What is your hardest learned lesson in FX?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Forex trading mei agar practice nahi karen to har cheez he difficult hai agar hum forex trading k bary mei full experience gain kar lety hyn then hamary lie forex business bht easy ho jata hai and isk elawa trading k doran apny emotions ko control mei rakhna bht ziada difficult hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Mere sb se hard lesson tha learn karna wo tha patience,maine patience na hone ki wajah se forex mein 2 dafa apna whole capital lose kiya hai,aur ab main pur-umeed hn ke is baar main kuch bhi lose nahi karnga aur ziyada se ziyada earn karnga forex se.
       
      • #33 Collapse

        Waise to forex ke har pehlo ko keenly watch karne ki zararat hoti hai laikan muje jo demo se experience hoa hai us k mutabak trading k doran price up & down se lalach ko control karna mere leiye mushkal tha.
        • #34 Collapse

          forex itna asaan ni he jitna ke log soochtay or samjhtay hen mere hisaab se foex me sab se mushkil kaam ye hota he ke aap apnay greed ko tradings karatay waqt apnay cntrol me rakhen
          • #35 Collapse

            forex business main wesy to boht se baty difficult lagti hain mughy lakin jis bat ki waja say mughy sab say bri tention hoti hay wo market ka trend hay akr asa hota hay market jis side pr move kr rahi hoti hay main usi side pr order lgata hun lakin order lgany k bad market mery against ho jati hay pta nhi asa q hota hay
            • #36 Collapse

              Yes sir me ne to abi tak forex me trading nahe k ha our me to abi forex me new ho our me forex me abi demo account ko use karta ho take me forex me achy experience hasil kar sako our forex me achy our kafi big profit earn kar sako our forex bahot he achy our best job ha.
              • #37 Collapse

                bhai jan forex poori ki poori he hard hai or forex me jitna hum seekhty hain usi hisaab se is me loss ya profit kama sakty hain forex trading business hum ko bohat paisa de sakta hai agar hum is me kamyab hona chahen to .
                • #38 Collapse

                  Sub sey zyada mushkil apnay aap ko perhnay per aama-da kerna hay, shuru shur mey lgta tha chalo jee aik field hath mey aagai hey or hum yahan sey raton raat ameer bun jaen gey lekin yeh sub khaam-khayali thee meri, phir ahista ahista smjh aayee k jab tak perhne gey nahee kuch nahee milney wala so khud ko pehlay yeh sabak perhaya k learning ki taraf aao.
                  • #39 Collapse

                    Forex trading mein usually indicators koo achi tarhan learn karna kafi difficult hai aur technical analysis mein hamein kafi topics koo study karna hota hai aur mere khayal mein indicators koo study karna thora saa difficult hai
                     
                    • #40 Collapse

                      Forex is a place where you can utilize your knowledge.here your main learning lesson is to understand the market trend.Other wise there is a great possibility to be unsuccessful in forex.So brother and sister I request all of you to try to un
                      • #41 Collapse

                        jee my me agree karta ho ap sa our ap ko ya bh bath ga ky forex me ap ko starting me zayda hard work karna parta ha lakin ous ka bas ap is ko bhot esaly samjh jaty ho our ap ko hard work ke base par hy profit melta ha
                        • #42 Collapse

                          Mujhe jo aj tak samjh nhe aye wo yeh hai k meray mt 4 main jo signals hain unka kasay istamal kya jaye aur kis trha unko read kya jata hai islye insy main bilkul na ashana hoon aur main koi faida nhe utha sakta zahir hai k jab mujhe samjh hi nhe ayegi tu phr main kasay trade kronga iss main islye meray liye signals ko sekhna ek challenge k siwa kuch nhe
                          • #43 Collapse

                            is main sub sy hard chez chart ko sumhajna hay jis sy app pata lagaty hain kay market kis tarf ja rahi hay app phr us chart kay zaryay hi trading karty hain or ager aik dafa app ko chart sumhaj ajata hay to app is kay zaryay achi trading karsakty hain lakin ye tohorsa mushkil hay mari nazar main.
                            • #44 Collapse

                              you ask a very good question. i think the hardest work in forex is set a order. because you should have aware about the position then cut sell or buy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: N79 پيغام ديکھيے
                                forex main greed or emotions ko control karna boohat he tough kaam hai or main nay ye kaam boohat loss face karny kay baad seekha hai.ab main yahan kaam kar kay kaaf kamma leeta hun or learn bhi kar raha hun.

                                Forex main isi greed ko control Karnaa buhaaaaaaaat mushkil hai,or is k ilawa forex Main or Kuch Bhi itnaa zyada mushkil nahin..is greed main hamari Society or hamaray culture Ka bara amal dakhal hai.. magar buhaat baray Baray Traders bhi Kabhi kabhi Greed Ki Waja Say maar khaa jatay hain
                                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X