Dear members,ham main say bahut saraya aisay bhi traders hain jo market main trading karnay say pehlay kisi kisam ki koi bhi trading plan kiye baghair trading ko start kartay hain,unko na sirf market main nuksaan ka samna karna parta hay balk wo is market main nuksaan k sath kuch bhi knowledge hasil nai kartay hain aur na he unko kuch is baray main pata chalta hay k unko yeh nuksaan unki konse ghalty ki wajha say ho raha hay.
Agar wo kabhi is market main kaam kartay huway aik wakt main kuch kama bhi laitay hain to aglay he lamhay wo usay nuksaan main daikhtay hain qk unk pass koi bhi aisi trading ki planning nai hoty hay jis say wo is market ko samjhtay hon aur kab kaisay entery ya exit points k sath unko trading karni chaye is baat ko smajhna bhi unk liye bahut ziada mushkil hota hay.
TRding plan hay kia?
Trading plan forex market main wo kaam hay jo ziada tar traders nuksaan kartay hwuay bhi apni ghalti ko nai mantay hain aur market main baar baar nuksaan kartay hwuay iski sahi surtehaal ko jab na samjh saktay hon tab aik aisa tareeka banay jata hay jo market k opposit hota hay k kab market kahn say movemnst ko start karty hai to us wakt hamain kis soch k sath kaam karna hay isay ham trading plan kehtay hain.
Jab hamko maloom hota hay k kisi barri news ki amad hay to wakt bahut saray traders apnay apnay knowledg k sath market main koi na koi tareka bana kar kaam kartay hain,laikin bahut saray aisay bhi traders hotay hain jink pass market ka ziada knowledge honay ki wjaha say wo yeh samjhnay main kamyab hotay hain k ab market kis simat main jaa sakty hay,laikin agar ham is ko aik achi trading plan k sath manage kartay hwuay market main kaam kartay hain to hamaray liye yeh aur bhi ziada best hay jis say ham market say acha faida hasil karnay main bhi kamyab ho skatay hain.
Trading plan kaisay banay jaye?
Dear members,har aik traders k pass market main kaam karnay ka aik alag tarekaar hota hay kisi ko market main kaam karnay k liye long term ki trading ziada pasand hoty hay jis say wo is market main kaam kartay hwuay aur bhi ziada acha kam sakta hay,laikin bahut saray traders aisay bhi hotay hain jink pass market ka kanowldge kam honay ki wjaah say wo is marketmain short term ki trading karnay ko ziada aehmiat daitay hwuay kaam kartay hain.
Target ko set kark kaam karna..
Forex market main kaam kartay hwuay agar ham apni planning ko kamyabi k sath kamyab banana chahtay hain to tab hamaray liye yeh bhi zaruri hay k ham aik muakammal tareekay k sath apnay target ko set karnay k baad market main aik barra risk bhi lay saktay hain jis say hamko achi earning bhi milege aur ham kamyab bhi ho saktay hain,target ka set kar k kaam karna hamain achi earning dila sakta hay.
Risk ki limits ko set karna..
Forex market main hamary planning tabe mukammal ho skaty hay jab ham is market main kaam kartay hwuay isk risk ki limits ko set karnay k baad market main kaam kartay hain qk hamari planning sirf tab he kamyab ho skaty hay jab ham amrket main apnay risk aur reward ko aik mukammal tareky k sath maneg akrtay hwuay kaam kariangay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим