Forex market main kaam karnay k liye scalping trading bahut he mashoor trading hay jisay ziada tar new traders he is main kaam kartay hain.Mairy knowledge k mutabik agar ham aik achay scalper bannay main kamyab hain to hamko har dink hissab say achi trading k sath achi earning ka milna bhi mumkin ho sakkta hay.Is trading k liye yeh bhi lazmi nai hay k hamain sirf minutes ya aik adh ghantay main achi earning mil skaty hay balk yeh sab kuch market ki moveents pay he depend karta hay k wo kasiay is market main hamarin earning dila sakty hay aur ham kia kuch kar skatay hain.Is method ko istemaal kartay hwuay jahan pay hamain kam say kam earning milty hay wahin pay hamara lose bhi kam say kam hota hay.
Scalping trading ki technique hamain market main chtay chotay stoplose aur kam say kam earning dilanay wali trading hai.Forex market main jab ham scalpers ki haisiat say kaam kartay hain to hamain market main enter ya exit honay k liye ziada say ziada active rehnay ki zarurat hoty hay,wo is liye k hamara risk aur hamara reward bahut he kam honay ki wjaha say agar hamara mined market say out ho jata hay to hamain lose bhi mil sakta hay.
Kamyabi k liye scalping k tools..
Forex market main kaam kartay huway agar ham aik achay scalpers banna chahtay hain to usk liye jab tak hamaray pass aik acha computer nai hay aur usk sath aik acha internet connection nai hay hamary liye is scalping trading say earning karna bahut ziada myshkil hay.Agar ham market k chart ko har dinkk hissb say daikhtay hwuay is main scalping trading karaingay to tab bhi ham market main say acha kama saktay hain aur mazee bhi samjh saktay hain.Forex market main kaam karnay k liye hamain kabhi bhi slow computer aur lazy connections k sath scalping nai karni chaye qk kabhi kabhi koi barri news market main anay ki wjaha say terminal main agar hamara internet ya computer slow ho jata hay to hamako kuch bhi pata nai chal sakta hay k kab price kahan pay hay.
Low spread tool
Forex market main jab ham yeh jaan laitay hain k hamain kaisay scalping trading k sath is main say achi earning ko mumkin banana hay to tab hamain ye bhi soch laina chaye k hamaray jitna bhi kam spread ho wo hamaray liye is liye ziada zaruri hai qk scalping trading main hamaray stoplose bahut he kam aur chotay hotay hain,jisk liye agar spreads ziada ho to hamako risk ziada hota hay aur reward bahut he kam milnay k chances hotay hain.
Scalping trades k liye kuch requirements..
1.Scalping trading k liye hamin is baat ka khaas tour pay knowledge hona bahut ziada zaruri hota hay k hourly,daily ya weekly supports aur resistance konse hain.
2.Scalping trades k liye hamin is baat ka khaas tour pay knowledge hona bahut ziada zaruri hay k market main chart ka pattern kia hay aur uski price kia hain.
3.Scalping trading k liye hamara har wakt focus trades pay he hona chaye qk kaoi pata nai hota hay market kab apni movements ko start kar lay.
4.Scalping trades k liye yeh bhi zaruri hota hay k hamaray pass risk aur reward k hissb say kitan balance hay aur lose honay pay ham kitna aur mazeed risk lay saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим