahin karen gy tu hum kamyaby hasil nahin kar saken gy balkeh hum nakam ho jayen gy tu hamne himat kay sath lot size ka istamal karna klazmen hota hy kun kay forex men trading karny kalia bahut zeyada time dena hota hy agar hum time nahin den gy tu hum kamyab nahin ho nsaty hain balkeh hum nakam ho jaty hain tu hamne jaldi nahin karny chahey kun kay forex men achy experience kay sath kam karny waly hi achy earniong hasil kar sakty hain as lia hamen himat nahin harny chahey tkaeh hum kamyaby hasil kar saken tu hamen saber kay sath trading karny chahey
      • #4 Collapse

        Re: Lot kya ha aur is ki kitni kism hain.?

        Trading ma lots bhot important roll play krti hn ager trading ma lots ka use nhi kryn gy tu hme trading ka koi faida nhi ho ga .trading ma lots ki three types hoti hn . Micro lots ,mini lots, or stadard lots. Hme trading ma sb se zhida faida stadard lots ma ho skta ha kun k stadard lots ki ak pip 10 doller k equal hoti ha . Stadard lots hme profit or loss ka 50 50 chance hota ha.
        • #5 Collapse

          Re: Lot kya ha aur is ki kitni kism hain.?

          ji han pyare bhai jaan aapane theek Kaha Hai Kailash size kya hai aur iske kitne hain types hain aur yah kaise kaise lagaye ja sakti hai to agar aap iska Mein Nahin Hai to main aapko batata hun agar aap old Hain to aap ko sharm aani chahie aisa Sawal poochhne per tu mere pyare bhai jaan yah Jo lat Hoti Hai laad Saiyan ke yahan par depend karti hai aap account balance Ke mutabik kitne trade aur kitna hai iska matlab ek lat Laga Agar aapka account balance hai sorry $100 se jyada Hai to uske bad aap apne trade Naam jo hai unke Gold per lagani chahie to use main aapko zero point the 0.5 ki lagani chahie to hi aap apne account ke last side acchi Laga sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Lot kya ha aur is ki kitni kism hain.?

            Dear is market mein aap Jab kam kar rahe hote hain to aapko Apne account capital ke mutabik trade karna hoti hai market Mein kam kar rahe hote hain ismein aap dekhte hain ke aapko is market mein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hota hai aur aap ko acche tarike se analysis ko perform Karke market Mein trade karna Hoti Hai Kyunki Jab office mein acche tarike se Soch Samajh Kar kam Karenge aur Marne trade ke sath money management ke rules and regulations ko call ok Karenge aur stop-loss aur take profit ka istemal Karenge to iska aapko bahut jyada fayda Hoga Kyunki market Mein Jab Koi ji trade open ki jaati hai aapko lot size kitne account capital Ke Malik Rakhna hoti hai aur uske sath aapko apni trade ke sath stop-loss bahut jyada Jaruri Lagana hota hai Kyunki isase aapko ya fayda Hote Hain Ki aapka account safe hota hai aur aapko bahut advantages mil Jaate Hain Jab aap Soch Samajh Kar kam Karenge aur aap mein hain Karenge to aapko ismein Jyada fayda Milega aur aap ko kamyabi milegi Jab aap apni account capital payment abe Kisne trading Karenge to uska Hamen Jyada advantage Milega money management ko call karna bhi Hamare liye jaruri hai.
            • #7 Collapse

              Re: Lot kya ha aur is ki kitni kism hain.?

              Lot size ka important role hota hai aur aap ko chahie aap Hamesha Low lot size hi select Karen Jo ke 0.01 hai Kyunki agar aap Jyada Lot Size select karte hain aur aapka experience Nahin Hota ya FIR aapke pass account balance low hota hai to aap acche tarike se manage nahin kar sakte Agar aapke pass balance Jyada bhi ho Fir Bhi aapko chahie aap 0.01 ki lot hi use Karen jab tak aapko sahi se experience Na Ho Kyunki experience Ka Hona bahut jaruri hai aapko Jyada lot size koi bhi advantage Nahin De Sakta Big Lot size use karne se aapka profit zada hota hai lekin aapko loss bhi zada hota hai is baat ka bhi aapko sahi se Pata Hona chahie
              • #8 Collapse

                Re: Lot kya ha aur is ki kitni kism hain.?

                Forex trading market mein Jab aap lot size ki selection karte Hain to iski basic information aur iska complete consept aap ko pata hona chahie kyunki Jab aap market mein complete concept ko focus karte hain to ismein aapko hamesha bahut jyada profitable position available ho rahi hoti hai aapko is platform per maximum advantages increase karne ke liye lot size ki proper application aur iski complete learning ko complete karna hoga otherwise aap successful nahin ho sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Lot kya ha aur is ki kitni kism hain.?

                  Deer is market mein aap kaun kar rahe hote hain to aapko usmein fayda Nahin Hota aur aap ismein kabhi bhi kam Jawab Nahin ho sakteForex trading Ek bahut hi Jabardast online business hai jismein aap Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur aapas mein raat mein bhi kam Karke se profit Le sakte hain agar aap ismein Mein Nahin karte hain aur aap ismein knowledge Hasil Karke kam karte hain to aapko ismein bahut jyada fayda hote hain Forex trading main aapke pass experience Hona chahie aur aapke pass knowledge Hona chahie tabhi aapko ismein kamyabi milati hai isliye is Samay Apna experience increase karne ki koshish karen aur is form per Jyada Se Jyada mehnat Karen aapko is market mein jyada Se Jyada profit is Waqt ho sakta hai Jab aap mehnat Karenge Jab office mein acche tarike se kam Karenge Kiska ko Jyada advantage hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot kya ha aur is ki kitni kism hain.?

                    Dear member forex market Mein lot Lagane se aapko jitne point market Hamare against Ja Hamari favour Mein Jaati Hai Hamen itne hi point Laut Lagane se fayda Milta Hai Hamen Forex market mein experience ke sath kam karna hota hai Jitna Achcha hamare pass experience hota hai aur knowledge hota hai Ham is market mein itna hi Achcha profitable ho sakte hain Hamen Hamesha Koshish Karna Hogi ki Ham ismein acche experience ke sath kam Karen Jab Ham is market Mein minut karte hain aur Achcha kam Karte Hain To Hamen is market Mein fayda Milta Hai Hamen is market Mein fayda Hasil karne ke liye Apna daily target complete karne ke liye apni learning ko complete karna hoga jitni Jyada Hamari learning complete Hogi Hamen ismein itna hi Achcha result Milega isliye Hamen is market mein experience ke sath kam karna hoga Taki Ham is market mein apni life ko change kar sake isliye aapko ismein Laut ki types Pata honi chahie ismein aap minimum lot Laga sakte hain aur Badi lot Laga kar bhi achcha profit Hasil kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot kya ha aur is ki kitni kism hain.?

                      Yes brother market Mein trade Lagane se pahle lot size ke bare mein pata Hona Market ki condition Ko Dekhkar kam karne se Humko Kafi Jyada benefits mil Jaate Hain is market mein humko kam karti hui hum ko khud decide karna hota hai ki Humne kaun si trade Apne account per open karni hai Humko market ki ki condition koh's Milne Ke bad money management ke hisab se kam karna hota hai agar Hamen is market Ne discipline ke sath kam karte hain aur lot size ko control Karte Hain To is market Mein aasani ke sath successful ho sakte hain market Mein Apne account per Kshetra ke se kam karne ke liye technical analysis aur fundamental analysis karne Hote Hain Jab Ham market Mein trading strategy ke hisab se kam kar rahe Hote Hain To Ham is market mein nuksan se bache Jaate Hain technical analysis ke liye Humko Apne learning complete Karni hoti hai Hamen lot size Apne account ke hisab se dekhni hoti hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot kya ha aur is ki kitni kism hain.?

                        Walekum assalam dear is market mein aap Jab koi bhi trade open karte hain to aapko lot size ki selection karna hoti hai*market Mein kam kar rahe hote hain to ismein aap dekhte hain kya kar aap is market Mein money management ke rules and regulations ke sath kaam Karti Hain To iska aapko bahut jyada fayda hota hai Kyunki Jab aap money management ke sath kam kar rahe hote hain to usse aapka kaun se hota hai aur aapko ismein fayda Milte Hain Jab tak aap money management ke rules and regulations ko follow Nahin Karenge is aapka account kabhi bhi watch Nahin hoga Jab aap is market Mein kam Karte Hain To usmein aap dekhte hain ki aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar Aur Kate ful is market Mein trade open karna Hoti Hai Jab tak aap is market Mein Koi Bhi trade open karte hain aur uske sath stop-loss ka istemal Nahin Karte to aapki trade Jyada risky ho sakti hai aapko money management Ki Main lot size ki selection Apne account capital ki mutabik karna ho ki aur Soch samajhkar trade open karna Hogi lot size ki selection aapke Apne account capital ke mutabik honi chahie.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X